Bahut Souch Samejh Karna Faisala Ye Zindagi Ka Humari
Gum Aur Seh Jaye Wo Ab Jiger Humara Nahi Hai
Haeret Ka Samunder Hai Rawaeya Un Ka Bhee Kya Betayain
Shayed Acha Leghta Unhain Mehfil Main Aana Hemara Nahi Hai
Os Ki Roshni Se Faiz Yaab Ho Rahay Hain Bay Faiz Sare
Koi Betlayey To Wo Diya Kyun Humara Nahi Hai
Mousem To Bahut Daekhay Hain Ies Duniya Main Laeken
Najanay Kyun Pyar Ka Wo Mausem Suhana Hemara Nahee Hai
Dayer Ker Diya Muqedma Pyar Ka Un Key Edalet Main
Koi Sabout Tou Kyun Koi Gevwa Hemara Nahee Hai
Nefrat Kay Naezay Say Kertay Hain Wo Waar Baar Baar
Kyun Unhain Kuch Bhee Kheyal Hemara Nahee Hai
Mausem-E-Behar Tha Jeb Lega Kay Aaya Hay Mausem Wo Baykerar Sa
Pher Bhee Gulshan-E-Mohabbat Main Khilaa Koi Gul Hemara Nahee Hai
Rou Daetay Hain Zalim Zamanay Key Leyey Hum Ekser
Kisee Cheshm-E-Ter Main Kyun Koi Aansoo Hemara Nahee Hai
Kaantay Bahout Hain Ous Rah Peh, Jis Peh Chel Niklay Hain Hum
Bagh-E-Duniya Main Kyun Koi Baghbaan Hemara Nahee Hai
Besa Rekha Hay Hum Nain Tou Dil Main Sirf Un Ko Khaki
Un Ki Yadoun Ky Basti Main Kyun Gher Humara Nahi Hai