Khayal Rehta Hai Unheen Ka Har Waqt Humhain
Souch Mein Koi Aur Nukta Kyu Humara Nahi Hai
Guzar Di Jin Ke Naam Se Zindagi Hum Nae
Hai Kis Ka Najana Wo Ism To Humara Nahi Hai
Baydherak Najanay Wo Keh Laetay Hain Kaisay
Rishta Koi Ab Tumhara Humara Nahi Hai
Zekhm-E-Dil Tou Bahut Gehray Hain Enhain Janchay Kaun
Aey Bewefa Ghaoo Kuch Aur Lega Peechay Hetna Humara Nahi Hai
Gila Kertay Hain Ekser Kay Hum Nay Kabhi Yaad Na Keya
Waesay Bhoulnay Ka Tou Un Ko Koi Khayal Humara Nahi Hai
Ghem-O-Alam Kay Sath Miltee Hain Dastanain Khusi-O-Rahat Key Bhee
Beta Najanay Kyun Ghem Yeh Humara Nahee Hai
Sila-E-Wefa Main Ab Umeed Kerain Kia Ies Zamanay Say Aur Hum
Suna Hay Fehrist Main Wafadaroun Key He Naam Likha Humara Nahee Hai
Bay Naam Say Ous Rishtay Key Yaad Aatee Hay Baar Baar
Betaoo Na Kyun Wo Bandhan Raha Ab Humara Nahee Hay
Guzer Jatay Hain Unjaan Benay Dheeray Say Wo
Rishta Haye Aashnayee Ka Bhee Ab Humara Nahi Hai
Dard Ki Had Say Berhnay Per Keh Daetay Hain Ek Ghazal Khaki
Waisay Tou Misra-O-Nazm Say Koi Rishta Humara Nahi Hai