*. . .Zard Phoolon Ki Khawahish:-

Magar

Khawab–

Khawab Tu Khawab Hotay Hain

Meray Shaoor Ki Ankhoon Nay

Jab Daikhna Sikha Tu Khawab Nahi Daikhay

Khawab Daikhnay Ki Khawahish

Aur

Us Kay Azzab Daikhay. . .*