Har Waqt Jin Khawaabo Ko Sanjoya
Har Waqt Jin Lamho Ko Sambhala
Aaj Har Khawaab Jhoota Sa Lagta Hai
Aaj Har Lamha Bikhra Sa Lagta Hai
Raite Ki Is Dal-Dal Mai Khud Ko
Bahut Akela Mahsoos Karta Hu
Us Ka Ahsaas To Hai Magar Khud Ko
Thaga Sa Har Pal Mahsoos Karta Hu
Na Jaane Kya Bhool Hue The Mujh Se
Jo Har Khawab Har Lamha Bikhar Gaya
Yahi Sochte-Sochte Na Jaane Kab Main
Andhiyare Galiyaron Main Chala Gaya
Bachpan Se Jawani Tak Ka Safar
Jin Khawaboo Ko Bun-Nai Mai Laga
Wo Ek Pal Main Har Khawab Ko Tode Ke Chala Gaya
Kabhi To Mare Khawaboo Ke Kimat Samjhe Hote
Lakin Iss Rait Ki Dal-Dal Mai Akela Chor Gaya
Taras Gaye Aapne Har Khawab Ko Pura Karne Kai Liye
Lakin Wo Apna Haath Chura Ker Chala Gaya
Aapne Har Galtiyon Ke Ilzaam Mujh Par Diye
Hum Aapne Khawaboo Ke Liye Aksar Chup Rahe
Chup Rahte-Rahte Na Jaane Kab Viraana Cha Gaya
Or Wo Apne Khawab Poore Karne Ke Liye
Kisi Aur Ki Baaho Main Chala Gaya