Zamana kitna badal gaya dost bhee dushman






Related SMS
- Kabhi le mujh se mere shab o rooz ka
- Raat dehleez pay bethi raheen ankhen meri
- Abr barsa na hawa taiz chali hy
- Main he wafa nibha na saka
- Lamhon main qaid kar de jo sadiyon
- Yahan sang qabahatain hamain raas kb
- Usy kehna bicharnay se mohabt to nhi
- Abr e baraan k irady b pur israr sy hian
- Muddaton k baad dekha usay badli hoi
- Ham to bachapan men bhii akele the
- Ek shaks pas reh ke samjha nahi
- Mere haathon main hay mera jaam aakhri
- Chalo aisa kren mil k sitaray bant
- Mujhey pata hai k main tanha ho
- Yun dil na lagy dard uthy mat
- Gazal ajab halaat thy yoon dil
- Ghum o dukh k ye isharay tm na samjo
- Tum ho humari aarzu justaju se
- Tu ne jo chonk kar her jagha
- Azeem hai yeh qurbat ki doooriyaan sath
- mana nafrat men posheeda hai muhbt
- hum apne ap p fakhar to
- itne masroof hogae hen hm waqt
- Bht yad ane lage ho bichardna to
- mujhe aksar apnon se chahat ka
- Sambhala hosh hai jab se muqaddar sakht
- Aadtan tum ne kar diye waade
- Teri surat ko nigahun mai basa k
- Najane kis bat pa wo hum sa
- I see it in your eyes face
- khwab aaina sifat aaine seemab aur
- ru ba manzar na honge to
- jo be wafa ho usy kahen
- Bus aa jao kahin wo mile
- phool mehka to hua
- Tairay firak k lamhay shumar krtay huay
- Aey chand usey kehna wo jo
- Bht mudad sey aesa he k
- tanha udaas chand ko samjho na
- wo badshah ho ghorra feel ho
- kabhi in habs bhri raton men
- Ghazal ye na socho k faqat naam
- Chshm e bebaak me ik ashk nidamt ka nhi
- Afshaa bus ek jhalak men kahani wo
- Mohabat mjhe ye ghalat fehmi thi
- Ghazal bin tery kesy ghumezeest gawara
- Mujh ko apna kaha karey koi sath
- Guzri hai kal hum pe wo raat
- gazal jaanay lagay trey shehar se
- The more i meeet you the
- Apni yadainapni batain le kr jana bhool
- Hatheli samnae rakhna k sub anso
- Ghazal wo talueaftab se yaad atey
- Mujhe tum bhool jao gi kaha tha
- Bichhar kar humse phir kisi k b
- Ye jo deewane se do chaar nazr
- Akelay tanha jiya na jaye tere bin
- Sakoot e shab hi sitam ho to hum uthaaen
- Mujh pe wajib hai aansuon ki zakat
- Aye chaand tu dil kash hai yeh
- Mein sar jhooka k kah dunga apny
- Logon ne roz hi naya manga khuda
- Yeh inayaten ghazab ki yeh bala ki
- Dhoop aur saayaa baagh ke andar
- to us lamhey
- Ae ajnabi tu bhi kabhi aawaz de
- Os chehrey ki masoomiyat maen etna asar
- Ab k ek aisa maamla rakhna
- Masroof rehte hain din raat lahore wale
- Khizaaon ki udaasi hai jo ab tak
- Yeh pyar murauvat yeh ekhlaas wafadari lafzon
- Har koi pooch raha hai kya karty
- Hazaaron phool aise thay agar khilte to
- Younhi udaas hai dil beqrar thori
- Es be naam rishty ko nibhao kisi din
- Na jala itne diye meri raah e gugar mein
- Aaj b aik tere liye dil main
- Koe raat din yaad nahi rahi sham
- Shaam k surmai andheron mein youn
- Dil kisi yar e wafa ki trah
- Saqi sharab lai k a tabiyat udas
- Tum apne mahal ki fikar karna garibo
- Kbhi tum b nazar aao subha
- Rehty hain sath mai or
- Mujhe maloom na thhi hijar ki ye
- Gham hay ya khushi tu meri
- Kon hota hai gareebi mein sahara mohsin
- Qatal chuptay thay kabi sang ki deewar
- Is dard e dil ko zamana kya jane ak
- Band kitaab main khali auraaq rakhta hoon
- Na janay kia hai uss ki udaas
- Jagti raat k honton pe fasanay jaisay
- Kuch door hamare saath chalo hum dil
- Arz e niyaaz e ishq ke qaabil naheen raha jis dil
- Mohbbat ka jazaba banale mujhe dil deke
- Fesly ye chahat k aasman pe hote
- Dard ki kainaat main mujh se b
- Tera apne rukh ko gulaab se woh
- Ye rung e gul bhi hy aur khaar
- Iiss duniyaa ki bheed main boohat say
- Bhool kr zaat tum ko yad kiya
- Tu meri dil ke aspas rehta hai
- Yeh watan to hai jannat apnitera chand
- Bheegi hui aankho ka yeh manzar na
- Hasti ko muhabbat main fana kon karega
- Koi mousam bhi hum ko raas nahin
- Bin teray kaisay gham e zeest gawara
- Kaash tu ne mujh per aitebaar kia
- Apne dil ko sanbhalo or so jaoaansu
- Mujh main bey los mohabat k siwa kuch
- Isdil minpyr thkitnw0jlt t0ky bt h0tihmny mngth
- In ankhon me udasiyan to buht hain
- Chaht bharey wo lafz aur me
- Kaha sirf us ne itna k khamoshi
- Main jo chahoon to abhi torr loon
- Jab bhi dekha hay tumhay tum pay
- Ager hota shouk likhne ka tu mein
- What is tha real love so
- Yun chand ager dost ho mera to
- Jo mujh ko dekhty thakta nhi tha
- Ik pasheeman se hasrat say mujhay soochta
- Zindgi ik sawal labon pe goya adhoora
- Jab naam tera aaya her bhula
- Wo usi andaz ki mujse muhabt chahta
- Nazouki un key lab ki kia kehye
- Wo jo basa hai mere dil main
- Tera muntazir hun mujhe muskura ke mill
- Parindo hum tumhaare muntazir hain k
- Justuju k maaray huay baynaam loag kitnay
- Zindagi tujhse har ik sans pe samajhuta
- Is say pehlay k dasht e imkaan
- Ise ajnabi shehar main ye pather kahan
- Aay dost tum bhi ajeeb ho meray
- Kisne meri kabar par aake diya jala
- Aankhain khuab dekhti hain kisi say
- Pehlay barri rghbat thi tere naam say
- Tumhe bichry zamana ho gaya janaa
- Sono chanda tum kiun satatay ho mujhe
- Too ney to aey rafeeq e jaan
- eid ka chand eid ka
- Wajood sheshe ka hoto patharun se mhbt
- aye chand suno kuch baat karo
- Yahan to ye bhi mumkin he hm
- Goongi hou gei aaj kuch zuban kehte
- Waqt baha k lejata hey nam o
- Sun kr tamam raat meri dastan e
- Dil hai ainaa e hairat se do chaar aaj kii
- Bri muddat se koi khwab nhi dekha
- Ek muddat se yeh dil tujh ko
- Vo kahate hain ranjish kii baaten bhulaa
- Mohabat me pari darar ka koi surag
- Hum ne suna tha ka dost wafa
- Bina chot khaye ehsaas nahi hota har
- Duniya nahi ye kalyug ke mela hai
- Ye faisla maine badi asani se kar
- Kehtey hai pyaar karna koi jurm nahi
- Guzri hui hawaon kabhi laut ke to
- Shishe ka ghar na rahega ya fir
- Sabir jalalabadi raaz kii baaten likhii
- Tumse milna batein karna acha lagta
- Thar tharii sii hai aasamaanon men
- Silsila torr dia us ne to ye
- Ye bhi nahin bimaar na the
- Nikhat e zulf se niindon ko basaa de aakar
- Meri zindgi ka tasawar meray hath ki
- Kuch door hamare saath chalo hum dil
- Merey sabar ka na ley imtehaan meri
- Daiyaa e ashk chashm se jis an bah gaya
- Terii hansii bebaak hai nigaah chaalaak
- Tere firaaq k lamhay shumar kartay hovay
Kabhi le mujh se mere shab-o-rooz ka hisab… phr dondh apne siwa kuch aur meri zindagi me..
