Kamsin see pari teri laadli phoolon haseen






Related SMS
- Khuda ka pata mile na khabar yaar
- Mein to suljhata raha un ke lambe
- Kitne hi khayal is dil mein aate
- Kya na kiya humne oh bewafa tere
- Yun to hal karne ko duniya ke
- Dil ka zakhm zuban par laaya nahin
- Bhul gaya rasta registaan main to kya
- Lahron mein doobtey rahe darya nahi mila
- Ashkon se likhi hamari eh kahani mohabbat
- Aaj fir chaha ke unhe ek khat
- Apni zindagi to hum je chuke ye
- Wadaa woh kar gaye the suno mujhse
- Kahani ban ke jiyen hain woh dil
- Neend aankhon main nahin khwaab kho gaye
- Aansoo bhari aankhon se aaj tujhe yaad
- Waqt ki lehren phir aa aa ke
- Ab dard bhi hoga to kroonga na
- Tera hijar mera naseeb hai gum hi
- Mat chaho kisi ko itna ka khud
- Kaisey mein jaauun kaheen chhorh desh ghar dwaar
- Jo waqt aaya jalne ka fir se
- Wafa jin se ki bewafa ho gaye
- Mer gaye hum to bus dua doge
- Jane kyun liye lavon pe pyas baitha
- Mai ye nahi kehta na jao rah e ishk
- Dil todne ka gum use bhi hai
- Gum se bahr gaya hai dil ka
- Yaad mein teri aahein bharta hain koi
- Ghamon se gabhra kar ansuon ne palkon
- Pyar ko chhod kar tum koi aur
- Tadapta hai to bher aate hain en
- Dost dosti or dostanayeh sab aajkal hain
- Badh mudat kay hassen fizza aaie hai
- Jo mere shihr mein kuch raushani lae
- Hathon se gir gayi lakiren kahin bhul
- Ekk ajnabi si cheez hain duniya kahe
- Yaad to meri unhain bhi kabhi aati
- Sab kuch khoo ke humne jisko paaya
- Bar koi dil mein dard de
- Gaye mohabbat to syasat ka chlan chod
- Ankhon ka barasna tum kya jano dil
- Lab khulte hai band ho jate hai
- Dard kitna hai bataa nahi sakta zakham
- Logon se keh do ki vo meri
- Chaahenge umar bhar hum subah sham tumko
- Tu chali gayi duniya se meri iss
- Tohmatein meri mohabbat pe lagane wale aaina
- Kasti ko sahil na mila bhi mila
- Tere kareeb aana chahta hun teri julfon
- Unki ankhon se kash koi ishara to
- Chaha to zindagi se bahut kuch magar
- Ashkon ke kafan mein khwaishe lapetli humne
- Bidaai ki ess be basi mein lafzon ke
- Raftaar se ab tak kisko kya haasil
- Kabhi dildaar dil hi mujhe mazboor kartaa
- Naseeb par zindagi kheli jaati hai haathon
- Tanha chhod kar humko honsla bhi dete
- Sach kehte hain ye shayar yeh haseen
- Maan baap hamesha kis ke saath rahate hain
- Hamar asme jaban inn maujhon ke raolon
- Yaadon ke samunder se baahar aake haqeeqat
- Maine dil se pyar kiya hai tera
- Bagawat kisi insaan se nahin uske khyalat
- Khafa hunkhafa hun hun kisi baat par
- Muddaton baad dekha unhe hosh kaise thikane
- Mere dil ki mahfil mai teri yaado
- Khushbu ne phool ko ek ehsaas banaya
- Woh mausam bahar uske saamne kam thi
- Ek dewana yeh kehtay huye hansta jaata
- Tu un gallion mein kyu jata hain
- Khuda hamari tarah tumhe tanhaayi na de
- Raaj hai meri jindgi ka ki tadap
- Tera aana do pal ka din bhar
- Dil ki kya sunao dastan kanton se
- Is dardedil ki kashmakash mein hum husna
- Humari bebasi ko mazaak banate gaye ek
- Aakh bhare ta kehnde ne sab hanju
- Har phool ki ajab kahani hai chup
- Mere liye kai janmo ka intjar vo
- Ye jo aaj unki aankhon me surroor
- Meri wafaon ka ye silsila hoga teri
- Kabil tareef nahi hain hum bas jab
- Usko kya saaza dun jisne muhabbat mein
- Bhuul gye kuch yun aap hamein jaise
- Ane kyon ye dil jhoot per aitbar
- Zindagi mein jeena hai tu pyar zaroor
- In aansoowon ko aaj hum kyon na
- Zulf par geet likha sher nazaron pe
- Tanha hai dil is tarha se tumhare
- Jaane kyu khuda ne hame unse milwaya
- Dikha kar khawab in aankhon ko de
- Aaj baithe socha humne ki jo hum
- Khushiya paas nahi nahi hi chain mila
- Upar khuda ne hamara dil banaya phir
- Jaan maangi hoti to haste huwe de
- Hum tanhe bankar bhi tanaha rahe kiuyn
- Pyar se bhari hui aaj teri mehfil
- Dhundhati hai tujhe koo meri yeh nazar
- Saki kya ho gaya hai sharab paani
- Tadpaya tha usne harpal jo ho sake
- Sare gum ashko main bah gaye hote
- Jo ho sake na pura wo sapna
- Ruk jao subah tak ye raat hai
- Marne ki khwahish hai dil mein to
- Wo jinke teer chupke se dil ke
- Pyar mein kaun kab rang badal jaye
- Fulon ki sej pe chalte hey woh
- Usee taraf uth rahay hain phir kyoon
- Tumko chahana dil ki zaroorat hai pana
- Dil ke kore kagaaz par likha hai
- Jab se sanam tum ko paya hai
- Hum bhi tanha tum tanha en tanhaeyon
- Na dil mein ab koi bache jazbaat
- Thanhayi se math daro dostho aakir me
- Ho sakay tho apni tanhayoun mein yaad
