Chand Aur Siataron Ke Dermyan Hain Hamare Kuch Ehsas
Door Asman Ki God Mein Herdam Paltey Hai Nazuk Ehsas
Khamosh Jameen Ki Tarpan Se Ruk Jateyin Hain Chalne Wale
Chaurahon Pe Bheer Lagi Hai Biktey Rehtey Hain Ehsas
Jindgi Ke Phalsafe Ko Dekha Hai Ab Tak Sirf Ashkon Mein
Khatm Ho Gaye Sare Shikve Bus Sulagtey Hain Ab Ehsas