Raat Dehleez Pay Bethi Raheen Ankhen Meri, Tum Na Aye tO kOI kHWAAB hI bHEJA hOTA.
Abr Barsa Na Hawa Taiz Chali Hy Ab K,, Kitni Veraan Teri Yadon Ki Gali Hy Ab K, Subha Ki Dhoop Utar Aai Merey Balon Mein, Shab Dhali Hy K Meri Umar Dhali Hy Ab K, Kia Kahoon Kitne Bahaano Se Bhulaya Hy Usey, Ye Qayamat Bari Mushkil Se Tali Hy Ab K, Sehan-e-Gulshan Ki […]
Main he wafa nibha na saka. Tujhe chaha mger bata na saka Teri judai main subho sham roya bohat. Haan mgr tere samane ansoo baha na saka Tujhe chaha main ne sari duniya se ziyada. Haan mger teri dehliz pe sar juka na saka Uper wale ne likh di thi judai. Judai ki lakir hath […]
LAMHON MAIN QAID KAR DE JO SADIYON KICHAHATAIN HASRAT RAHI K AISA KOI APNA B TALABGAAR HO
Yahan sang sang Qabahatain, Hamain raas kb hain aziyatain? To ny cheen lin wo jo pas thin, Nahi pas ab mery Rahatain, Mery kam khuch b na aa saka, Na maraqaby na riazatain, Meri hm nawana khard rahi, Rahain sath mery Hamaqatain, Tery pas ab na khalos hai, Tjh bha gain hain shararatain, Na sakon […]
Usy kehna bicharnay se mohabt to nhi mrti Bichr jana mohabt ki sdaqat ki alamt hy Mohabt ek fitrat hy haan fitrat kb bdalti hy So jb hum door ho jain naye rishton mein kho jaeyn To ye mt soch lena tum mohabt mr gai hogi Nhin aisa nhin ho ga, mery bary men sun […]
Abr-e-baraan k irady b pur-israr sY hian Aj barse gi ghata khul k ye Aasar se hain Log Aate hain thehrate hain chale jate hain Apne halaat b ujrhay hoye bazaar sY hain Wo agar chahe to De Sharf_e_Mulaqat muje Sb Umeedein meri wabsta meri sarkar se hain Ye zaruri to nahi jeet Musarrat bakhshay […]
Muddaton k baad dekha usay badli hoi thi wo… Najane kia hadsa hoa sehmi hoi thi wo… Mujhe dehk kr us ne chehra to chupaa lia… Magr Ankheny bata rahi thi k Roie hoi thi wo…. Us ki ankhon me dekh kr MEHSOS Hoa mujhe jesay us ne mujhe chora wesay chor gaya koi us […]
Ham To Bachapan Men Bhii Akele The Sirf Dil Kii Galii Men Khele The Ek Taraf Morche The Palakon Ke Ek Taraf Aansuuon Ke Rele The Thiin Sajii Hasaraten Duukaanon Par Zindagii Ke Ajiib Mele The Aaj Zehan-O-Dil Bhuukon Marate Hain Un Dinon Faake Bhii Ham Ne Jhele The Khud-Kashii Kyaa Gamon Kaa Hal Banatii […]
Ek Shaks Pas Reh Ke Samjha Nahi Mujhe Is Baat Ka Malal Hai Shikwa Nahi Mujhe Main Us Ko Bewafai Ka Ilzam Kaisay Dou Us Ne To Ibteda Se Hi Chaha Nahi Mujhe Pathar Samajh Kar Paon? Se Thokr Laga Dia Afsos Teri Aankh Ne Parkha Nahi Mujhe Kya Umedein Baandh Kar Aaya Tha Samnay […]
Mere HAATHON Main Hay Mera JAAM Aakhri Mere HONTON Pe Hay Tera NAAM Aakhri Meri PLKEN Khuli Hain Tumhare Liye Meri AANKHON Me Hay Ek SALAAM Aakhri Usay KEHNA ‘MOHSIN’ Khush Rahey Tu SADA Meri JANIB Se Hay Ye PEYAAM Aakhri JAAN Dedi Mager BE-WAFA Na Huwa Mere SAR Hay Ye ELZAAM Aakhri Kal Na […]
Chalo aisa kren mil k sitaray bant lety hain, Zarurat k mutabiq sub sahary bant lety hain, Mohabat krny walon ki tijarat bhi anokhi hy, Munafa chor dety hain khasaray bant lety hain, Agr milna nhi mumkin to lehron pe qdam rakh kr, Abi dariya-e-Ulfat k kinaray bant lety hain, Meri jholi me jitny bi […]
‘Mujhey Pata hai k main Tanha ho jaoun ga ik din’ Is Poori kainat se Juda ho jaoun ga ik din’ ‘Main to Panchi hoon mera zamaney se kiya Ta,aLLuq’ ‘Bs kbhi Hawaon mein urr jaoun ga ik din’ ‘Mat satao k zindagi mukhtasar hai, Do ghharri aa k miLo Phr mar jaoun ga ik […]
Yun DIL na lagy na dard uthy, mat roz milo to acha hai Na pyar barhy na jhagra ho, tum door baso to acha hai, Kisi phool sy milty chehry ko, meri duniya Dekhna Chahy Gi, Jo Paas Tumhare Kuch Bhi Nahi, Parday Me Raho To Acha Hai, Is Pyar Ki Sunder Bahon Men, Ab […]
‘GAZAL’ Ajab halaat thy yoon dil ka soda ho gaya aakhir, Mohabbat ki haweli jis tarha neelaam ho jaye. Samandar ke safar mein iss tarha Sadaen de hum ko, Hawaayen taiz hon aur kashtiyon mein shaam ho jaye. Mujhe maloom hae us ka thikana phir kahaan ho ga, Parinda Aasman choonay mein jab nakaam ho […]
‘Ghum-o-dukh k ye isharay tm na samjo gay’ ‘Jo din hmne tmharay bin guzaray tm na samjo gay’ ‘Tmhen kesay batayen tm hmaray wastay kya ho’ ‘Samandr ki kahani mein kinaray tm na samjo gay’ ‘Bus itna jan lo ek shakhs say hmne mohobbat ki’ ‘Hmaray tootnay ka khel pyaray tm na samjo gay’ ‘Hazaron […]
TuM Ho HuMari AarZu, TuM Ho HuMari JuStaJu, TuM Se MoHaBBaT Hai HuMaiN, TuM Ho JahaN MaiN Kho0bRu, AhL-E-JahaN ShaiDa Tere, CharChy HaiN Tere Koo-Ba-Koo, HaiN Tere Dam Se MehFiLaiN, TuJh Se Hai RoNaQ Chaar Su, MuKhLiS Mera Koi Nahi, Koi Nahi Hai Chaara Jo, Na JaaM Koi PaaS Hai, Na PaaS Hai Koi SaBu, […]
Tu Ne Jo Chonk Kar Her Jagha Nigah Ki Hogi Mere Hi Dard-e-Mohabbat Ne Sada Di Hogi Ye Jo Moti Baraste Hey, Teri Yaad Mein Aksser Badloon Ne Meri Aankhon Ko Dua Di Hogi Jhilmillati Hooye Ek Baat Jo Sochi Mene Yaser Ne Jaake Ussay Zaroor Bata Di Hogi Zikir Aaya Jo Kabhi Mera Uss […]
Azeem Hai Yeh Qurbat Ki Doooriyaan Sath Reh Ker Bhi Usko Na Pana Kesa Lagta Hai Kismat Main Nahin Phir Bhi Us Ko Chate Hai Yun Samjh Ker Kanto Per Chalna Kesa Lagta Hai Ab To Mehfil Main Bhi Humare Liye Tanhaye Hai Ghum Chupa Ker Mehfil Ko Sajana Kesa Lagta Hai Samjhne Per Bhi […]
Other Popular Poetry SMS Messages
Sorry. No data so far.
