Wo apne ghar chala gaya afsos mat






wo apne ghar chala gaya afsos mat karo
itna hi us ka sath tha afsos mat karo
insan apne aap mein majboor hai buhat
koi nahi hay bewafa afsos mat karo
is baar tum ko aane mein kuch dair ho gaee
thak haar k wo so gaya afsos mat karo
dunya mein aur chahne wale bhi hein buhat
jo hona tha so ho gaya afsos mat karo
is zindagi ke mujh pe kai qarz hein magar
mein jald laut aoon ga afsos mat karo
ye dekho phir se aagain phoolon pe titliyan
ik roz wo bhi aeyga afsos mat karo
wo tum se aaj door hay kal paas aeyga
phir se khuda milaeyga afsos mat karo
bekar dil pay bojh liye phir rahe ho ‘ Noor ‘
dil hay tumhara phool sa afsos mat karo…
Related SMS
- Mujhey pata hai k main tanha ho
- Lamhon main qaid kar de jo sadiyon
- Yahan sang qabahatain hamain raas kb
- Usy kehna bicharnay se mohabt to nhi
- Abr e baraan k irady b pur israr sy hian
- Muddaton k baad dekha usay badli hoi
- mana nafrat men posheeda hai muhbt
- hum apne ap p fakhar to
- Bus aa jao kahin wo mile
- Main he wafa nibha na saka
- Abr barsa na hawa taiz chali hy
- Raat dehleez pay bethi raheen ankhen meri
- Yun dil na lagy dard uthy mat
- Gazal ajab halaat thy yoon dil
- Ghum o dukh k ye isharay tm na samjo
- Tum ho humari aarzu justaju se
- Tu ne jo chonk kar her jagha
- Azeem hai yeh qurbat ki doooriyaan sath
- Ek shaks pas reh ke samjha nahi
- Ham to bachapan men bhii akele the
- phool mehka to hua
- Tairay firak k lamhay shumar krtay huay
- Najane kis bat pa wo hum sa
- I see it in your eyes face
- Ghazal ye na socho k faqat naam
- Justuju k maaray huay baynaam loag kitnay
- Wajood sheshe ka hoto patharun se mhbt
- aye chand suno kuch baat karo
- Yahan to ye bhi mumkin he hm
- Goongi hou gei aaj kuch zuban kehte
- Teri surat ko nigahun mai basa k
- Sambhala hosh hai jab se muqaddar sakht
- mujhe aksar apnon se chahat ka
- tanha udaas chand ko samjho na
- wo badshah ho ghorra feel ho
- kabhi in habs bhri raton men
- jo be wafa ho usy kahen
- ru ba manzar na honge to
- khwab aaina sifat aaine seemab aur
- itne masroof hogae hen hm waqt
- Bht yad ane lage ho bichardna to
- Waqt baha k lejata hey nam o
- Chalo aisa kren mil k sitaray bant
- Akelay tanha jiya na jaye tere bin
- Yeh yaad nahi kab pyar howa
- Phir es k baad ye bazr e dil nahi
- Har sans k sath mujhy socha kary
- Adhuri baatein jo kar gye ho merey
- Mizaaj hum se ziada juda na tha
- Hazar chehr0n me uski mshahibat mili mjhk0
- Humain na dekh zamane ki gard ankho
- Sirf jeena hi zindagi ka maqsad nahi
- Tera pichla pyar yad karta hun aksar
- Mohabbat har insaan ko azmaati hai
- Ghazal wo talueaftab se yaad atey
- Sakoot e shab hi sitam ho to hum uthaaen
- Mujh pe wajib hai aansuon ki zakat
- Aye chaand tu dil kash hai yeh
- Mein sar jhooka k kah dunga apny
- Logon ne roz hi naya manga khuda
- Yeh inayaten ghazab ki yeh bala ki
- Bichhar kar humse phir kisi k b
- Mujhe tum bhool jao gi kaha tha
- Kbi dard e dil ki ilteja bn jaty ho
- Jaa tujhey tere haal par chora
- Ab k ek aisa maamla rakhna
- Masroof rehte hain din raat lahore wale
- Khizaaon ki udaasi hai jo ab tak
- Yeh pyar murauvat yeh ekhlaas wafadari lafzon
- Har koi pooch raha hai kya karty
- Hazaaron phool aise thay agar khilte to
- Mujhe maloom na thhi hijar ki ye
- Chshm e bebaak me ik ashk nidamt ka nhi
- Os chehrey ki masoomiyat maen etna asar
- Ae ajnabi tu bhi kabhi aawaz de
- Younhi udaas hai dil beqrar thori
- Ab k tajdeed e wafa ka nahi
- Mere her ghari k humsafar meri ulfaton
- sazaa hum jo majbr han
- Bas dua karna mere lye kuch
- Apno ko jb apny kho daity hain
- Mujh se bichri to door hat k
- Na jala itne diye meri raah e gugar mein
- Es be naam rishty ko nibhao kisi din
- Kabhi le mujh se mere shab o rooz ka
- Mohabbaton ki ye wardaten koi sune ga
- Chirago se andhere door ho jaate
- Paas rah ke bhii bohat duur hain
- Dukh dard men hameshaa nikaale tumhaare khat
- Jaahil ko agar jahal ka inaam diyaa
- Zakhm jhele daagh bhii khaaye bohat dil
