Bahut Dino Se Aankheen Kuch Num Hai
Tumse Talluq Aur Adawat Ka Gum Ha
[Talluq -— Relation; Adawat -— Enemosity]
Dhoondh Rahe Hain Aaj Phir Tanhaeyon Ko
Tumharee Mehfil Ka Intezaar Aab Kum Hai
Ishart-E-Mayassar Main Nikal Hi Jaate Hain Ansoon
Nishat-E-Umeed Ka Nazraana Kuch Kum Hai
[Ishart-E-Mayassar – Possibility Of Joy/delight
Nishat-E-Umeed -— Expectation Of Happiness]
Mehfil-E-Raqeeb Main Bikheer Rahe Ho Chandani
Humari Mehfil Se Dafangaah Ka Fasla Kum Hai
[Raqeeb -— Dushman]
Aaj Phir Tum Se Dil Lagaane Ki Chachat Hai -ŗvaaiz-
Apni Hasratoon Se Humain Beniyaazi Ki Umeed Kum Hai.
[Beniyaazi -— Independence]