Yun to mil jaayenge bahut chahne wal

Shared by : On :

Yun To Mil Jaayenge Bahut Chahne Wal Magar Koi Humsa Na Milega
Mehfil-E-Ishq Me Humsa Koi Aashiq Na Milega
Door Se Takte Rahoge Sahil Magar Humsa Koi Kinaara Na Milega
Yun To Bahut Mil Jaayenge Haath Thaamne Wale Magar Koi Humsa Sahara Na Milega

Dard Ki Jaljalati Dhoop Me Humsa Koi Saya Na Milega
Yun Chorhke Na Jaoo Humsa Koi Pagal Deewana Na Milega
Laut Aoo Laut Aooo Laut Aooo Warna Yaha Tere Majnu Ka Janazaa Milega