Har Gali Asurkshit Har Choraha Khatre Me
Aaj Betiyaan Khouf Se Rehti Hai Ghar
Apne Me, Jane Kab Kaise Kon Apna Lott
Le Yahi Hota Hai Darr Maa Ke Sapne Me,
Har Gali Asurkshit Har Choraha
Gairo Se Kya Rakhe Parda Jism Ka Kuch
Apno Ne Hi Sharmsaar Jab Kar Diya Kabhi
Bahar To Kabhi Kamre Me
Sajna Sawarna Jaise Gunaah Hua, Badal
Liya Rang Mehndi Ne Koun Jane Iska Rang
Utara Kisi Ne Ya Feeki Pad Gayi Paani Me Rakhne Se
Har Insaan Ka Jehan Badla Badal Gaye
Jamir, Har Kisi Ke Dil Me Sirf Jalti Hai
Paa Lene Ki Aag, Jajbaat Jhoothe Ho Gaye
Ya Jhoothe Hue Insaan
Har Gali Asurkshit Har Choraha
Betiyo Badhe Dhyan Se Rehna Aab Na Dega
Koi Bhi Apna Saath, Sab Kuch Badla Par Na
Badle Halat
Har Gali Asurkshit Har Choraha Khatre Me