Dil Ke Bahut Karib The
Isi Liye Dukh Shyad Jyada Mesoos Hua
Yun To Bahut Se Log Milte Bichdte Hai
Phir Unhi Ke Bichdne Par Hi Kyun Dukh Hua
Kagaz Par Kayi Aakshar Bante Bigadte Hai
Phir Isi Kalam Ke Poora Na Ho Pane Par Dukh Kyun Hua
Har Roz Kayi Logo Se Mante Jhagdte Hai
Phir Usi Ke Roothne Par Dukh Kyun Hua
Thokre To Aur Bhi Bahut Khayi Thi
Phir Uske Girane Par Dukh Kyun Hua
Dil To Pehle Bhi Kai Baar Toota
Uske Todne Par Dukh Kyun Hua
Roe To Pehle Bhi Kai Baar The
Uske Rula Jane Par Dukh Kyun Hua
Chod Kar To Aur Bhi Kai Gaye
Hame Nahi Pata Dosto Unke Chale Jane
Par Hi Hame Dukh Kyun Hua