Acha Lagta Tha Humhain Desht-E-Intezar Mein Terpana Jin Ko
You Jeldee Un Ka Aana Ek Maujeza Sa Ho Geya Tha
Kat Na Rahee Thee Gheryaan Jo Intezar-E-Yaar Mein
Lemha Koi Teher Ke Manind-E-Sedee Sa Ho Gaya Tha
Mobahbat Khera Tha Main Nezrain Teher See Gayeen Thee
Jelwa-E-Husn Main Un Kay Kuch Zaida He Khou Geya Tha
Ber Rahey They Humaree Janeb Wo Dheeray Dheeray Say Jo
Muterenam Chal Say Un Key Dil Ek Neghma Sa Ho Geya Tha
Ejeb Haal-E-Dil Tha Kay Khetka Sa Ek Legha Tha
Baad-E-Mulaqat Yeh Kuch Pursakoon Sa Ho Geya Tha
Tha Un Ka Aana Ya Aamed-E-Behar Thee
Jezbaat Kay Gulshen Main Gul Ek Naeya Sa Khil Gaeya Tha
Sembhaal Na Sekay Hum Tekraoo-E-Nazar Pay Khud Ko
Gehraeyoun Main Un Key Aankhoun Ke Main Girta Chela Geya Tha
Kuch Youn Chupa Na Sakay They Wo Bhee Haal-E-Dil Ko
Kay Ek Rang Sa Un Kay Cheray Per Aa Kay Guzer Geya Tha
Gung Hoi Youn Zoubaan Thee Kay Kuch Kehnay Say Kasir Hum
Bus Dekhnay Main Un Ko Ek Ersa Sa Guzer Geya Tha
Pass Aa Rukay Tou Kuch Housh Sa Aaya Hum Ko
Haerat-O-Sektay Key Wadee Say Main Kuch Nikel Sa Geya Tha
Youn Rounuma Hotay Maujezaat Nay Bedal Dalee Thee Souch Jo
Tedbeer Key Batoon Wala Tekdeer Key Pehloo Main Tik Sa Geya Tha
Wadee-E-Dil Main Kuch Ejeb Sa Tha Menzar Ab
Ehsaas-E-Kurbet Say Un Kay Dil Bagh Bagh Sa Ho Geya Tha
Youn Tebdeelee Pay Apnee Sebhee Dost They Haeraan Khaki
Chaha Jo Youn Kisee Ko Hota To PouchtheyNa Yeh Kaisay Ho Geya Tha