- Safar main hia jo azal se yea
- Dil to chahta hai rona par ke
- aankhon mein ashk ban kar girnewalon hum
- Hum bhi nahi chahte ki hame aaye
- Teri kis kis adda pe merte the kaise
- Chaha tha apne hathon mein tumhara haath
- Pyar hai ye maan liya humne aur
- Pyar kisi se bhi karo lekin anjaam
- Ek hee galti ko keo baar dhuratey
- Basera bhi hoga jab sawera na tu
- Mehfillay kabhi wiran na hogi tote hua
- Joh aansu dil me girte hain woh
- Gum ke saaye mein pale hai hum
- Ankhon ne payar se dil ko mita
- Jaam chalak jate hai moti bikhar kabhi
- Chupke se aaye dil mei pata bhii
- Wo aati hain najar to jaan nikal
- Zakham liya to pata chala zeher piya
- Zamanene hame dhoka diya hain zindagine muh
- Ehsas e ishq jab hua bahut der
- Har cheez mein hai yaad uski bat
- Aaj sitare gurdish mein hai jaan mang
- Zakham kuch aaise huai phulo per soyaa
- Tapan suraj ko hota hai tadapna dharti
- Kyun humse wo muh more jaate hain
- Ye na pucho yar shabe gum kaise
- Zindagi ne khai hai thokar aesi ki
- Hotee hai kabhi deir bahut maantaa hoon
- Meri aankhein aansuon se bhari hain chalti
- Her waqt bechain rehte hain tanhai ka
- Sapno ko tod kar hamey gum kaa
- Chehre pe asi masumiyat liye woh humare
- Milna bichadnaa to waqt ka dastoor hotaa hai
- Khawabbo sa sachha to bahut tha dhoka
- Dil main kiya hai tere yeh janta
- Sapno me aane wale kab tak u
- Is tarah bhoj dilpe gamon ka uthaunggi
- Hum to anjani hi rahu mey bhatak
- Zakhm maine diye mujhe afsos hai tujhe
- Janamdin par mere wo tohfa dena chahti
- Ikrar na kiya tha to inkar bhi
- Mera kabaar per phool saza raha hai
- Soya hai jo naseeb to use kaise
- Dekhna bhi hamain unhain gawara na tha
- Eh pyar mujhe itna dukh mat deee
- Lo chal diye vo humko tasalli bagair
- Waqt ki ehasas nahi khud ka pata
- Yeh jindagi bhi kabhi kabhi ajnabi si
- Kitni sachai sai mujhe meri zindagi nai
- Khud ko birah ki aag me jalne
- Un harthoun key lakeeroun ko kesse mitta
- Na jane kitne hi qatl kiye he
- Aisa kyun hota hai ki khushiyon ke
- Unse kitna pyaar hai yeh sirf hum
- Apka intezar karne ko hum umar bhar
Khuda Ka Pata Mile Na Khabar Yaar Ki Mile Dushman Ko Bhi Na Aisi Saza Pyar Ki Mile Door Nigaahon Se Anso Bahaata Hai Koi Kaise Na Jaon Main Mujh Ko Bulata Hai Koi!
Mein To Suljhata Raha Un Ke Lambe Keysh! Bas, Aise Hi Ulajhte Raatri Hui Nihshesh
Kitne Hi Khayal Is Dil Mein Aate Hain Chale Jaate Hain; Jo Aake Na Ja Sake Arey Koi Aisa Bhi To Ho
Kya Kya Na Kiya Humne Oh Bewafa Tere Liye; Per Tu Hansta Hai Raqeebon Mein Aur Gum Mere Liye.
Yun To Hal Karne Ko Duniya Ke Masha-Il Hain Do Char Ghadi Fursat Mein Humse Bhi Guftgu Ker Lo Sharminda Hain Mere Kadam Tumhari Jaanib Na Utheinge Tum Hi Mijhse Milne Ki Ek Baar Justju Ker Lo
Dil Ka Zakhm Zuban Par Laaya Nahin Karte, Hum Apni Aankhon Se Aansoo Bahaya Nahin Karte, Zakhm Kitne Hi Gehre Kyon Na Ho, Hum Apne Honton Se Muskurahat Hataya Nahin Karte.
Bhul Gaya Rasta Registaan Main To Kya Meri Taqdir Main Shyad Koi Kami Hain Registaan Main Naa Miltaa Ho Paani Magar Meri Palko Main Baarish Kee Nami Hain
Lahron Mein Doobtey Rahe Darya Nahi Mila, Tumse Bichad Ke Phir Koi Tumsa Nahi Mila. Kuch Log Thodi Der To Ache Lagey Magar, Hum Jiske Ho Sakein Koi Aisa Nahi Mila.
Ashkon Se Likhi Hamari Eh Kahani Eh Mohabbat Our Iss Ke Meharbani Ekk Ekk Kissa Kis Kis Ko Samjhani Tumhari Eh Bawafai Kee Zindagani Khun Se Rang Ke Hum Ko Hain Bitani !
Aaj Fir Chaha Ke Unhe Ek Khat Likhu.. Aaj Fir Ashko Se Safha Bhig Gaya, Ye Wajaha Aur Ke Wo Khamoshi Ko Samajh Na Sake… Par Main Bin Kahe Baya Karne Ki Ada Sikh Gaya
Apni Zindagi To Hum Je Chuke Ye India Ka Dasttur Bas Darkanoo Ka Lehaz Karte Hain Thori Se Saansain Bachi Hain Us Per Bhi Dunia Wale Aitraaz Karte Hain
Wadaa Woh Kar Gaye The Suno Mujhse Shaam Ka Kaise Katenge Chaar Pahar Intezaar Ke Kiya Tha Wadaa Ki Aayenge Woh Chiraagh Jale, Tamaam Raat Chiraaghon Se Dil Ke Daagh Jale
Kahani Ban Ke Jiyen Hain Woh Dil Ke Aashiyane Mein Lagegi Humko Bhi Sadiyan Unhe Bhulane Mein.
Neend Aankhon Main Nahin, Khwaab Kho Gaye Tanha Hi The, Kuch Aur Tere Bin Hum Ho Gaye Dil Kuch Tadap Utha, Zuban Bhi Ladkhadai Teri Yaad Main Do Aansu Chupke Se Beh Gaye
Aansoo Bhari Aankhon Se Aaj Tujhe Yaad Kar Rahi Hoon E Khuda Mujhe Tujh Se Mila De, Sache Dil Se Fariyaad Kar Rahi Hoon
Waqt‚Â Ki‚Â Lehren‚Â Phir‚Â Aa‚Â Aa‚Â ‚Â Ke Dil-E-Saahil‚Â Se‚Â ‚Â Takaraati‚Â Rahin, Gehraate Rahe Tere Qadmon Ke Nishaan, Aur Woh‚Â Baraabar‚Â ‚Â Mitaati‚Â ‚Â Rahin.
