Najane teri chahath mein kya asar tha !

Tujhko dekhne ke liye dil betaab rahta tha !

Na din ka pata tha na raat ka !

Har waqt teri yaadon mein khoya rahta tha