*’* Mana Nafrat Men Posheeda Hai Muhbt Buht…. *’* Magar Muddat Hoi Woh Meri Taraf Lauta hi Nahi…. *’* Kami Na Thi Wafa Men Meri Bhi, *’* Phir Jane Kyn Us Ne Mera Socha Hi Nhi. *’* Us Ko Thi Khawahsh Ooncha Urne Ki, *’* Tasalsul Uski Parwaz Ka Toota Hi Nhi. *’* Mumkin Hai […]
*’* Hum Apne Ap P Fakhar To Nahi Karte, *’* Dost *’* *’* Magr Itna Bharosa Hai K Hmare Bad Hum Jaisa Tm Paa Nhi Sakte.
*’* Itne Masroof Hogae Hen Hm, Waqt Thehra Hwa Sa Lagta H, *’* Aarzu, Mawrae Wakt Nhi, Mil B Jao Agr, To Ab Kya Hai, *’* Kat K Nakhl E Falaq Sy Ay ALI tara Khilta H Ya Bikharta H
bht yad ane lage ho bichardna to milne se bardh kr tmhain mere nazdeek lane laga hey main hr waqt khud ko tumhare haseen bahun main pighalte howey daikhta hun mere hunt ab tk tmhari mhbt se num hain tmhara ye kehna ghalat to na tha k mere lub tumhare labun k sabab hi gulnar […]
*’* Mujhe Aksar Apnon Se Chahat Ka Shikwa Rehta Hai, *’* ALI *’* *’* Kyn K Kabhi Apnon Ne Chaha Nhi Mujhe Apnon Ki Tarah
Sambhala hosh hai jab se Muqaddar sakht tar Nikla, Parha hai waasta jisse Wohi teer-o-tabar Nikla, Sabaq deta raha jo Umar bhar Roshan khayali ka, Usey jab paas se dekha to Khud bhi tang nazar Nikla, Samjha kar Zindagi Jisse Muhabbat kar rahe they hum, Usey jab Chhu kar dekha to Faqat khali Bashar Nikla, […]
(‘*Aadtan Tum Ne Kar Diye Waade*’) Aadtan Tum Ne Kar Diye Waade.. Aadtan Hum Ne Aitbaar Kia.. Teri Raahon Main Beth Kar, Hum Ne Apna Hi Intzaar Kia.. Ab Na Maangain Ge Zindagi ‘YA RAB’ Ye Gunaah Hum Ne Ik Baar Kia…~*~/ *’^HEaRT St0LeR^’*
teri surat ko nigahun mai basa k rakhun dil ye kehta hey tjhe tjh se chura k rakhun tjhe daikhun tjhe chahun tjh hi se piar karun tere rung roop ko mai sb se chupa k rakhun kr lun qaid apni dil mai tere jevan ko tjhe main ishq ki zanjeer pehna k rakhun koe […]
Najane kis bat pa wo hum sa naraz ha…!! faraz Khawab mein be milta hai to baat nahi krta…!!
I see it in your eyes I see it in your face I ask myself is it really there? I ask you and you say nothing at all I wonder have you ever felt this way before? I hear your heart beat and you say nothing at all I see a twinkle in your eyes […]
*’* Khwab Aaina Sifat, Aaine, Seemab Sifat, Aur Seemab Ubharte Hwe Mahtab Sifat, Aks Dar Aks Bhi Hen, Aks S Mehroom Bhi Hen, Aur Dekho To Yehi Zeest Ka Maqsoom Bhi Hen
*’* Ru Ba Ru Manzar Na Honge To Aaine Kis Kam K, *’* Hum Nhi Honge To Dunia Gird E Paa Reh Jaegi, *’* Khwab K Nashy Men Jhukti Jaegi Chashm E Qamar, *’* Rat Ki Aankhon Men Phaili Iltija Reh Jaegi, *’* Be Samr Pairron Ko Chumenge Sab K Sabz Lab, *’* Dekh Lena, […]
*’* Jo Be Wafa Ho Usy Be Wafa Kahen Khul Kr, Hadis E Chashm O Lab E Sokhta Kahin Khul Uthen, *’* Kahan Talak Ye Takalam Zamana Sazi K, Pas E Kalam H Jo Kuch Zara Kahin Khul Kr, *’* Khunk Khunk Si Hnsi Hns K Mil Rhy Ho Kyn! lahu H Sard To Aankhen […]
BUS AA JAO Kahin wo mile to usay kehna K aa jao, aa jao k koi shiddat se,Barri muddat se, Barri muhabat se Tmhara intizar kar raha hai, aa jao k Kisi ki baatain, Kisi ki yaadain, Kisi ki raatain Tum bin bohat adhuri hain, aa jao k koi tum bin pal pal, Har pal, […]
*. . .Phool Mehka To Hua Roop Sharaare Jaisa Iss Se Aage Ka Fasaana Hai Hamaare Jaisa Kis Nikalte Huay Sooraj Ki Talab Ki Maine Hashr Mera Jo Hua Subh K Taare Jaisa Tairi Aankhein Mere Afsaana-e-gham Ki Tasveer Maira Daaman Teri Palkon K Kinaare Jaisa Jaise Ik Bhoola Hua Khwaab Nazar Aane Lage Har […]
TAIRAY FIRAK K LAMHAY SHUMAR KRTAY HUAY BIKHER CHALAY HAIN TAIRA INTEZAAR KRTAY HUAY TO MAIN BHI KHUSH HUN KOI US SE JA K KH DAINA AGAR WO KHUSH HAI MUJHE BEQARAR KRTAY HUAY TUMHAIN KHABAR HI NAHIN HAI K KOI TOOT GAYA MAHABATON KO BOHAT PAIDAR KRTAY HUAY MAIN MUSKURATA HUA AAINAY MAIN UBHROON […]
aey chand usey kehna wo jo bht dour basta hey usey koe yd krta hey or behisab krta hey usey kehna jb wo kisi aur k sung hansta hey to phr dour bht dour kisi ka dil dharakta hey or jb wo udas hota hey pas us k na koe ghumshinas hota hey to phr […]
bht mudad sey aesa he k tm khamosh rehte ho koe gehra hey ghum shayad jise chup chap sehte ho yunhi chalte howey tanha koe ghamgeen sa naghma tm aksr gungunate ho doran e guftugu yunhi milain nazrun se jb nazrain to batain bhool jate ho kisi gum sum si halat mai ya phr barish […]
*’* Tanha Udaas Chand Ko Samjho Na Be Khabr, *’* Hr Baat Sun Rha H Magr Bolta Nhi H, *’* Khamosh Ratjagon Ka Dhuwan Tha Char Soo, *’* Nikla Kb Aaftab Mujhe To Pta Nhi ! *’* ALI wo Aankhen Jheel 2 Gehri To Hen Magr, *’* Un Men Koi Bhi Aks Mry Naam Ka […]
*’* Wo Badshah Ho, Ghorra Ho, Feel Ho K Wazeer, Bisaat E Duhr P Bikhre Huwe Sabhi Muhre, Jo Koi Ghaur Sy Dekhe To Sirf Piyade Hen, Shikast O Fateh K Jhagron S Be Khabr Chup Chap, Saleeb E Wkt P Latke Hwe Irade Hen
*’* Kabhi Kabhi In Habs Bhri Raton Men, Jab, Sab Awazen Sojati Hen, Aadhi Neend Ki Ghail Si Madhoshi Men, Ik Khuwab Anokha Jagta H ! Men Dekhta Hon, Gard Ki Us Chadar S Udhar, JO MERE USKE BEECH TANI H, WO BHI TANHA JAAG RHA H
..GHAZAL… Ye Na Socho K Faqat Naam Liya Karta Hay, Ek Diwana teri Chahat Main Jiya Karta Hay, Wo Janta Hay K Tu Us,K Mukaddar Main Nahi Phir Bhi Har Roz Tujhe Yaad Kiya Karta Hay, Kuch Nahi Mangta Rab Se Kabhi Kuch Apne Liye, Teri Khushiyo Ki Dua Maang Liya Karta Hay, Rat Ko […]
chshm-e-bebaak me ik ashk Nidamt ka Nhi, kya qayamt ha k kuch khoaf qyamt ke Nhi.. tere sb jurm-o-khata maf kye jate haN, ye fesla mere dilka hai adalat ka Nhi.. apNe KaNdhe se lipat kar mjhe ro leNe de, ye mere gham ka takaza ha muhabat ka Nhi.. . or shetaN bra khush hua […]
Afshaa Bus Ek Jhalak Men Kahani Wo Kr Gaya, Apne Badan Se Shola Byani Kr Gaya, Jhonka Laga Wo Mujh Ko Basanti Hawa’on Ka, Aya To Meri Shaam Suhani Kr Gaya, Likh Kr Chala Gaya Mere Chehre Pe Apna Ghum, Mujh Ko Ataa Ajeeb Nishani Wo Kr Gaya, So Jaan De Ke Bhi Na Kisi […]