Ab Dard Bhi Hoga To, Kroonga Na Tumheyn Yad Teyree Sabhi Khushiyon Mein Izafa Ho, Meyrey Baad Qayam Hai Intzargee, Uthtee Hai Ab Bhi Huuk; Yah Such Hai, Too Nahin Hai, Magar Ishq Hai Aabad
Tera Hijar Mera Naseeb Hai Tera Gum Hi Meri Hayat Hai Mujhe Teri Duri Ka Gum Ho Kyu Tu Kahin Bhi Ho Mere Saat Hai
Mat Chaho Kisi Ko Itna Ka Khud Ka Vajood Mit Jaye, Mat Karo Kisi Ka Aitbaar Ki Khuda Se Aitbaar Chut Jaaye, Yahan Koi Nahi Samajhta Sachche Pyaar Ki Ahmiyat Ko, Rakh Keval Uski Vaqhat‚Â Jisme Tujhe Apna Aqs Najar Aaye
Kaisey Mein Jaauun Kaheen Chhorh Desh, Ghar-Dwaar? Gruhlakshmee Ka Aap Kee Sir Par Hai Guru Bhaar
Other Popular Dard Bhari Shayari Messages
Sorry. No data so far.
Jo Waqt Aaya Jalne Ka Fir Se Khamosh Thi Meri Zindagi, Jis Yakeen Ka Bhi Kiya Quatl Shameem Meri Hamsafar Thi Meri Zindagi
Wafa Jin Se Ki Bewafa Ho Gaye, Chhod Key Hummra Saath Kisi Aur Ke Saath Ho Gaye Dukh Es Baath Ka Nahi Key Us Ney Haaa Nahi Ki Dukh To Es Baath Ka Hein Key Us Ne Naa Bahi Nahi Ki
Mer Gaye Hum To Bus Dua Doge Humein Kya Doge Apne Dil Ko Dilasha Doge
Jane Kyun Liye Lavon Pe Pyas Baitha Hun Kehne Ko Samander Ke Paas Baitha Hun
Mai Ye Nahi Kehta Na Jao Rah-E-Ishk Per Bus Itni Ilteza Hai Chaliye Sambhalker
Dil Todne Ka Gum Use Bhi Hai Shayad Aaj-Kal Wo Bhi Kuchh Pareshaan Haal Rehta Hai
Gum Se Bahr Gaya Hai Dil Ka Kona Kona Hume Kuch Ho Jaye To Rona Na Koi
Yaad Mein Teri Aahein Bharta Hain Koi, Har Saans Ke Sath Tujhe Yaad Karta Hain Koi, Maut Sach Hain Ek Rozaani Hain Lekin, Teri Yaad Main Har Roz Marta Hain Koi
Ghamon Se Gabhra Kar Ansuon Ne Palkon Se Gir Kar Khudkushi Kar Li
Pyar Ko Chhod Kar Tum Koi Aur Baat Karo Ab Mujhe Pyar Ki Har Baat Se Dar Lagta Hai Meri Khatir Na Woh Badnam Kahin Ho Jaye Esliye Unki Har Mulaqat Se Dar Lagta Hai
Tadapta Hai To Bher Aate Hain En Aankhon Mein Aanshu Ke Haal Ab Dil-E-Majloom Ka Dekha Nahi Jata
Dost Dosti Or Dostana,Yeh Sab Aajkal Hain Sabka Kehna Par Agar Ise Jehen Main Laya Jaya To Hain Bahut Mushkil Par Phire Bhi Tum Na Ghabrana Chalna Dosti Ki Rah Par Nibhana Dosti Dosto Ke Sang Kabhi Na Kabhi Ayenge Hum Bhi Tumhre Sang
Badh Mudat Kay Badh Hassen Fizza Aaie Hai Hotow Par Phir Teere Salamti Ki Duya Aaie Hai Ek Umar Hoie Hai Tuzsay Bichray Hooie Teere Salamti Ki Labow Pay Duya Aaie Hai
Jo Mere Shihr Mein Kuch Raushani Lae Honge Un Charghoon Ne Kahi Ghar Bhi Jalayee Honge Hath Us Ke Bhi Hoyee Honge Yaqinan Zakhmi Jis Ne Kante Meri Rahoon Mein Bichayee Honge
Hathon Se Gir Gayi Lakiren Kahin, Bhul Ayi Hum Apni Takdeer Kahin, Agar Tumko Mile Kahin To Utha Lena, Mere Hissey Kee Har Khushi Apne Hathon Mein Saja Lena
Ekk Ajnabi Si Cheez Hain Duniya Kahe Jise, Duniya Mein Koi Bhee Nahi Apna Kahen Jise, Mehsus Kar Rahi Hun Ye Tujh Se Bichad Ke Baad, Khud Apna Koi Bhee Nahi Tanhaai Kahe Jise.
Yaad To Meri Unhain Bhi Kabhi Aati Hogi Aab Aankhon Kaa, Unhain Bhi To Pilaati Hogi Jab Kabhi Khwaab-E-Wasl, Ro Ke Jagata Hoga; Neend Ki Rooh-E-Paak Aa Key Manati Hogi
Sab Kuch Khoo Ke Humne Jisko Paaya Tha Apni Maut Ka Samaan Woh Hi Laaya That Dete Hain Tasalli Ab Ye Keh Ke Farishtay Ke Teri Laash Ko Jalane Woh Bhi Aaya Tha
Bar – Bar Koi Dil Mein Dard De Jata Hai, Nadan Dil Phir Bhi Muskrata Hai , Zakham Hi Zakham Mile Jis Rishte Se Humein, Jane Kyon Wahi Rishta Dil Phir Apnana Chahta Hai.
Gaye Mohabbat To Syasat Ka Chlan Chod Dia.. Hum Ager Pyaar Na Kertey To Hakumat Kertay.
Ankhon Ka Barasna Tum Kya Jano Dil Ka Tadapna Tum Kya Jano Tum Ko Tu Aadat Hai Dilon Se Khelne Ki Muhabbat Main Mar Mit Jana Tum Kya Jano
Lab Khulte Hai, Band Ho Jate Hai Sache Dost Milte Hai, Aur Bichad Jate Hai Par Jab Wo Yaad Aate Hai To Hasti Aankho Mein Bhi Aansu De Jate Hai.
