Hum To Dushman Ko Bhi Izat Se Saza Dete Hai
Hath Uthate Nahi Nazro Se Gira Dete Hai
Sham Hote Hi Chirago Ko Bhuja Deta Ho
Dil Hi Bohat Hai Teri Yaad Mein Jalne Ke Liye
Mere Hatho Ki Lakiro Mein Samane Wale
Kla Chhine Ge Tujhe Mujh Se Zamane Wale
Apne Hatho Ki Lakiro Mein Saja Le Mujh Ko
Mein Tera Naseeb Ho Apna Bana Le Mujh Ko
Kisi Bewafa K Zakhmo Par Marham Lagane Hum Gaye
Marham Na Mila Aap Ki Kasam Mar Hum Gaye
Pholo Pe Sone Wale Aaj Kaanto Par So Rahe Hai
Hum Kitne Badnaseeb Hai K Tere Milne Ko Ro Rahe Hai
Kia Khabar Thi Teri Mehfil Se Nikalna Ho Ga
Dil Na Chahe Ga Magar Aag Mein Jalna Hoga
Jab Mein Na Raho Ga Dunya Meri Yaad Tujhe Tadpaye Gi
Na Raat Ko Tu So Pae Ga Na Din Ko Chain Pae Ga
Badua Nahi Deta Faqt Itna Kehta Ho
K Jis Par Tera Dil Aye Wo Tujhe Mil Jae
Us Dekhe Hue Aik Bars Guzar Gaya
Yaad Aata Hai Aaj Wo Jo Mujh Se Bichad Gaya
Aankhe Khuli To Jaag Uthi Hasrate Tamam
Us Ko Bhi Kho Dia Jis Ko Paya Tha Khawab Mein
Mehandi Rang Lati Hai Sokh Jane K Bad
Mohabbat Yaad Aati Hai Bichad Jane K Bad
Dunay Mein Kuch Log Aise Bhi Hote Hai
Jo Haste Hai Mehfil Mein Tanhai Mein Rote Hai
Badh Chad Kar Chomti Rahe Khushiya Kadam Tere
Bhole Se Bhi Na Aye Teri Zindagi Mein Koi Ghum