[Mohabat] Mjhe Ye Ghalat Fehmi Thi K Mohabbat Dhair Sari Thi Dono Haatho Main Bhar Ker Tamam Umar Sambhalun Ga Kabhi Khoney Nahi Doon Ga Mohabbat Khoney k Darr Se Muthiya,n Beench Li Main Ne Magar Jab Muthiya,n Kholii,n Tou Dono Haath Khali Thay Kyun k Mohabbat Rait Jesi Thi . . . *)
Ghazal Bin tery kesy Ghum_e_zeest Gawara kr len, Is say behtr hy k dunya say kinara kr len. Sath mumkin nahi chalna tø chalø Yun hi sahi, Døør say hi tery chehry ka nazara kr len. Aaj tk hø na saka tu tø humara lekin, Q na hum khud kø meri jan tumhara kr len. […]
Mujh Ko Apna Kaha Karey Koi.. Sath Mery Chala Karey Koi.. Kitno Sey Hi Bhala Kiya Main ny.. kaash Mujh Sey Bhala Karey Koi.. Logo K Dukh Toh Sunta hoon Aksar.. Mery Dukh Bhi Suna Karey Koi.. Koi Toh Ho Gilah Karon jis Sey.. Aur Mujh Sey Gilah Karey Koi.. Kitney Zaalim Hain Ye Jahaan […]
Guzri hai kal hum pe wo raat ajeeb si Krta raha wo hum se chahat ajeeb si Mila b to kuch aisa samajh sake na hum Lagti hai uski aaj tak mulaqat ajeeb si Aur b ha dunya me phr mera intekhab kyon Shikayat usko thi mere sath ajeeb si Har chehre se dhoka khaana […]
% GaZal% Jaanay Lagay Trey Shehar Se To Tujhy Alwida Bhi Na Keh Skay Teri Sadgi Itni Haseen Thi K Tujhy Bewafa Bhi Na Keh Skay Ab Chalay Hi Gay Hum To Ronay Ki Kia Baat Ha Jatay Jatay Teray Aansu Hum Poonchh Hi Na Sakay Ab Hm Door Hain To Kya Hua Is Say […]
THE more i meeet you…. The more u appear new… The more i know you…… The more I want to Love you….. Each day my love for you is my first love………….. Coz each day……. i feel as if i have just started loving you…. And theres much more to love you…… Coz u deserve […]
Apni Yadain,apni Batain Le Kr Jana Bhool Gia, janay Wala Jaldi Main Tha Mil Kr Jana Bhool Gia, mur Mur K Dekha Tha Usnay Jatay Rustay Main , jaisay Usnay Kch Kehna tha Jo Wo Kehna Bhool Gia, … meri aankhain Poonch Raha Tha Aanchal Se, usko gham Tha Itna ziada Khud Wo Rona bhool […]
Hatheli samnae rakhna’ K sub anso gren us men’ Jo ruk jaye ga honton per’ Samjh jana k wo men hun’ Kabi jo chand ko dekho’ To tum yun muskra dena’ Jo chal jaye hawa thandi’ To ankhen band kar lena’ Jo jhonka tez ho sub se’ Samjh jana k wo men hon’ Jo ziyada […]
GHAZAL WO talu.e.aftab se yaad atey hain aksar, unki furqat main hum dil jalate hain aksar, din guzar jata hai yadon main unki, shaam hony se phir ashk bahate hain aksar, sara aalam raat ko so jata hai jab, guzre huwe lamhaat mujh ko sataty hain aksar, jub afsurda hota hai dil ka angan mera, […]
Mujhe tum bhool jao gi, Kaha tha aik Din Mai ny, Wo Boli Hop nahi sakta, Tujhe mai kho Nahi Sakti, K Meri Jaan tujh Mai hai, Mera armaan Tujh mai hai, Tujhe Jis din na Mai dekhoon, Mai us Shab So Nahi Sakti, Kabhi ye Hp nahi Sakta, Tujhy Mai Kho NAhi Sakti, Mila […]
Bichhar Kar Humse Phir Kisi K B na HO Sakogey, Miloge Sabse Magar Hamari Talash me..
Ye Jo Deewane Se Do Chaar Nazr Aaty Hen, In Men Kuch Sahib-e-Israr Nazr Aaty Hen, Teri Mehfil Ka Bharam Rakhty Hen So Jaty Hen, Warna Ye Log To Bedaar Nazr Aaty Hen, Mere Daman Men Shararo’n K Siva Kuch Bhi Nahi, Aap Phoolo’n K Kharidar Nazr Aate Hen, Door Tk Koi Sitara He Na […]
Akelay tanha jiya na jaye tere bin mujhe tanhaayiyan deke mera jeena kiya mushkil tere sadme ke sadmon se tadapata hai bechaara dil tere saare gunaahon ki sanam tujhko saja dungi muhabbat ki tadap kya hai tujhe bhi main bata dungi sulagati hai meri raatein, sulgate hai mere palchhin, sulgate din akele tanha jiya na […]
Sakoot-e-Shab Hi Sitam Ho To Hum Uthaaen Bhi Woh Yaad Aaye To Chalne Lagen Hawaa`en Bhi
Mujh Pe Wajib Hai Aansu’on Ki Zakat, Gham Ki Daulat Se Mala’maal Jo Hoon….
AYe chaand Tu dil kash hai yeh manta hoon mein,, magar Tu bhi mery husn-e-jaan se haar jaye ga ??
Mein sar jhooka k kah dunga apny RAB k samny…. k hazaron gunaah hogaey teri rehmat k naaz pey..!
Logon Ne ROz Hi Naya Manga Khuda Se Kuch , Aik Hum Teray Sawaal Sey Aagey Nahi Gaye!
Yeh inayaten ghazab ki, yeh bala ki maharbani, Meri khairiyat bhi poochhi, kisi or ki zubani……..!!
Dhoop Aur Saayaa Baagh Ke Andar SookhAy PattAy Mera Apna Doojaa Roop Mera Saathi Mera Saayaa Dosri Janib Uski Dhoop. .*
*. . .To Us LamheY. . .* Ik ManooS Si Aaahat pr jab Aaj Bhi Me Ne KhirKi se Baahar jhaanka tO Kuch Bhi Na PaYaa Do0o0or TalaK Rastaa Khaali tha ShaYaad Aaj Bhi wehaM kOi tha To Us LamheY Socha Me Ne Aaj K Baad Nahi dekhun Gi Rastaa tera Ehadd Hai Mera. . […]
Ae Ajnabi Tu Bhi Kabhi Aawaz De Kahin Se Main Yahan Tukdo Mein Jee Raha Hun Tu Kahin Tukdo Mein Jee Rahi Hai Roz Roz Resham Si HawaAate Jate Kehti Hai Bata Resham Si Hawa Kehti Hai Bata Wo Jo Toot Dhu£i Masoom Ka£i Wo Hai Kahan Kahan Hai Wo Roshni Kahan Hai Wo Jaan […]
Os Chehrey ki ‘Masoomiyat’ maen etna Asar tha… Khareed li Os ne eak Mulaqaat maen ZINDAGI meri…
Ab K Ek Aisa Ma’amla Rakhna, Paas Rehna Aur Fasila Rakhna, Apny Aansu Chupa K Rakhna Tum, Piyar Karna To Dil Bada Rakhna, In Me Hoti Hen Raaz Ki Baaten, Khat Jalana Nahe Chupa Rakhna, Jab Bhee Tadpai Tum Ko Moasam e Gul, Dil Me Yaaden Meri Basa Rakhna. Jany Kab Ho Farar Ka Moaqa, […]
Masroof rehte hain Din Raat ‘Lahore’ wale, Karte hain Dilon pe raj ‘Lahore’ wale, Betabi-E-Dil ka andaza kisi aur ko hota hi nehin? Samjte hain Dilon k jazbaat ‘Lahore’ wale, Qatil hai Ishq yeh jante huwe bhi? Karte hain us pe Aitbar ‘Lahore’ wale, Duniya lakh Matlab ki sahi phir bhi? Yaron k hain Yaar […]
‘Khizaaon ki udaasi hai jo ab tak DiL pe chaai hai,’ ‘Baharoon ka haseen mosam kahin se sath Lana TUM,’ ‘Ye maana k tum ko bhi Jahaan me hain bohat sy gham,’ ‘Magar dunia k maiLoon me hamain mat BhooL jana TUM,’ ‘Mery ashaar hain Jitny tmhary naam karta hoon,’ ‘GhazaL meri suno Jab bhi […]
Yeh pyar murauvat yeh ekhlaas wafadari Lafzon ki tijarat hai lafzon ki kharidari.
