Ghum Ke Chahne Wale Kam Hi Paaye Jaate Hai
Jab Bhi Paye Jaate Hai Ham Hi Paye Jaate Hai,
Itefaq Dekhiye Jo Bhi Dost Mile Gum Zada Hi Mile,
Ghum‚  Zada Logo Mein Ham To Sare Ferist Hi Paaye Jaate Hai,
Mere Dil Ko Bada Hai Itminaan Ghum Zada Dosto Ko Paakar,
Ke Aise Dosto Ke Seene Mein Khuloos-E-Dil Hi Paye Jaate Hai,
Is Zamane Mein Munafiq Dosto Ki Lambi Hai Ferist,
Munafiq Dosto Ke Seene Mein Haasid-E-Dil Hi Paaye Jaate Hai,
Asif-‘ To Hamesha Hi Duago Hai Apne Ghum Zada Dosto Ke Liye,
Mere Armaan Sahar-E-Khushi Ke Mutamanni Paaye Jaate Hai.