Duniyan Ko Ajab Rang Dekhati Hain Ladkiyaan
Mardon Ko Hathoon Par Nachati Hain Ladkiyaan
Kapdon Keek Dodh Se Lagti Hai Jaise
Darziyoon Ke Karubaar Chalati Hain Ladkiyaan
Makeup Ke Baghair Yeh Mukamil Nahi Ab To
Chehre Par Aik Chehra Chadhati Hain Ladkiyaan
Kaisi Takreeb Main Phocho Nahi Haal To Ain Ka
Badh Chadh Kar Numaish Karwati Hain Ladkiyaan
Borehyoon Ne Bhi Bana Rakha Hai Aik Ajeeb Tamasha
Baal Kata Kar Yeh Beh Kalati Hain Ladkiyaan
Bhole Se Gar Kaisi Ko Jo Keh Diya Amman
Khandan Ke Tareeh Batati Hain Ladkiyaan
Mil Jain Gar To Yeh Ban Jati Hain Tufaan
Ladkon Ko Bhi Badnaam Karwati Hain Ladkiyaan
Duniya Ke Har Aik Muzoo Par Laiti Hain Batain
Boolne Main Kabh Maar Nahi Khati Hain Ladkiyaan
Dekh Dekh Kar Aik Doosre Ko Hoti Hain Jalious
Tareef Kaisi Ke Nahi Kar Pati Hain Ladkiyaan
Tamanah Yahi Rehti Hai Ke Ho Jain Shadi
Rone Ka Drama Rachati Hain Ladkiyaan
Choti Choti Baton Par Yeh Ho Jati Hain Naraz
Magar Mach Ke Phir Aansu Bahati Hain Ladkiyaan
Acting Karne Main Koi Saani Nahi Ain Ka
Acctron Ko Bhi Choti Karwati Hain Ladkiyaan
Aik Doosre Se Be Banah Kar Rakhti Hain Yeh To
Chughliyoon Par Chughliyaan Lagati Hain Ladkiyaan
Din Raat Suna Kar Masail Ke Woh Barmar
Mardoon Ko Bhi Ganja Banati Hain Ladkiyaan
Lag Jaye Koi Mazloom Gar Ain Ke Haath
Jotoon Se Tawaza Farmati Hain Ladkiyaan
Zar Zan Zameen Ka Jagdah Aazal Se Hai Maujood
Mazloom Ko Bhi Zalim Banati Hain Ladkiyaan
Rishte Dariyoon Ko Bhi Khatam Karwa Dayti Hain Yeh To
Phir Aag Kuch Aise Badkati Hain Ladkiyaan
Aaye Asgher Bahut Nadan Hai Abeh Tu
Nakhoon Cane Chabwati Hain Ladkiyaan