Dard Kitna Hai, Bataa Nahi Sakta Zakham Kitna Hai, Dikha Nahi Sakta Ankhon Se Samajh Sako To Samajh Lo Gire Hai Kitne Ankhon Se Moti, Gina Nahi Sakta
Logon Se Keh Do Ki Vo Meri, Taqdeer Se Jalna Chhod De…. Are Hum To Vo Badnaseeb Hain, Jo Agar Kaffan Ki Dukaan Khole, To Log Marna Chhaod De… By Dactor “Dardi”
Chaahenge Umar Bhar Hum Subah Sham Tumko, Humne Bana Liya Hai Dil Ka Arman Tumko, Mere Siva Kisi Par Nazarein-Karam Na Karna, Sitam Koi Karna Bas Ye Sitam Na Karna, Apne Dil Se Ye Pyar Kam Na Karna. By Raj
Tu Chali Gayi Duniya Se Meri Iss Baat Ka Gam Nahi Hai Mujhe, Jyada Khush Hai Tu Pehle Se Iss Baat Ki Khushi Hai Mujhe, Magar Dil Se Gujarish Hai Sanam Mere Gaur Farmana, Kabhi Aansu Na Bahana Yaad Karke Mujhe. By Naresh Verma
Tohmatein Meri Mohabbat Pe Lagane Wale, Aaina Dikhate Hai Khud Aaina Dekhne Wale, Meri Maan Ki Duaaon Ka Asar Hai Mere Upar, Warna Har Kadam Baithe Hai Mujhe Girane Wale. By Asif Moradabadi
Kasti Ko Sahil Na Mila, Sahil Ko Bhi Sahil Na Mila. Kitni Azeeb Dastan Hai, Is ‘Sahil’ Ko Bhi Sahil Na Mila. By Sahil Verma
Tere Kareeb Aana Chahta Hun, Teri Julfon Ki Chhaon Main Sona Chahta Hun, Teri Nazron Se Jam Pina Chahta Hun, Tere Hontho Pe Apna Naam Lana Chahta Hun, Tere‚Â Hi Umeed Pe Hai Ye Meri Jindgi Tujhe Ye Batana Chahta Hun! By Deol
Unki Ankhon Se Kash Koi Ishara To Hota, Kuch Mere Jeene Ka Sahara To Hota, Tod Dete Hum Har Rasm Zamane Ki, Ek Baar Hi Sahi Usne Pukara To Hota. By Hajerah Aijaz
Chaha To Zindagi Se Bahut Kuch, Magar Tujhe Pane Ki Ek Pyas Si Reh Jaayegi, Chah Kar Bhi Tujhe Pa Na Sakenge Hum, Bus Teri Meethi Si Yaad Reh Jaayegi-Â…
Ashkon Ke Kafan Mein Khwaishe Lapetli Humne, Tumhari Yaad Mein Jaan Shyar To Na Ban Sake, Magar Kagaj Ke Chand Panno Mein Jindagi Lapetli Humne.
Bidaai Ki Ess Be-Basi Mein, Lafzon Ke Moti Kahaan Se Laaun. Ashkon Ka Haar Tyyaar Hai, Kaho To Use Hi Saath Le Aaun. By Pramod Kumar Sharma
Raftaar Se Ab Tak Kisko Kya Haasil Hua Hai, Raftah-Raftah‚Â Chalne‚Â Wala Kamyab Hua Hai. By Pramod Kumar Sharma
Kabhi Dildaar Kabhi Dil Hi, Mujhe Mazboor Kartaa Rahaa. Es Haath To Kabhi Us Haath, Katputli Saa Nachaata Rahaa. By Pramod Kumar Sharma
Naseeb Par Zindagi Kheli Jaati Hai, Haathon Ki Lakeeron Par Taqdeer Paye Jaati Hai, Khush Qismaat Hote Hain Woh, Jin Ke Diloon Main Doston Ki Tasveer Paye Jaati Hai. By‚Â Anand
Tanha Chhod Kar Humko Honsla Bhi Dete Ho, Saans Chheen Kar Jine Ki Dua Bhi Dete Ho. Ek Taraf Judai Ka Gam Bhi Jaari Hai, Aur Muskarane Ka Mashwara Bhi Dete Ho. By Sunil Saini
Sach Kehte Hain Ye Shayar, Yeh Haseen Jinke Dil Mein Rehte Hain, Ye Unhi Ki Jaan Lete Hain. By K K Singhaa
Maan-Baap Hamesha Kis Ke Saath Rahate Hain, Kuchh Samaya Zameen Pe Baki Dil Mein Rahate Hain. By Pramod Kumar Sharma
Hamar Asme Jaban Inn, Maujhon Ke Raolon Se Nahin Darta, Jaante Hain Ki Bala Se Door Hai, Mohabbat Ki Manzil Aur Manzil Se Door Hain Hum. By K K Singhaa
Yaadon Ke Samunder Se Baahar, Aake Haqeeqat Ko Pahachaan. Dono Haathon Ko Kaam Me Le, Tab Khuda Hoga Meharbaan. By Pramod Kumar Sharma
Maine Dil Se Pyar Kiya Hai, Tera Kitna Intezar Kiya Hai, Tujhe Kitna Yaad Kiya Hai, Khud Se Jyada Aitbaar Kiya Hai. By Jakhmi Shayar “Sagar”
Bagawat Kisi Insaan Se Nahin, Uske Khyalat Se Hoti Hai. Chot Jab Dil Pe Padti Hai, Aankhon Se Nafrat Ban Ke Nikalti Hai. By Pramod Kumar Sharma
Khafa Hun,Khafa Hun, Khafa Hun Kisi Baat Par Kisi Se Khafa Hun Unko Maluam Hai,Ke Mai Unse Khafa Hun Zinda Hun, Magar Apni Zindgi Se Khafa Hun
Muddaton Baad Dekha Unhe, Hosh Kaise Thikane Lage Ashq Palko Par Aye Meri Aur Lab Thar-Tharane Lage Jane Kaise Hawa Ye Chali, Phool Phir Muskurane Lage Jinko Mushkil Se Bhule The Ham Phir Wahi Yaad Aane Lage
Mere Dil Ki Mahfil Mai Teri Yaado Ka Yu Sarik Hona, Jaise Tere Aksar Na Hone Per Har Lamha Mere Karib Hona, Ye Zindagi Us Khuda Se Khuch Or Na Chahe Ki Mere Mukadder Mai Tera Nasib Hona
Khushbu Ne Phool Ko Ek Ehsaas Banaya, Phool Ne Chambeli Ko Kuch Khaas Banaya, Chahat Ne Mohabbat Ko Ek Pyaas Banaya, Mohabbat Ne Kitno Ko Paro Aur Devdas Banaya
Woh Mausam, Woh Bahar Uske Saamne Kam Thi, Saath Guzra Hua Waqt Woh Fiza Kam Thi, Door To Aakhir Hona Hi Tha Zaalim, Kya Karein In Haathon Mein Saath Rehne Ki Lakirein Hi Kam Thay
Ek Dewana Yeh Kehtay Huye Hansta Jaata Faraz Kaash Manzil Se Bhi Agay Koi Rasta Jaata
Tu Un Gallion Mein Kyu Jata Hain Faraz Jahan Teray Apnay Hi Teray Liye Khanjar Liye Baithay Hain
Khuda Hamari Tarah Tumhe Tanhaayi Na De, Hum Jee Lenge Tanha, Par Tumhe Judai Na De, Hamari Nigahon Mein Basi Rahe Apki Soorat, Aapko Bhale Hi Hum Dikhayi Na De.(Stolen One)
Raaj Hai Meri Jindgi Ka Ki Tadap Mera Nasib Hai Mere Dil Main Tum Ho Tumhare Dil Main Koi Aor Hai
Tera Aana Do Pal Ka Din Bhar Intezar Karata Hai. Aate Hi Tera Lout Jaana Kitna Hume Tadpata Hai.