Har koi pooch raha hai ‘kya karty ho ‘?? Goya kay ISHQ koi kaam he nahi….
Hazaaron Phool Aise Thay, Agar Khilte To Acha Tha, Tumhi Ko Hum Ne Chaha Tha Tumhi Milte To Acha Tha, Hmain To Dukh Hi Milna Tha, K Hum Ne Sabar Khaincha Tha, Tumhare Lab Kisi Lamhay Agar Hilte To Acha Tha, Meri Beemaar Pursi Ko Mere Dushman Chale Aaey, Bilaa Se Zakham Barh Jate Na […]
younhi udaas hai dil beqrar thori hai .. Mujhe kisi ka koi intizaar thori hai .. Nazar mila ke bhi tum se gila karon kaise ,, Tumhare dil pe mera ikhtiyaar thori hai ,, Mujhe bhi neend na aaye tumhein bhi chain na ho . Hamarey beech bhala itna pyaar thori ,, Khizan hi dhondti […]
Es be-naam rishty ko nibhao kisi din ,, Jo mil jae kabi fursat to pas aa jao kisi din ,, Milta hai sabi kuch sabi ko ye suna ke ,, Muj ko to faqat tum he mil jao kisi din ,, Barso se ye dil mera khali hi para hai ,, Tum apne naam ki […]
Na jala itne diye meri raah-e-gugar mein Wasi ,, Ke manzil ko bhool ke mujhe raanhon se pyaar ho jae ,,
Aaj b aik tere liye dil main chahtain baqi hain, Tujh se jo karni theen wo adhuri baatain baqi hain, Tum ne kaise soch liya ke hamain teri talab nahin, Dil main utar ke dekh ab bhi teri haajtain baqi hain,kabhi fursut mile to aa kar dekh mere makaan main, Aaj bhi teri khushbu, Teri […]
Koe Raat Din Yaad Nahi Rahi Koe Sham Yaad Nahi Rahi Koe Din Aisa Nahi Ghuzra Jo Teri Yaad Mae Nahi Ghuzra Tera Isqe Mere Dil Mae Ghar Ker Gaya Mae Kud Mae Nahi Rahi Mae Juftujo Mae Rahi U Tere Beche Mae Nakal Ge U Teri Koje Mae Chali Her Woh Rasta Dager Dager […]
ShAAM k SuRMAI Andheron mein, Youn Teri Yaad Sath chalti hai, Jaise Parbat k Sabz Perron pr, Barf k bahd Dhoop parrti hai, Jaise Sehra ki Reat Urr Urr kr, Ajnabi ka Tawaaf krti hai, Aah Bharta hon, Ashak Peta hon, Roz MARta hon phir bhi Jeeta hon, Kitni MAsoom Aarzuon ko Kis Tarah Log […]
Dil kisi yar e wafa ki trah, ba khabar hai bohat Khuda ki trah, zindagi bhar tumhara naam mere, dil se nikla kisi dua ki trah, mai ne her moorh per tujhe dhondha, hijar k shehar ki hawa ki trah, umer bhar tera dukh uthaya hai, umr ki di hui saza ki trah, kuch nahi […]
Saqi Sharab Lai K A Tabiyat Udas Hai. Mujy Itni Pila K Tabiyat Udas Hai…..! Tere Jam Ki Kasm Apnay Ap Mai Nh Hun. Ankon Sai Pila K Tabiyat Udas Hai. Sharab Nai Aab.E.Hayat Hai Mary Liye. Tarsa Tarsa K Na Pila K Tabiyat Udas Hai. Sansain Ruk Rahi Hain Meri Or Dam Gut Raha […]
Tum apne mahal ki fikar karna Garibo ka jhappar jalane se pahle Aajmana apne pyar ko kasauti par Kisi diwane se dil lagane se pahle Yakin mano hath kanp (kampan) uthenge tumhare Pyar bhare dil ko jalane se pahle Chhalkenge aansu aankhon main hajar bar Mohababat main rang lane se pahle Chamak uthegi aasma main […]
KBHI TUM B NAZAR AAO! Subha sy Sham Tak Hum ko, Bohat sy log milte hain, Nigahon sy guzrty hain, Koi andaz tum jesa, Koi hum-naam tum jesa, Mgr tum hi nhi milty, Bohat bechain phirty hain, Bary betab rehty hain, Dua ko hath uthtay hain, Dua mai ye hi kehty hain, Lagi hai bheer […]
Rehty hain sath sath , Mai or meri tanhai, Kartay hain raaz ki baat, Mai or meri tanhai, Din tou guzar he jata hai logon ki bheer mai, Kartay hain basar raat, Mai or meri tanhai, Saanson ka kya bharosa kab chor jain sath, Lakin rahain gai sath sath, Mai or meri tanhai.
Mujhe Maloom Na Thhi Hijar Ki Ye Ramz K Tu, Jab Merey Paas Na Ho Ga Tu Har Su Ho Ga !!
GHAM HAY YA KHUSHI HAY TU MERI ZINDAGI HAI TU AAFTON K DOR MAIN CHAIN KI GHARI HAI TU MERI RAAT KA CHARAGH MERI NEEND BHI HAI TU MAIN KHIZAAN KI SHAAM HUN RUTT BAAHAR KI HAI TU DOSTON KAY DARMIYAAN WAJH E DOSTI HAI TU MERI SAARI UMAR MAIN EK HE KAMI HAI TU […]
Kon hota hai gareebi mein sahara Mohsin Shakh b sookhe hue patton ko gira deti hai Mohsin k khayalon mein utarti hai sar e sham Rim jhim ki tarha bandh k ghungru teri yaad
Qatal chuptay thay kabi sang ki deewar k bech Ab to khulny lagy maqtal bhary bazar k beech Apni poshak k chin jany pe afsoos na kar Sar salamat nae rehty yahan dastar k bech Surkhian aman ki talqeen mein masroof rahen Haroof barod ugalty rahy akhbar k bech Kash iss khuwab ki tabeer ki […]
Is dard-e-dil ko zamana kya jane, Ak bewafa ishk ko nibhana kya jaane, Kabr ke ander hota hain kitna dard, Ye uper phul chadhane wala kya jane
Band kitaab main khali auraaQ rakhta hoon, Dil ko aainy k tarha shafaf rakhta hoon, Ik baar ka milna ker deta hai mutaasir, Apni guftagoo main kuch aisa andaaz rakhta hoon, Mujh say milo to zara faasly say mila karo, May dil main uter jane ka kamaal rakhta hoon, Her dukh ko yun hi baant […]
Na janay Kia Hai Uss ki Udaas Aankhon Mein Woh Nazar Chura Kay Bhi Guzray To Bewafa Nahin Lagta..!
