N@SIR K@ZMI

kheal tarkay tamanaa na kar sake to bhi

audasioun ka madaawa naa kar sake to bhi

kabhi wo waqat bhi na aye kay koi lamha aish

mare bagair gawara na kar sake to bhi

khuda wo din na dekhaaye tuj mery tarhaa

mery wafa par bhrosaa na kar sake to bhi

main apna aqdha dil tuj ko sonp detaa houn

bada maza ho agar waa na kar sake to bhe

tujhe ya gham kay mery zindagi kaa kia ho gaa

naa kar kheal talaafi kay mera zakam wafaa

wo zakhm ha jase achaa na kar sake to bhi