Dil Ki Kya Sunao Dastan, Kanton Se Bhari Yeh Zindgani Hai. Kabhi Socha Na Tha Pyar Mein Aise Hota, Kabhi Socha Na Tha Yeh Dil Choor Choor Hota Hai.
Is Dardedil Ki Kashmakash Mein Hum Husna Bolna Hi Bhool Gaye, Tumney Jab Say Na Kaha Hum Apni Zindagi Ko Gina Hi Bhool Gaye
Humari Bebasi Ko Mazaak Banate Gaye Ek Hum The Jo Phir Bhi Muskurate Gaye Sar-E-Bazar Bik Raha Tha Pyar Humara Aur Ek Woh The Jo Humari Kimat Girate Gaye
Aakh Bhare Ta Kehnde Ne Sab Hanju Dil Bhare Da Puchya Na Sawaal Kise Ne, Tusi Hunde Ta Dukh Sukh Fol Lainde Tere Bina Na Puchya Sada Haal Kise Ne.
Har Phool Ki Ajab Kahani Hai Chup Rehna Bhi Pyar Ki Nishani Hai Kahi Koi Zakhm Nahi Phir Bhi Kyu Yeh Ehsas Hai Lagta Hai Dil Ka Ek Tukda Aj Bhi Us Ke Paas Hai
Mere Liye Kai Janmo Ka Intjar Vo Kar Legi Magar Mujh Se Es Janam Mai Bhe Uska Intzar Nahi Hota
Ye Jo Aaj Unki Aankhon Me Surroor Hai Ussi Ke Kaaran Hum Rone Ko Majboor Hain Unhe Mat Saja Dijiye Unki Koi Galti Nahi Pyar To Humne Kiya Hai Wo To Bekasur Hai
Meri Wafaon Ka Ye Silsila Hoga. Teri Purchaiyon Se Bhi Juda Mera Nissan Hoga. Apni To Adat Hai Rahe E Zindagi Mein Tanha Chalne Ki. Kafilon Ka Karwan To App Ka Hoga.
Kabil Tareef Nahi Hain Hum Bas Jab Aankhen Hoti Hain Num To Bas Rukh Jaate Hain Kadam Aur Chal Parti Hai Kalam
Usko Kya Saaza Dun Jisne Muhabbat Mein Humara Dil Tor Diya Gunah To Humne Kiya Jo Uski Baanton Ko Muhabbat Ka Rang Diya
Bhuul Gye Kuch Yun Aap Hamein, Jaise Lagte Hi Nahi Kuch Hum Aapke, Mud Ke Bhi Nahi Dekha Kabhi Peeche, Hum To Khade The Wahin Aapki Perchayi Ban Ke.
Ane Kyon Ye Dil Jhoot Per Aitbar Karta Hai Tum Ayogi Nahi Phir Bhi Intezar Karta Hai
Zindagi Mein Jeena Hai Tu Pyar Zaroor Karna Pyar Karna Tu Yar Ka Dedar Zaroor Karna Yar Ka Dedar Karna Tu Yar Ka Aetbaar Zaroor Arna Aur Maut Ka Saya Jo Aaye Kabhi Tu Yar Ke Dupatte Ka Intezar Zaroor Karna Ki Phir Na Kehna Yaad Tu Kabhi Na Hume Karna
In Aansoowon Ko Aaj Hum Kyon Na Maar Dein, Aane Wale Pal Ko Hum Ik Nayee Misaal Dein. Pyar Nahin Hai Kuch Yahan Bas Bewafaee Hai, Is Bewafaee Ko Aaj Hum Jarr Se Ukhaar Dein.
Zulf Par Geet Likha, Sher Nazaron Pe Kaha. Ban Gayi Khud Hi Ghazal, Jab Teri Yaad Aaye
Tanha Hai Dil Is Tarha Se Tumhare Jane Se Kya Kahe Kaise Ye Din Gujarte Hai Tum To Chale Gaye Yun Mujhe Akela Chor Ke Kya Kahe Kaise Hum Jee Rahi Hai Karte Hai Yaad Tumhe Hum Dil Aur Jaan Se Kya Kahe Kaise Hum Sirf Tumhare Hai
Jaane Kyu Khuda Ne Hame Unse Milwaya Milwayya Hi Nahi Phir Hamara Dil Bhi Unse Lagaya Dhire Dhire Phir Usme Pyar Bhi Jagaya Saath Unhone Kya Dena Tha Hamara Ki Aaj Saath Nahi Hamare Hamare Saaya
Dikha Kar Khawab In Aankhon Ko, De Gaye Ansoo In Mai Tum Kaise Chalka Doon Yeh Ansoo, In Mein Bhi To Rehte Ho Tum
Aaj Baithe Baithe Socha Humne Ki Jo Hum Jee Rahe Hai, Agae Yahi Hoti Hai Zindagi, To Maut Phir Kise Kehte Hai
Khushiya Paas Nahi, Nahi Hi Chain Mila, Jis Humdumki Khwaish Thi Vo Humdum Nahi Mila Kuch Keh Na Sake Chup Reh Na Sake Sadiyon Se Dkeho Hame Kabhi Karrarr Nahi Mila
Upar Khuda Ne Hamara Dil Banaya, Phir Usne Yahan Hume Milaya, Ab Judaai De Kar Wo Bhi Pachtae, Use Bhi Kisi Ki Yaad Ne Sataya
Jaan Maangi Hoti To Haste Huwe De Dete, Lekin Yeh Kya Maang Liya Hai Tumne Humse Ab Na Zindagi Raas Aati Hai Na Maut Hamein Gale Lagati Hai
Hum Tanhe Bankar Bhi Tanaha Rahe Kiuyn Janey In Sholon Main Jalte Rahe Pyar Ki Talahs Kaha Kaha Nahi Ki Humne Jannat Main They Paar Dozak Main Rahe
Pyar Se Bhari Hui Aaj, Teri Mehfil Chhod Ke Jaate Hai Tufan-E-Samundar Mein Aaj, Teri Kashti Chhod Ke Jaate Hai Anjaane Raasto Ke Liye Aaj, Teri Galiyan Chhod Ke Jaate Hai Reh Na Sake Tanha Hum Aaj, Teri Duniya Chhod Ke Jaate Hai
Dhundhati Hai Tujhe Koo Meri Yeh Nazar. Keya Hoo Gaya Hai Abb Nahi Hai Khabar. Tanhaiyon Main Rahnay Laga Hun Main. Bas Mill Jaye Kaheen Mujhe, Mera Humsafar.