Jagti raat k honton pe fasanay jaisay Ek pal main simat aye hon zamanay jaisay Aqal kehti hai bhula do jo nahi mil paya Dil wo pagal k koi baat na maanay jaisay Rastay main wohi manzar hain puranay ab tak Bus kami hai to nahi log puranay jaisay Aaeena daikh k ehsas yehi hota […]
Kuch door hamare saath chalo Hum dil ki kahani kehdein ge Samjhe na tum jisse aankhon se Woh baat zubaani kehdein ge Jo pyar karein ge jaanein ge Har baat hamari maanein ge Jo jaley na hon khudh ulfat mein Woh aag ko paani kehdein ge Jab pyaas jawan ho jaye gi Ehsaas ki manzil […]
‘arz-e-niyaaz-e-ishq ke qaabil naheeN raha jis dil pe naaz tha mujhe wo dil naheeN raha jaata hooN daaGH-e-hasarat-e-hastee liye hue hooN shamma’a_kushta darKHur-e-mehfil naheeN raha marne ki ‘ei dil aur hee tadabeer kar ki maiN shaayaan-e-dast-o-baazu-e-qaatil naheeN rahaa bararoo-e-shash jihat dar-e-aaina_baaz hai yaaN imtiaz-e-naakis-o-qaamil naheeN rahaa waa kar diye haiN shauq ne band-e-naqaab-e-husn GHair_az nigaah […]
Mohbbat ka jazaba banale mujhe Dil deke dil main basale mujhe Meri aashiqi mangti hai bas tujhe Tu diwana banke kahi chupa le mujhe Mujh kuch pata nahi ke ye kiya horha hai Tu jaldi se aake baho main sama le mujhe Koi ashiqo ki yaha qader nahi kerta Tu bagawat kerke churale mujhe
Fesly Ye Chahat K Aasman Pe Hote Hein . . . Do Dilon K Milne Sai Qismatein Nahi Miltin,,,,,!!!
DARD KI KAINAAT MAIN, MUJH SE B ROSHNI REHI WARNA MERI BISAT KYA, IK DIYA BUJHA HUA
Tera Apne Rukh Ko Gulaab Se Woh Sehlana Aur Tere Husn Pe Gulaab Ka Who Sharmana Kuch Palkon Ko Uthana Aur Kuch Nazron Ko Jhukana Tere Labon Ki Ranai Aur Who Muskurana Apni Chath Pe Bheth Kar Sochta Hoon Me Aksar Kese Bhula Sakta Hoon Me Din Who Suhana Aaj Bhi Yaad He Mujhe Who […]
Ye Rung-e-Gul Bhi Hy Aur Khaar Bhi Hy Zubaan Chalti Hui Talwaar Bhi Hy Ajab Hy Bolti Aankho’n Ki Masti JahanInkaar Bhi Hy Iqraar Bhi Hy Ye Raah-e-Ishq Hy Dekho Sambhal Kr Bohat Aasan Bhi Hy Dushwar Bhi Hy Ajab 2 Rung Hyn Insaan Ki Fitrat Gila Hy Jis Sy Usi Sy Pyar Bhi Hy […]
Iiss duniyaa ki bheed main boohat say yaar milain gay hum kia hum say bhi achay hazaar milain gay inn achoo ki bheed main humay bhula na daina hum kahaan app ko baar baar milain gay
bhool kr zaat tum ko yad kiya, baat bay baat tum ko yad kiya, neend naraz hogayi hum se, hum ne jis raat tum ko yad kiya
Tu meri dil ke aspas rehta hai. Bout dor hokar be tu meri pas rehta hai. Kitna pyaar karte hai tm se kesi kahi. Tu jaan kar b na jane q unjan rehta hai. Tu bey khabar hai jana hale dil na jane. Meri tanha dil se pocho bin teri udas q rehta hai (¯`v´¯) […]
Yeh Watan To Hai Jannat ApniTera Chand Mera TaraTujh Se Har Dum Shaan Hai ApniDes Yeh Sab Se PyaraToo Hai Mera Pakistan ; Too Hai Mera Pakistan Too Hai Mera Pakistan ; Too Hai Mera Pakistan Mehnat Ki Jeeti Tasweer Apna Yeh Kissaan Hai Des Ki Izzat Azmat Rakhe Apna Fauji Jawan Hai Allah ne […]
Bheegi hui aankho ka yeh manzar na miley ga, Ghar chor key mat jao kahin ghar na miley ga, Phir yaad bohat aye gi zulfon ki ghani shaam, Jab dhoop mein koi saaya sir par na miley ga, Aansoo ko kabhi auz ka katra na samajh na, Aisa tumhein chaahat ka samandar nahin miley ga, […]
hasti ko muhabbat main fana kon karega? ye farz siwa mere ada kon karega? hathon ki lakeero ko zara dekh najoomi, ye dekh mere sath wafa kon karega???/
Koi mousam bhi hum ko raas nahin woh nahin hay tou kuch bhi paas nahin aik muddat say dil k paas hay woh aik muddat say dil udas nahin jub say daikha hay shaam aankhon mein tub say meray qayaim hawas nahin meray lehjay mein us ki khushbo hay us ki baaton mein meri baas […]
bin teray kaisay gham e zeest gawara kar lain iss se behterh hai k dunya se kinara kar lain sath mumkin nahee’n chalna tau chalo yunhee’n sahi door se hi teray chahray ka nazaara kar lain aaj tak ho na saka tu tau hamara lekin kyu’n na ham khud ko meri jaan tumhara kar lain […]
kaash tu ne mujh per aitebaar kia hota loogon ki baton ka nahi meri wafa per aitebaar kia hota!!! kia hoga kisi majboori men koi gunaah men ne… logon k sunai gunaah ka nahi meri sachayon per aitebaar kiya hota!!! ajj yun alag rootha rootha sa na hota mera dil… agr us waqt tu ne […]
Apne Dil ko Sanbhalo Or So jao, Aansu Aankhon Men Chupalo Or So jao, Kuch Nahi Milta Ishq Me Siway iske, Gham ki Barish Me Nahalo Or So jao, Chordo Yeh Raaton ko Dair Tak Jaagna, Uski Yaad Dilse Mitalo Or So jao, Ishq Me Hamesha Be Wafai He Hoti Hai, Yeh Baat Zehen Me […]
Mujh main bey-los Mohabat k siwa kuch bhi nahi….Tum ager chaho to meri sochon ki talashi lay lo…
‘Is’Dil Mäin’Pyär’ ‘Thä’Kitnä’‘‘W0’JÄÑ’Lètè’ ‘T0’Kyä ‘Bäät’ ‘H0ti’‘‘Häm’Näy’ Mängä’Thä’ ‘Unhäin’Khudä’ ‘Säy’ W0 B’Mäng Lete to kya bat hoti
In ankhon me udasiyan to buht hain mgr, Honto pe muskrahat ko saja rkha hai, Kon humare dil ki gehraiyon ko samjhe, Humne khud ko khud hi mai chupa rkha hai.
Chaht bharey wo lafz aur lafz me dua mohsin,,, maqrooz kar dia hamain kisi k khaloos ne..
Kaha sirf us ne itna k khamoshi mujhe hai bohot pasand . . . . ITNA SUNA THA K HMNE SHOR MACHATI APNI DHARKANAIN BHI ROK DI.
Main jo Chahoon to abhi Torr loon Naata Tum Se…… Per Main Buzdil hoon Mujhy ‘ Maut ‘ se Darr Lagta hai…..!
Jab bhi dekha hay tumhay tum pay pyar anay laga, Tum maray ho na janay kue yay khial anay laga, Agerchay tum say aijazat nahi mangi may nay Mager na janay kue lab pay tumhara nam anay laga, agarchay hum aetbar her aik par aistarha nahi kartay par na, chahtay hoay bhi tum pay aetbar […]
ager hota shouk likhne ka tu mein apna khawab likhta tere honton ko gullab tere chehry ko chand likhta bhol kr pyar mein sari kaynat ko tere gessuyo ki chaaon mein apna anjaam likta tu dost hy mera zindagi ki wafa tum se hi ha subha ko sham sham ko subha likhta tere sare ghum […]
What is tha real love….! So i tell u a sweet love story….! Ek chidiya ko…. Ek safed gulab se pyaar ho gaaya….! Usne gulab ko parpos kiya….! Gulab ne jawab diya jis din me lal ho junga….! Us din me tumse pyaar karunga….! Yeh sunkar chidiya gulab ke pass kanto me letne lagi….! Or […]
Yun Chand Ager Dost Ho Mera, To Jamana Kya Kahe, Dekh Uski Roshni Mein Mujko, Jamana Kya Kahe, Tu Hi Daria Mein Hu Kishti, Saat Kahi Bah Chale, Tufano Ko Hum Saat Jhele To, Jamana Kya Kahe, Tu Shama Hai Mein Patanga, Dur Hum Kaise Rahe, Pass Aake Mein Jalu To, Jamana Kya Kahe, Tu […]
jo mujh ko dekhty thakta nhi tha, wo itna to badal sakta nahiN tha kahaN ab koi waisa shehr bhar meiN, ye jana aadmi yakta nahiN tha, hua bezaar aisa phir na lauTa, kadurat dil meiN jo rakhta nahiN tha, shajar ko bad’dua kesi lagi thi, samar lagta tha aur pakta nahiN tha hui chahat […]
ik pasheeman se hasrat say mujhay soochta hai ab wahi shahr mohabbat say mujhay soochta hai main tu mahdood say lamhon may mili thi us say phir bhi woh kitni wazahat say mujhay soochta hai kitna khush fahem hai woh shakhse keh har mausam mai ik nai rukh nai soorat say mujhay soochta hai main […]
Zindgi ik sawal labon pe goya adhoora sa nainon ka khwab kuch mukammal kuch pura sa suno safer-e-zindagi main hum safer milen ge kabhi gum kabhi khushi k phool khilen ge zindgi imtihan, bhi azmaesh bhi apnon k liye khoon-e-dil de ker jity hain yahan Tooty sapnoon k liye…
Jab Naam Tera Aaya Her Naam Bhula Baithay Gumnam huay Aisay Her Kaam Bhula Baithay Bazar e Mohbat mai Sodagari Kiya Kartay Jab samnay Tum aaiy Her Daam Bhula Baithay.
