Aye Admi Tuzhe Zindagimein Kya Jaroori Nahin
Magar Tu Sirf Akela Bhi To Jeene Ke Liye Kafi Nahin
Madaribhi Apne Banderse Aur
Tashke Pattebhi Unme Chipe Jokarse Tamanna Rakhte Hain
Dononko Patahain Banderke Aur Jokarke Bagair
Pet Palna Mushkil Hain Yaha-Â…
Bawajood Dono Hasatebhi Hain Aur Satatebhi Hain..
Bandhe Hue Dorpe Chalna Madarike Liye Kitna Mushkil Hota Hain
Par Banderkeliye Kuchbhi Nahin -Â…
Hathi Kya Kuchnahi Kar Sakta Par Ek Anda Kbhi Fod Nahi Sakta
Sher Kya Kuchnahi Kar Sakta Par Ek Makkhi Kabhi Mar Nahi Sakta
Dost Admi Sabkuch Kabu Kar Sakta Hain Par Ghamand Par Nahi
Ispe Kabu Karnahi Uski Jeet Hoti Hain…
Jo Khushiyali Mein Dhal Jati Hain Par Fir Ghamandi Banneka Dar-Â…
Yeh Silsila Laga Rahta Hain, Kayee Sadiya Beet Gayee, Kayee Zamane
Na Kabhi Guroor Badla Nahi Kabhi Ghamand Badli
Par Dost, Donoki Umar Bhi Kitni, Socho To kitne Pal…
Yaha Ishq Bhi Ghamandi Ban Raha Hain, Maine Husna Ko Paya
Yaha Kamyabi Bhi Nasha-E-Guroor Mein Kho Rahi Hain, Main Jeet Payee
Yaha Jawani Bhi Diwani Ho Rahi Hain, Maine Parwano Ko Katl Kiya -Â….
Dost Katil To Sabhi Bane Hain Yaha, Husna, Jeet Aur Parwanoko Cheenkar…
Aur Subkuch Jaanka