Jis Tarha Phool Me Khusbo Si Basi Rehti Hai
Jis Tarha Seeb Ki Aghosh Me Moti Koi
Jis Tarha Shama Aur Parwane Hai Sadio.N Se Sang
Jis Tarha Moaj Aur Sahil Ka Hai Gehra Samandar
Jis Tarha Jism Bejaan Hai Rooh K Bagair
Jis Tarha Zindagi Ke Liye Hai Zaroori Sanso Ka Safar
Jis Tarha Kashti Pe Saiban Saja Rehta Hai
Jis Tarah Kinare Pe “Jubin” Baitha Karta Hai
Jo Kabhi Aaine Me Nazar Aata Hai
Jo Kabhi Mere Aankon Ke Kaajal Ko Faila Deta Hai
Jo Kabhi Palkon Par Chamakta Hai
Hu’main Ghazal Aur Woh Hai Mere Liye Saaz Ka Manit
Wo To Hai Hai Jo Mere Zehen Me Chupa Bahta Hai
Tu Mere Paas Nahi Par Dil Mein Rehta Hai
Samne Chehra Nahi Par Tassavur Me Rehta Hai
Jidar Jao Har Taraf Aahat Hai Tere
Tu Mere Darmiyan Ke Sab Rasto Me Rehta Hai
Yu Dhadakta Hai Dil Tera Naam Aane Par
Har Saans Me Raaz Ban Kar Tu Rehta Hai.