Teri yaad chhed jati hai har bar ki tarha

Nikal ke chal dete hai aanshu har bar ki tarha

Jis tarha se khamosh rah kar dekh liya karte hai

Us tarha se khamosh nahi rah pata har bar ki tarha

Khud se kahte to hai par unse kya kahenge ye sochte hai

Par kahne chalte hai to ruk jate hai alfaz har ki tarha

Us waqt waqt gujarne lagta hai badi muskilo mei yaar

Par hum par muskra kar chala jata hai waqt har bar ki tara