Yaad rakhna aur phir bhula daina.

us ki adar hai youn saza daina.

apni mohabat mai zara sadgi daikho.

jo chor jay us ko b dua daina.

wo kehta hai mohabat mai kuch fasla rakhay.

hum chahtay hain apna sb kuch luta daina.

ik guzarish hai agr maan jao to.

jo wafa kray us ko sirf wafa daina.