Dil-E-Nadaan Kyon Tu Aaj Phir Dukhi Hain,
Woh Aaj Mile The To Kyun Intezaar Mein Saans Ruki Hain,
Zindagi Aise Hi Beet Jayegi Aitbaar Mein,
Kyun Yeh Samaj Keh Bhi Shikwe Tujhe Be-Shumar Hain,
Janta Hoon Kasam-E-Vaade Ka Khumar Hain,
Magar Is Tarah Kyun Be-Dard Beqaraar Hain,
Maloom Tha Yeh Ghumo Ka Pehraa Chaane Wala Hain,
Kismat Ki Rekha Se Ladte Huve Unhe Paana Hain,
Har Haar Ko Haske Jeete Jaana Hain,
To Phir Kyun Dil-E-Nadaan Dard Hi Dard Mausam-E-Bahaar Hain
Aaj Unke Khayalon Mein Loota Humara Karaar Hain