Mere Seene Mein Aaj Dam Kyon Ghut Ta Hai
Sawal Meri Saanso Se Kyon Utth Ta Hai
Gham Mera Nahi Hai
Par Ye Dard Paraya Nahi Hai
Wo Mere Se Door Nahi Hai
Wo Muskurahat Khoi Nahi Hai
Mere Seene Mein Aaj Dam Kyon Ghut Ta Hai
Sawal Meri Saanso Se Kyon Utth Ta Hai
Wo Jab Bhi Udas Hota Hai
Mujhe Ghutan Ka Ehasaas Hota Hai
Mera Hi To Humsaya Hota Hai
Jiske Aankho Mein Ashq Hota Hai
Mere Seene Mein Aaj Dam Kyon Ghut Ta Hai
Sawal Meri Saanso Se Kyon Utth Ta Hai
Mai Mili Nahi Par Wo Apna Sa Lagta Hai
Jo Khoya Hai Us Dard Ka Hissa Lagta Hai
Mere Aansoo Usne Bahaya Lagta Hai
Uske Dard Se Dil Bhar Aya Lagta Hai
Mere Seene Mein Aaj Dam Kyon Ghut Ta Hai
Sawal Meri Saanso Se Kyon Utth Ta Hai