Saki Kya Ho Gaya Hai Sharab Paani Is Mehkhane Mein Aab To Hota Nahi Hai Nasha Tere Is Dewaane Mein Ya Meri Gum Bewafa Ban Kar Chupke Se Ja Basa Meri Ujri Dil Ke Afsaane Mein Kyun Dikh Rahe Hai Ankhoen Ko Ashqoen Se Bhara Kya Aaj Tum Bhi Ro Rahe Ho Humhe Pilane Mein […]
Tadpaya Tha Usne Harpal, Jo Ho Sake N Hamsafar Tha Unka Bholapan? Yaa, Thi Apani Bhi Bali Umar? Manjur N Tha Kajika Kabul, Baar Baar Chubhati Vo Shul Yaa Kuda Hee Tujpe Itbaar,Par N Tha Vo Bekhabar
Sare Gum Ashko Main Bah Gaye Hote Safar Zindgi Ke Tamam Ruk Gaye Hote Teri Tasveer Ko Dekhakar Hum Jinda Hai Nahin To Hum Kabhi Ke Mar Gaye Hote
Jo Ho Sake Na Pura Wo Sapna Hi Hota Hai Jo Sath Chhod De Wo Koi Apna Hi Hota Hai Gairo Ke Liye Bhala Zakham Kaun Kata Hai Jakhme Jigar Ka Dard Bhi Apna Hi Hota Hai
Ruk Jao Subah Tak Ye Raat Hai Aakhari Lagta Hai Ye Zindgi Ke Pal Hai Aakhari Dekh Kar Tumko Mere Lab Khulne Lage Hey Shayad Koi Baat Kehna Chahte Hai Aakhari
Marne Ki Khwahish Hai Dil Mein To Kabhi Jine Ka Armaan Bhi Rakha Hoga Chahe Jitna Muskuraye Koi Insaan Sine Mein Kahin-Na-Kahin Koi Gum Chupa Rakha Hoga
Wo Jinke Teer Chupke Se Dil Ke Par Hote Hai Wo Koi Gair Nahi Apne Hi Rishtedar Hote Hai Aur Yahan Apne Dil Ki Bat Na Kisise Karna Dosto Yahan Khat Bhi Zara Si Der Mein Akhbar Hote Hai
Pyar Mein Kaun Kab Rang Badal Jaye Koi Nahi Jane Man Kerta Hai Bhool Jaye Usko Per Dil Nahi Mane Zindgi Se Badker Chaha Jisko Sab Kuch Naam Uske Kiya Bhool Gayi Woh Humko Kisi Aur Ki Khatir Aur Ho Gaye Hum Begane
Fulon Ki Sej Pe Chalte Hey Woh Katon Ka Chum Na Kya Jane Patthar Se Takarana Sikha Hi Nahi Woh Chot Ka Khana Kya Jane Dar He Jis Ko Duniya Ka Woh Preet Nibhana Kya Jane Par, Par Sine Me Dil Hi Nahi Woh Dil Lagana Kya Jane
Usee Taraf Uth Rahay Hain Phir Kyoon Qadam Dobara ? Yeh Tai Hua Tha Kabhi Milainge Na Ab Dobara ! Ajeeb Faisla Tha Roshnee K Khaliq Ka K Jo Diya Bhi Naheen Tha Wohi Sitara Banay..
Tumko Chahana Dil Ki Zaroorat Hai, Tumko Pana Humari Majboori, Ab Tu Jo Na Aayee Is Zindagi Mein, To Reh Jaygee Yeh Zindagi Adhoori..
Dil Ke Kore Kagaaz Par Likha Hai Tera Hi Ek Naam, Ab Tu Nahi Is Zindagi Mein To Is Dil Ka Kya Kaam, Sochta Hoon In Sanson Ko Todd Doon, Aur Teri Yaad Mein Tadapna Hamesha Ke Liye Chodd Doon..
Jab Se Sanam Tum Ko Paya Hai; Tere Har Hukum Ko Sar Aankhon Pe Bithaya Hai, Or Kya De Sakta Hai ‘Sachin’ Tum Ko Sanam, Roshini Tujhe Dene Ke Liye Khud Ko Jalaya Hai
Hum Bhi Tanha Tum Bhi Tanha, En Tanhaeyon Se Door Jayes Kahan, Milna Tum Bhi Chaho Milna Hum Bhi Chahe, Per Yeh Mazburiyan Chahker Bhi Mil Na Payein
Na Dil Mein Ab Koi Bache Jazbaat Hai Na Jism Ko Dard Ka Koi Bhi Ehsaas Hai Jab Mei Nahi Roraha Apne Sang Haal Pe Toh Kyu Mujhpe Roti Aaj Ye Kainaat Hai
Thanhayi Se Math Daro Dostho Aakir Me Yeh Saath Nibaathi Hai, Mauth Se Math Daro Dostho Aakir Me Ye Hume Bichere Hooyo Se Milathi Hai.
Ho Sakay Tho Apni Tanhayoun Mein Yaad Rakhna Ho Sakay Tho Apni Rusvaeeoin Say Dur Rakhna Maantay Hain Hum Duur Hai Tumsay Ho Sakay Tho Khwaaab Mein Dekhna
Safar Main Hia Jo Azal Se Yea Wo Bala Hi Na Ho Kavar Khool Kar Dehkoo Kahi Hawa Hi Na Ho Kati Hia Jis K Khayaluin Main Apni Munir Maza To Jab Hia K Us Shook Ko Pata Hi Nah Ho
Dil To Chahta Hai Rona Par Dil Ke Har Kone Mein Tum Ho Naa Isiliye Dil Kehta Hai Tum Mat Rona Kyunki Use Ho Jaayegaa Kuch Na
“Aankhon Mein Ashk Ban Kar Girnewalon, Hum Aap Ka Deedar Karte Hai, Hum Jaante Hai Hum Tumhe Pa Nahi Sakte , Phir Bhi Hum Tumse Pyaar Karte Hai …….”
