Ae Dost Teri Yaad Mein Dil Ka Usool Hai
Hum Tujh Ko Bhul Jaayege Yeh Teri Bhool Hai
Meri Aankhon Se Koi Aansu Na Nikla Lekin
Ghar Ke Har Dar Se Rone Ki Sada Aati Hai
Shikwe Bhi Ziyaada Hai Aur Shikaayat Bhi Bohat Hai
Aur Iss Ke Liye Dil Mein Mohabbat Bhi Bohat Hai
Tum Mujh Se Bichad Jao Toh Yun Maayus Na Hona
Kyunki Rishto Ke Nibhaane Mein Musibat Bhi Bohat Hai
@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@
CHAND KE PAAS ANEK SITARE HOGE.
MAGAR SITARO KE PAAS EK HI CHAND HAIN.
AAP KE PAAS HUM JAISE LAAKH HONGE.
MAGAR HAMARE PAAS AAP JAISA DOST EK HI HAIN
@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@
“Dosti ka paigam jo aapka mila,
Dil ho gaya khush mit gaye saare gila,
Kisi Dost ko nahi mila hoga,
Dosti ka aisa sila,
Ki Saare Ghum Hogaye dooor mere,
Jab doston ke pyaar ka nazraana mila”