Dil Phoolon Kee Bastee
Jiss Ka Har Ranag Sunhera
Sab Se Zeyda Sab Se Gehra
Jis Kee Har Ada Har Bata Neralee
Shafaq Jaise Phote Honton Ke Lalee
Nagar Nagar Iss Kay Char Chay Hain
Dewanon Main Barhe Ess K Khar Cahy Hain
Madhum Madhum See Chaal Chaltee Hai
Zindagee Kee Jaise Dor Sambhaltee Hai
Sab Ko Aapni Aaghosh Main Samate Hai
Phoolon See Yun Mehaktee Jatee Hai
Kushboo Se Jiss Ke Mehkee Aangan Aangan
Pareet Ban Kay Gayee Uss Ka Sajan Sajaan
Dhoop Ho Kay Saaya Ho
Kuch Khoya Ho Ya Paaya Ho
Rang Barnge Kirnon Se Jazbaat Hain Ess Main
Herey Motyun Se Saje Nuwaadraat Hain Ess Main
Kushak Saale Hai Kay Barsaat Hai
Rehmat E Khuda Vandee Ki Soghaat Hai
Gar Jo Yhe Dil Ka Nagar Na Hota
Dunya Main Kisse Ka Ghar Na Hota
Dil Phoolon Kee Bastee Hai
Kahin Mehangee Kahin Sastee Hai