Hum Bhi Nahi Chahte Ki Hame Aaye Yaad Unki Par Ye To Yad Hai Aa Hi Karti Hai Khush Rehna Hum Bhi Chahte Hai Duniya Par Par Har Khushi Se Pehle Aankh Bhar Aa Hi Jaayaa Karti Hai
Teri Kis-Kis Adda Pe Merte The Kaise Bataye Tumhe Tum Chale Gaye Chhod Ke Phir Bhi Na Bhool Paye Tumhe Kash Hota Tumhe Bhi Pyar Humse Be-Inthaan To Kya Kuch Nahi Ker Jata Pane Ke Liye Tumhe
Chaha Tha Apne Hathon Mein Tumhara Haath Yehi Thi Arzoo, Yehi Thi Justajoo Par Kya Hua Is Arzoo Ka, Is Justajoo Ka Na Wohi Tum Rahe Naa Wohi Hum Rahe
Pyar Hai Ye Maan Liya Hai Humne Aur Pyar Ke Dard Ko Bhi Jaan Liya Hai Humne Aur Kuch Baaki Nahi Reh Gaya Hai Sivaaye Intezaar Ke Yeh Bhi Aaj Jaan Liya Hai Humne
Pyar Kisi Se Bhi Karo Lekin Anjaam Yehi Hota Hai Wafa Ke Badle Dil Mein Dard Hi Hamesha Hota Hai
Ek Hee Galti Ko Keo Baar Baar Dhuratey Hai, Beyvafee Ka Eljaam Hum Per Hee Keo Lagatey Ho, Pyar To Donu Ney Sath Sath Keya To Daag Humarey He Damen Mey Hee Keo Lagatey Ho.
Basera Bhi Hoga Jab Sawera Na Hoga Tu Nahi Hai Aaj Andhera Kyon Hoga Raat Bhi Darti Hai Aaney Se Kareeb Chaandni Nahi Hogi.. Bas Chaand Hi Hoga
Mehfillay Kabhi Wiran Na Hogi Tote Hua Dil Duniya Mein Bahut Hani Socho Gummo Ke Badshaho Ka Kya Hota Agar Shrab Na Hoti.
Joh Aansu Dil Me Girte Hain, Woh Aankhon Me Nahi Rehte, Bahut Se Harf Aise Hai Joh Lafzo Me Nahi Rehte, Kitabo Mein Likhe Jate Hai Duniya Bhar Ke Afsane, Magar Jinme Hakikat Ho Woh Kitabo Me Nahi Rehte
Gum Ke Saaye Mein Pale Hai Hum, Ek Khushi Paane Ko Tarse Hai Hum, Bewafayon Ki Duniya Mein E Ashiq, In Jazbaat Ton Ki Koi Keemat Nahi Hoti.
Ankhon Ne Payar Se Dil Ko Mita Diya Ek Bewafa Ne Humko Hansa Ke Rula Diya
Jaam Chalak Jate Hai Moti Bikhar Jate Hai Kabhi Kabhi Sagar Ki Lehro Me Kinare Bhi Doob Jate Hai Hawa Chalti Hai Parinde Ud Jate Hai, Kadi Dhoop Mein Pate Bhi Jal Jate Hai Roshni Hoti Hai Raat Dhal Jati Hai Jo Aaj Apne Hai Kal Bichad Jate Hai
Chupke Se Aaye Dil Mei Pata Bhii Nahi Chalaa Toofan Yei Kyun Hain Aaya Jaane Ke Unke Baad
Wo Aati Hain Najar To Jaan Nikal Jati Hain Asuo Ki Her Bund Yaad Unki Dilati Hain Bewafai Ki Had Is Se Jyada Bhala Kyaa Hogi Roj Unke Kitab Mein Rakhi Tasvir Badal Jati Hain
Zakham Liya To Pata Chala, Zeher Piya To Pata Chala, Iss Jindaagi Se To Maut Acchi Hain, Jab Aapke Bin Jiya To Pata Chala
Zamanene Hame Dhoka Diya Hain, Zindagine Muh Mod Liya Hain, Mautka Hame Intzar Hain, Par Aisa Lagta Hain, Khuda Bhii Hamse Naraz Hain.
Ehsas E Ishq Jab Hua Bahut Der Ho Chuki Thi Wo Ban Ke Aayi Thi Ek Ghata Jo Kahi Aur Baras Chuki Thi Main Ha Karun Ya Na Isi Kashmkash Mein Gumsum Thaa Ek Mauz Lehron Ki Aayi Thi Jo Ke Ab Tham Chuki Thi
Har Cheez Mein Hai Yaad Uski Har Bat Mein Hai Yaad Uski Har Yaad Mein Hai Yaad Uski Aaj Bhi Dil Mein Hai Har Baat Uski
Aaj Sitare Gurdish Mein Hai Jaan Mang Lo Humari Kal Baharein Chamaan Hongi Jaan De Denge Humari
Zakham Kuch Aaise Huai Phulo Per Soyaa Naa Gayaa Jisma Jalkar Khak Huya Aakhoo Se Royaa Naa Gayaa
Tapan Suraj Ko Hota Hai Tadapna Dharti Ko Padta Hai Dhoka Nazron Ka Hota Hai Tadapna Dil Ko Padta Hai
Kyun Humse Wo Muh More Jaate Hain Apna Bhii Kehte Hain, Gair Bhii Banaye Jaate Hain, Kehte Hain Humse Tujhse Hain Pyaar Bahut, To Kaisa Ye Pyaar Hain, Aakhir Kyun Hame Tarpaate Hain
Ye Na Pucho Yar Shabe Gum Kaise Gujri Hale Dil Itnahi Thi Na Mokam Na Mukim Thi.