Wo usi andaz ki mujse muhabt chahta hai K mery har khuab py apni hakumat chahta hai. Wo kehta hai k main uski zrurat bn chuki hun To goya wo mujy hasb,e,zrurt chahta hai..!!
NAZOUKI UN KEY LAB KI KIA KEHYE PANKHARI EK GULAB KI SI HAI MEER IN NEEM BAZ AANKHON MAIN SARI MASTI SHARAB KI SI HAI.
WO JO BASA HAI MERE DIL MAIN USAY BATAON KAISE DAR BHI LAGTA HAI ZAMANAY SE CHUPAON KAISE WO SHAKS TO PANCHI HAI UR JAYEGA MAIN KHUD KO US K PEECHE URAON KAISE MAIN TO US K LIYE DUNIA CHOR DON IS SAY ZIADA MAIN USAY TOOT KAR CHAHON KAISE WO SHAKS DIL PE HUKOMAT […]
Tera muntazir hun mujhe muskura ke mill kab tak tujhe talaash karon ab aa kr mil yunh mill ke phir judai ka lamha na aa saky jo darmian main hai sb kuch mita ke mill ye kya k hum milen b mulakat b na ho seene se mat laga mujhe dil se laga mill goshu.
parindo! hum tumhaare muntazir hain k hum to taaqat e parwaaz ab rakhte nahi hain hum ik doosre k par to khud hi kaatt dete hain tumhen zehmat to hogi,aa k samjhaao paron ko qenchiyon se kis tarha mehfooz rakhte hain shikaari ki nigaahen kis tarha se bhaanp lete hain jahan ho daam humrang zameen […]
justuju k maaray huay bay,naam loag.. kitnay sitam sahain hum aam loag saza waar hum he aakhir q? kidher gay wo mujrim, tamaam loag behkay hain tou wajah shoak nahi pilla gay hain karrva jaam loag ehad naya hay, haqeeqat chupph gayi kahani suna rahay hain raam loag waqt acha thaa, thaay sab hamaray ub […]
Zindagi Tujhse Har Ik Sans Pe Samajhuta Karun. . Shauq Jine Ka Hai Mujhko Magar Itaa To Nahi
Is say pehlay k dasht e imkaan mein Wasl e janaa ki aarzoo na rahay Is say pehlay k baar e gam say kahin Tujhko paanay ki justuju na rahay Is say pehly k dash e kaahish mein Farsh e afsurdagi bichay sar e raah Laut aaou k muntazir hay nigah Is say pehlay k […]
Ise Ajnabi shehar main ye pather kahan se a lga ‘Sagar’ Logoon ke ise bheer main kooi ‘APNA’ zaroor hai..
Aay dost tum bhi ajeeb ho. Meray dil k kitnay qareeb ho. Na miltay ho na SMS kertay ho. kia tum mujh say bhi ziyadah gharib ho.
Kisne meri kabar par aake diya jala diya Bijli kadak ke gir padi sara chaman jala diya Chain se so raha tha main odhe kafan majar par Yahan bhi satane aa gaye, kisne pata bata diya
Aankhain khuab dekhti hain Kisi say mil janey ka Ya khud ko kho denay ka Tanha reh janay ka Khud ko aar denay ka, Chahat haar denay ka Aankhain khuab dekhti hain Bichray huye lamhon ka Kisi raastay per mil janay ka Zakhmon kay sil janey ka.
pehlay barri rghbat thi tere naam say mujh ko ab sun kay tere naam main kuch soch raha hon
Tumhe bichry zamana ho gaya janaa! Magar ab bhi Kabhi subhein, kabhi shaamein, Tumhari yaad ki khushbu mei khoi si mehsos hoti hain.
Sono Chanda Tum Kiun Satatay Ho Mujhe Kitna Rulatay Ho Muijhe Tumse Muhabbat Hai Mujhe Kiun Aazmatay Ho Tumhi Ko Yaad Karte Hain Tumhi Ko Pyar Karte Hain Meri To Zindagi Tum Ho Samaj Tum Kiun Na Patay Ho Meri To Her Khushi Tum Se Meri To Zindagi Tum Se Meri Her Aarzo Tum Se […]
tOo Ney tO Aey Rafeeq e jAan Kuch Aur Hi gUll Khila DiyeBakhiya Garii Key ShOuq Mein Zakhm Naye Laga Diye Dast e Hawa Ney Rait Par Pehlay Banaye RaasteyPhir Meray Ghar Key RaaStey Ghar Sey Teray Mila Diye Kitnii Thii Ajnabii Fiza Pehlay Pehal Firaaq MeindArd Key Ishtiraak Ney Kaii dOst Naye Bana Diye […]
~~ EiD kA cHaNd ~~ Eid Ka chand dekha to Meri Tanha Hatalioun Per Aanso Se Ek Dua Nikli Ke Ay KHUDA…… Agle baras Meri Zindagi Mein Ya to Ye Tanha Eidain Baqi Na Rahain Ya Phir Zindagi K Ye Sisaktey Lamhe Saath Chor Jayen…..!
wajood sheshe ka hoto patharun se mhbt nahi kerte ehsaas e chahat na mile to bikhar jata hey wajood
# Aye Chand Suno, Kuch Baat Karo, Teri Baat Chale Meri Raat Katay Tum Baat Karo Us Basti Ki, Badal, Barish Or Masti Ki Ya Baat Karo Us Bandhan Ki, Payal, Choori Or Kangan Ki. Ya Baat Karo Un Sapno Ki, Jinhe Tum Bhi Socha Karte Ho Aye Chand Suno, Kuch Baat Karo Teri Baat […]
yahan to ye bhi mumkin he hm itni dair se bichre kbhi milne milane ko chalain to bhag k koe judai sath hole kbhi bazar ko jain to tanhae lipat jae yahan to ye bhi mumkin he kbhi hm dair se ghr ain to bahr gali mai bherd ho gali mai koe matam, koe kohram […]
Goongi hou gei aaj kuch zuban kehte kehte, Hich’kicha gea mei khud ku Musulmaan kehte kehte Ye baat nehi k mujh ku uss par yaqeen nehi, Bss durr gea khud ku Sahib-e-Imaan kehte kehte Toufeeq na huwei mujhe ek waqt ki namaz ki, Aour chup huwwa Moazzan Aazaan kehte kehte Kesi kafir ne jou pucha […]
waqt baha k lejata hey nam o nishan mgr koe hm main rehjata hey aur kisi main hum
sun kr tamam raat meri dastan e ghum wo muskura k boley bht bolti ho tum
Dil Hai Ainaa-E-Hairat Se Do-Chaar Aaj Kii Raat Gam-E-Dauran Main Hai Aks-E-Gam-E-Yaar Aaj Kii Raat Aatish-E-Gul Ko Daaman Se Havaa Detii Hai Diidanii Hai Ravish-E-Mauj-E-Bahaar Aaj Kii Raat Aaj Kii Raat Kaa Mahamaa Hai Malbuus-E-Hariir Is Chaman-Zaar Main Ugate Hain Sharar Aaj Kii Raat Main Ne Farahad Kii Aagosh Main Shiriain Dekhii Main Ne Paravez […]
Bri Muddat se koi khwab n¿hi Dekha.. * * *f a i z* * * Hath rakh do meri aankho. py k neend aa jaye..!!
