Kaash Tumhe Khabar Hotii Mere Zid Kii Sarhad
Tu Aaj Jindagi Kaa Soda Kisi Aur Maidan Mein Hota
Kaash Tumhe Khabar Hotii Mere Masoomiyat Kaa Kinara
Tu Aaj Humare Karm-Kii-Kashti Kisi Aur Deshaa Mein Beheti
(Sarhad = Boundry), (Maidan = Arena), (Masoomiyat = Innocence), (Kashti = Boat)
Kaash Tumhe Khabar Hotii Mere Asoolon Kii Ehmiyat
Tu Aaj Humara Wajood Kuchh Aur Hota
Kaash Tumhe Khabar Hoti Mere Izzat Kii Kamyabi
Tu Aaj Hume Aaine Mei Dekh Kar Apne Aham Pe Ehsaan Na Karte
(Asoolon = Principles), (Ehmiyat = Significance), (Wajood = Existance),
(Kamyabi = Achievement), (Aham = Ego)
Kaash Tumhe Khabar Hoti Mere Sachaai Kii Hasti
Tu Aaj Jhuut Kaa Saath Lena Itna Dilksh Naa Hota
Kaash Tumhe Khabar Hotii Mere Pyaar Kii Milkiyyat
Tu Aaj Humare Dil Kaa Nilaam Hona Itna Asaan Naa Hota
(Sachaai = Honesty), (Hasti = Existance), (Dilksh = Attractive),
(Milkiyyat = Possession), (Nilaam = Auction)
Kaash Tumhe Khabar Hoti Vo Aziz (*Dear) Tohfe Jo Humne Khoye Hein
Tu Aaj Humse Puch Kar Un Zakmo Ki Hassi Na Uuraarte
Kaash Tumhe Khabar Hoti Humari Chaahna Un Chand Lamhon Kii
Tu Aaj Hum Ye Nazam Parh Ke Udaas Naa Hote
(Aziz = Dear), (Nazam = Poem), (Parh = Read)