Zindagi Ne Khai Hai Thokar Aesi Ki Jeene Ki Chahat Na Rahi Kar Na Sake Pyaar Shidat Se Ki Tumhe Paane Ki Aarzu Aarzu Hi Rahi
Hotee Hai Kabhi Deir Bahut: Maantaa Hoon Mein! Aataa Hai, Deir Sey Hee Sahee: Jaantaa Hoon Mein! Ashk-E-Uyoon, Ashk-E-Jigar, Ashk-E-Beymiyaad: Us Bahr-E-Ashk-E-Yaar Ko Pahichaantaa Hoon Mein
Meri Aankhein Aansuon Se Bhari Hain, Chalti Hawa Tu Unhen Pauch De Dil Mein Andhera Bahot Hain, Suraj Tu Thodi Roshni Kar De
Her Waqt Bechain Rehte Hain Tanhai Ka Gum Nahi Tujhse Mulaqaat Ka Hona Kisi Haadse Se Cum Nahi Teri Talaash Kerte Hain Sukun Se Jyada Teri Chaahat Rakhte Hain Dil Mein Junun Se Jyada Khoye Khoye Rehte Hain Beqraar Hum Nahi Tujhse Mulaqaat Ka Hona Kisi Haadse Se Cum Nahi Khwaabon Mein Tujhse Mile Ye […]
Sapno Ko Tod Kar Hamey Gum Kaa Raakh Mila Jo Aag Lagaai Tune To Sirf Mera Dil Jala Naa Jane Kab Tak Chalega Yeh Gum Kaa Silsila Haar Gaye Mohabbat Magar Mujeh Pyaar Naa Milaa
Chehre Pe Asi Masumiyat Liye, Woh Humare Dil Ko Todte Hain, Kii Unki Us Masumiyat Kii Jhalak Ko, Hum Dil Baar-Baar Jodte Hain
Milna-Bichadnaa To Waqt Ka Dastoor Hotaa Hai Juda Hokar Bhi Koi Yadoo Se Na Door Hotaa Hai Koi Nahi Chahta Juda Honaa Apno Se Woh To Waqt Ko Shayaad Ye Hi Manjoor Hotaa Hai
Khawabbo Sa Sachha To Bahut Tha, Dhoka Hi Sahi Par Achaa Bahut Tha, Galatfahmi Thi Hume Ki Vo Humara Hai, Par Hum Uske The Itna Hi Bahut Tha
Dil Main Kiya Hai Tere Yeh Janta Hoon Main Bhi Par Lagta Hai K Tum Bhi Meri Trah Kuch Chupa Rahe Ho Pyar Hai Humari Zindagi Par Chor Ke Ja Rahe Ho Kion Ajj Mujhe Is Gham Mien Ab Aur Tarpa Rahe Ho
Sapno Me Aane Wale Kab Tak U Tadpaoge Na Jane Wo Kaunsa Din He Samne Jab Aaoge O Meri Sapno Ke Sathi Achhi Nahi Ye Dillgi Aake To Dekho Jara Kesi He Ye Dil Ki Lagi Mujhe Pal Pal Yad Aane Wale Kab Tak U Tarsaogi
Is Tarah Bhoj Dilpe Gamon Ka Uthaunggi Main Zindagi Ka Saath Kahan Tak Nibhaunggi Rahe Wafa Mein Chodna Dena Mujhe Kabhi Tujhse Bichad Ke Teri Kasam Jee Naa Paunggi
Hum To Anjani Hi Rahu Mey Bhatak Rahiai They, Koi Pal Do Pal Key Leya Sath Dey Jata Hai, Sahara To Nahi Mangtey Mager Phir Bhi Ek Asra Sa Hu Jata Hia
Zakhm Maine Diye, Mujhe Afsos Hai. Zakhm Tujhe Mile, Mujhe Afsos Hai. Zindagi Ki Raah Mein Hum Saath Na Rahe. Judaai Mili Humein, Mujhe Afsos Hai.
Janamdin Par Mere, Wo Tohfa Dena Chahti Thi, Pyar Me Mujhse Wo Wafa Karna Chahti Thi, Thodisi Hui Khata To Khafa Ho Gayi Wo, Itni Hui Khafa Ke Dil Se Dafa Karna Chahti Thi
Ikrar Na Kiya Tha To Inkar Bhi Na Kartey, Tumney Kyon Kaha Ki Humse Pyar Nahi Kartey; Tere Jawab Key Intzaar Mein Jee Letey Umar Char, Yu Ta-Umar Pal Pal Ki Maut To Na Martey
Mera Kabaar Per Phool Saza Raha Hai Koiii Mera Kabaar Per Ansoo Baha Raha Hai Koi Aey Khuda Mujhe Thori Deeer Aur Zindagii Dee Mera Kabar Saa Khali Haath Jaraha Hai Ko
Soya Hai Jo Naseeb To Use Kaise Jagaye, Dil Me Hai Jo Dard Wo Use Kaise Dikhaye, Jeene Ki Chah Me Kahi Ab Mar Hi Na Jaaye, Anjaam Yahi Hai Jo Pyar Ka, To Is Pyar Se Bhagwan Hi Bachaye
Dekhna Bhi Hamain Unhain Gawara Na Tha Bin Un K Hamra B Ik Pal Guzara Na Tha Tamam Omer Os Shaks Ko Poojtey Rahey Jo Ik Pal Ko B Hamra Na Tha
Eh Pyar Mujhe Itna Dukh Mat Deee Ke Main Pyar Karnahe Bhul Jayo Inta Dukh Be Nahin Ke Muskarte Loko Ko Dekh Kar Muskarna He Bhul Jayo
Lo Chal Diye Vo Humko Tasalli Diye Bagair Ek Chand Chhup Gaya Hai Ujaala Kiye Bagair Hai, Vaqt-E-Ishq Aaj Ab To Na Le Imtehaan-E-Gam Hum Ro Rahe Hain Naam Kisika Liye Bagair
Waqt Ki Ehasas Nahi Khud Ka Pata Nahi Meri Zindgi Mei Tu Aati Nahi Hum Yu Bahekte Nahi Pyar Aur Dil Ki Rishta Agar Hasin Dar Hi Sahi Toh Meri Zindgi Mei Tu Aati Nahi Aur Dil-E-Maariz Hum Bante Nahi
Yeh Jindagi Bhi Kabhi‚Â Kabhi Ajnabi Si Lagti Hai Tere Bgair Har Khusi Bhuji Bhuji Si Lagti Hai
Kitni Sachai Sai Mujhe Meri Zindagi Nai Keh Diiya , Tu Nahi Mera To Koi Doosra Ho Jayega.
Khud Ko Birah Ki Aag Me Jalne Nahi Diya Dil Mom Tha Magar Pighlane Nahi Diya Aaj Bhi Tera Intjaar Hai Tera In Gaalo Ko In Gaalo Pe Kisi Aur Ko Gulaalmalne Nahi Diya
Un Harthoun Key Lakeeroun Ko Kesse Mitta Dun Reth Mein, Poun Kay Sath, Jo Dill Key Nishaan Pardii Hai Vo Kesse Mitta Dun Yeh Sach Hai Key Jaana Paarda Apko Chod Ker… Likin Vo Lamhe, Vo Baatein, Vo Yaardein Kesse Buladun
Na Jane Kitne Hi Qatl Kiye He Usne Jis Rah Se Bhi Woh Gujrein Hain Lahu -E- Jigar Bikhra Pada Hai Is Paar Bhi Us Paar Bhi
Aisa Kyun Hota Hai Ki Khushiyon Ke Badle Daamann Mein Aate Hain Sirf Gham Hi Gham
Unse Kitna Pyaar Hai, Yeh Sirf Hum Hi Janate Hai Uske Pas Hokar Bhi, Hum Kuch Keh Nahi Pate Hai Isme Galti Hamari Hai, Magar Dosh Uska Dete Hai Aise Hote Huve Bhi, Hum Jiye Ja Rahe Hai
Apka Intezar Karne Ko Hum Umar Bhar Taiyar Hain, Umar Bhar To Kya Har Janm Taiyar Hai, Agar Jine Ko Mile Ek Din Apke Sath, To Apke Sath To Har Janm Marne Ko Taiyar Hai.