Aasmaaon se uncha hamara nishaa hain jawaaan

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (1 votes, average: 5.00 out of 5)
Loading...
Shared by : On :

Aasmaaon Se Uncha Hamara Nishaa Hain
Jawaaan Hai Jawaan Hai Ji Hum Naujawaa Hain
Na Koi Aisi Choti Na Koi Shikhar Hain
Bulandd Hausle Ki Na Jisko Khabar Hain
Chhuen Aasmaa Ko Dhara Ko Sajayein
Hum Sehra Ko Chahein To Gulshan Banayein
Gagan Kya Hain Seema Tu Us Se Garima
Bulandi-Bulandi Yehi Raag Gayein