Bahut Miley Hain Bichar K Dekhein
Mohabbatoon Ka Shaoor Pa Kar Wisaal Ka Bhi Suroor Pa Kar
Kami Hay Baqi Bhanwar K Jaise Lage Samander
Samandaron Mein Utar K Dekhain
Bahot Mile Hain Bichar K Dekhain Zara Ye Dekho
K Heer Ranjha Nahi Mile To Kia Hoa Hay
Tammam Duniya Wahin Rahi Hay
Yahan Pe Koi Kami Nahi Hay
Samaaj Se Sab Mita K Jhagre
Hum Ek Dooje Se Larh K Dekhain
Bahot Mile Hain Bichar K Dekhain
Yeh Ibtida Mein Lage Ga Mushkil
Bahot Si Raatain Na So Sakain Gay
Kabhi Tto Hatoon Ko Hum Malain Gay
Kabhi In Ankhoon Ko Num Karien Gay
Her Ek Nasehat Buri Lagegi
Jahan Se Kam Dosti Rahe Gi
Mager Phir Akhir! Bahot Dinoon Baad Aisa Ho
Zamane K Sung Chal Parien Gay Abhi Se Aao Ye Kar Key Dekhain
Bahout Mile Hain Bichar K Dekhain