Un k andaz-e karam un pe wo aana d¡l ka,

Haae wo waqat wo batain wo zamana d¡l ka,

Na suna us ne tawajo se fasana dil ka,

Umar guzri par dard na jana dil ka,

Dil lagi

Dil ki lagi ban k mita daiti hai,

Roog dushman ko bi ya rub na lgana dil ka,

Wo bi apne na hoye dil bi gya hathon se,

Aise aane se tu behtar hai na aana dil ka,

Un ki mehfil main ‘faraz’ un k tabasum ki qasam,

Hum dekhte reh gae hath se jana dil ka…