Ek muddat se yeh dil tujh ko sada deta hai, Kitna nadaan hai yeh khud ko saza deta hai, Hum to har sham jalate hain umidon ka charag, Jane phir kon usse aa k bujha deta hai, Tumari yaad ka yeh b ajab tamasha hai, Waqt be waqt mujhe tujh se mila deta hai, Main […]
vo kahate hai.n ranjish kii baate.n bhulaa de.n muhabbat kare.n Khush rahe.n muskuraa de.n javaanii ho gar jaavidaanii to yaa rab terii saadaa duniyaa ko jannat banaa de.n shab-e-vasl kii beKhudii chhaa rahii hai kaho to sitaaro.n kii shamae.N bujhaa de.n tum afsaanaa-e-qais kyaa puuchhate ho idhar aao ham tum ko lailaa banaa de.n bahaare.n […]
Mohabat me pari darar ka koi surag nai milta Mil jata hai sab kuch magar karar nahi milta Yun to in raho me hazar rahi mile hai hamse Par mujhko mera bichra hua dildaar nahi milta
Hum ne suna tha ka dost wafa kerte hai AAMIR___________ Jab hum ne kiya bharosa to riwayat hi badal gayi
Bina chot khaye ehsaas nahi hota, Har koi duniya me khaas nahi hota, Magar jiski arzu dil se ho jati hai, Wo hi shakhs hamare paas nahi hota
Duniya nahi ye kalyug ke mela hai jisko sabne apni buraiyo se seecha hai……… Dushmani se nibhaya hai har kisi ko uske vajood se milvaaya hai…….. zaat-paat ka bhed kar sabke dilo ko dukhaya hai……….. Duniya nahi ye kalyug ka mela hai jeete jaagte sansaar mei andho ka jhamela hai….
ye faisla maine badi asani se kar liya… uski har ek yaad ko sine me dafan kar liya… log puchte he kyu din raat use yaad karte ho…. kyu roz use yaad kar ke jite-ji marte ho…..
Kehtey hai PYAAR karna koi jurm nahi Phir humey PYAAR karney ki yeh sazaa kyun sunai gayi Jinko chahtey rahey deewano ki tarah Aaj unhoney hi humey khud se duur jaaney ki sazaa kyun sunai .,.!!! Manane Rutnaey k khel mein Bichad jaenge yeh socha nahi tha..!!
guzri hui hawaon, kabhi laut ke to aao kis haal mein ji rahe hain , aa kr ke puch jao socha kabhi na tha garm loo mein badal jaogi jo has kr guzrti thi vo byar bn muskurao gam ke baadlon se nam hokar chuti ho mujhe aakar mehek jae fiza saari , aise aake […]
Shishe Ka Ghar Na Rahega Ya Fir Pathar Na Rahage . Chahe gam hO Hzar Kabhi Mano Na Haar. Mushkilo K Kitne bhi tute Pahad Chalte Chlo Ab To Yar Seh Lo Gumo Ki Mar Kabhi To aayegi Khushiyo Ki Bahar
Sabir Jalalabadi raaz kii baaten likhii aur Khat khulaa rahane diyaa jaane kyon rusavaaiion kaa silasilaa rahane diyaa umr bhar mere saath rahakar vo na samajhaa dil kii baat do dilon ke daramiyaaN ik faasalaa rahane diyaa apanii fitarat vo badal paayaa na isake baavajuud Khatm kii ranjish magar gilaa rahane diyaa main samajhataa thaa […]
Tumse milna batein karna acha lagta hai..!! Chup chup ke hasna milna acha lagta hai, Tum kehti ho tum mujhko bahot hi acche lagte ho Mujh ko tumhara aisa kehna acha lagta hai, Tumhari aankhon mein band Rehana acha lagta hai Tumari yadon mein aana jana acha lagta hai, Sab kehte hai yeh khwab hai […]
thar tharii sii hai aasamaanon men zor kuchh to hai naatavaanon men kitanaa Khaamosh hai jahaaN lekin ik sadaa aa rahii hai kaanon men koii soche to farq kitanaa hai husn aur ishq ke fasaanon men maut ke bhii uDe hain aksar hosh zindagii ke sharaa Khaanon men jin kii taamiir ishq karataa hai kaun […]
Silsila Torr Dia us ne to Ye Sadaen Kesi? Ab jo Milna He Nahi, Phir ye Wafaen Kesi? Mene Chaha tha Sab Shikwe Giley Door Karna, Us ne Zehmat hi na ki Sunne ki; To Ye Aahen Kesi? Ley Lo Wapas Wo Aansu, Wo Tarap or Wo Yaaden Sari. Nahi Koi Jurm Mera to Phir […]
ye bhi nahin bimaar na the itane junuun aasar na the logon ka kya zikr karen ham bhi kam ayyar na the ghar men aur bahut kuch tha sirf dar-o-diivar na the sab par hansana shevaah tha jab tak Khud us par na the terii Khabar mil jatii thi shahar men jab aKhbaar na the […]
nik_hat-e-zulf se niindo.n ko basaa de aakar merii jaagii huii raato.n ko sulaa de aakar kis qadar tiiraa-o-taariik hai duniyaa merii jalvaa-e-husn kii ik shamaa jalaa de aakar ishq kii chaa.Ndanii raate.n mujhe yaad aatii hai.n umr-e-raftaa ko merii mujh se milaa de aakar zauq-e-naadiid me.n lazzat to hai magar naaz nahii.n aa mere ishq […]
Meri zindgi ka tasawar meray hath ki lakiren Inhain kash tum bdaltay to kuch or bat hoti Ye khulay khulay se gesoo inhain lakh tum sanwaro Meray hath se sanwartay to kuch or bat hoti Main tera aaina tha main tera aaina hon Meray samnay sanwartay to kuch or bat hoti Abhi aankh he lari […]
Kuch door hamare saath chalo Hum dil ki kahani kehdein ge Samjhe na tum jisse aankhon se Woh baat zubaani kehdein ge Jo pyar karein ge jaanein ge Har baat hamari maanein ge Jo jaley na hon khudh ulfat mein Woh aag ko paani kehdein ge Jab pyaas jawan ho jaye gi Ehsaas ki manzil […]
Merey sabar ka na ley Imtehaan Meri khaamoshi ko sada na dey Jo terey baghair na jee sakey Usey jeeney ki to duaa na dey Tu azeez Dil-o-nazar sey hai Tu qareeb Rag-o-jaan sey hai Merey Jissm-o-jaan ka yeh faisla Kaheen waqat aur barha na dey Tujhe bool ke bhi na bulaa sakoon Tujhe chah […]
daiyaa-e-ashk chashm se jis an bah gaya sun lijiyo ke arsh ka aivan bah gaya zahid sharab pine se kaafir hua main kyun kya dedh chuluu pani men imaan bah gaya yuun roye phuy phut ke paanvon ke abale naala saa ek suu-e-biyaban bah gaya kashti savaar-e-umr huun bahr-e-fana men main jis dam bahaa ke […]
terii ha.Nsii bebaak hai terii nigaah chaalaak hai uff kis qadar dil-soz hai taqariir baazaarii terii kitanii havas aamez hai ye saadaa purkaarii terii sharm aur izzat vaaliyaa.N hotii hai.n iffat vaaliyaa.N vo husn kii shahzaadiyaa.N parde kii hai.n aabaadiyaa.n chashm-e-falak ne aaj tak dekhii nahii.n un kii jhalak
tere firaaq k lamhay shumar kartay hovay bikhar chalay hai tera intizzar kartay hovay .. main bhi khush hoon koi ja kar usay yeh keh dain aghar wo khush hai mujhy beqarar kartay hovay ,,.. main muskurata hova aiyenay main ubhronga wo ro paray gi achanak singar kartay hovay … !! wasi shah (¯`v´¯) `*.¸.*´ […]