Dekh Mausam Bahaar Aaya Hai
Bhu Pe Kitna Nikhaar Aaya Hai
Mast Jhonkhe Hawa Ke Wo Aathe
Bin Piye Hii Kumaar Aaya Hai

Mann Machalne Laga Hai Sristi Ka
Ker Ke Kitna Singaar Aaya Hai
Dhoor Gam Ho Gaya Gamon Ka Bi
Dard Ko Bi Karaar Aaya Hai
Dekh “Malli” Roop Khudrat Ka
Aaj Khudrat Pe Pyar Aaya Hai..