- Aik bay rang sa manzar hai kahan
- Zamanay ko jalnay do chalo aik sath
- Tamaam shab ki dukhan be kali subuk khwaabhii
- Kal mila waqt to zufain teri suljha
- Peete hain sharaab haum jinhe bhulane ke
- Ho gayi hai mashoor bewafai kuch is
- Ye zindagii aaj jo tumhaare badan
- Khush thay kuch aisey teri rafaaqat ke
- Daastaan e gham e dil unko sunaii na gayi baat
- Raat bhar neend hi naa aaye to
- Is hasrat se mila kya mujhko
- Yeh na thi humari kismat k wisaal e yaar
- Zindagi ki raahon mein aise mod bhi
- Ankhain bhi wohi hain dareecha hai
- Qadam insaan ka raah e dahar men tharraa hii
- Hamaare shauq kii yah intehaa thii qadam
- Koi chez be wafai se barh ker kia
- Roz dhalta howa suraj yeh kheta hay
- Mila wo bnhi kartemila hum kartewafa karteunhen
- Hazar baar badal gai nigahain us kimere
- Mere dil ka dard kis ne dekha
- Hamain hoti hy talaash e mohabbat aksarisliye pyar ki
- Jb tak biky nhi thy koi pochta
- Jal chuky khwab to phir aag bujhane
- Hijar ka tara doob chala hai dhalny
- Woh to milta hai mehdood se lamhoon
- Dil mra hr lmhay jisy pany ki
- Chaand bhii khoyaa saa hai taare khwaabiidaa
- Sab kahte hain merii shakl aap se
- Ek chhotaa sa ladkaa thaa main jin
- Bas ki dushvaar hai har kaam kaa
- Chupkay say chand ki roshni ap ho
- Mohabbat kar to li humne paa nahi
- Jub guzar jaegi bahaar to kiya karo
- Dil behel jaye to log chor dete
- Ye zindagi bari ajeb c kabi gulzar
- Ashkon me jaise dhul gaye sab muskurate
- Sun kr tamam raat meri dastan e
- Tumhe bichry zamana ho gaya janaa
- Vo kahate hain ranjish kii baaten bhulaa
- Silsila torr dia us ne to ye
- Ye bhi nahin bimaar na the
- Nikhat e zulf se niindon ko basaa de aakar
- Meri zindgi ka tasawar meray hath ki
- Kuch door hamare saath chalo hum dil
- Merey sabar ka na ley imtehaan meri
- Pehlay barri rghbat thi tere naam say
- Aankhain khuab dekhti hain kisi say
- Kisne meri kabar par aake diya jala
- Bri muddat se koi khwab nhi dekha
- eid ka chand eid ka
- Too ney to aey rafeeq e jaan
- Sono chanda tum kiun satatay ho mujhe
- Zindagi tujhse har ik sans pe samajhuta
- Is say pehlay k dasht e imkaan
- Ise ajnabi shehar main ye pather kahan
- Aay dost tum bhi ajeeb ho meray
- Daiyaa e ashk chashm se jis an bah gaya
- Terii hansii bebaak hai nigaah chaalaak
- Jissa chahte ho tum dil se milna
- Aashna hote huwe b koi nahi jante
- Ab k hum bichry to shaid kabhi
- Muhabbat ke saagar chhalakane lage hain
- Na abr he na hawa neend
- Tum rehti ho itni bari
- Dil ke sawaal khabhi socha hai
- Is shahar e kharabi mein gam e ishq k mare zinda
- Is soch mai soch mai hoon
- Dil tujhe apne se zyada chahta he
- Khuaab ki tarha baso jab khuuab
- Khvaabon men tere gar merii khvaahish nahiin
- Tum chup rahe payaam e muhabbat yahii to hai
- Ye piinevaale bahut hii ajiib hote hain
- Kal gaye the tum jise biimaar e hijaraan chhod
- Besabab baat badhaane kii zaruurat kyaa hai
- Ab to kuchh aur bhii andheraa hai
- Dor ja kar be us se dor
- Araa saa dil dukhaa hai magar nafrat
- Rahii hai daad talab unakii shokhiyaan hamase
‘Mujhey Pata hai k main Tanha ho jaoun ga ik din’ Is Poori kainat se Juda ho jaoun ga ik din’ ‘Main to Panchi hoon mera zamaney se kiya Ta,aLLuq’ ‘Bs kbhi Hawaon mein urr jaoun ga ik din’ ‘Mat satao k zindagi mukhtasar hai, Do ghharri aa k miLo Phr mar jaoun ga ik […]
LAMHON MAIN QAID KAR DE JO SADIYON KICHAHATAIN HASRAT RAHI K AISA KOI APNA B TALABGAAR HO
Yahan sang sang Qabahatain, Hamain raas kb hain aziyatain? To ny cheen lin wo jo pas thin, Nahi pas ab mery Rahatain, Mery kam khuch b na aa saka, Na maraqaby na riazatain, Meri hm nawana khard rahi, Rahain sath mery Hamaqatain, Tery pas ab na khalos hai, Tjh bha gain hain shararatain, Na sakon […]
Usy kehna bicharnay se mohabt to nhi mrti Bichr jana mohabt ki sdaqat ki alamt hy Mohabt ek fitrat hy haan fitrat kb bdalti hy So jb hum door ho jain naye rishton mein kho jaeyn To ye mt soch lena tum mohabt mr gai hogi Nhin aisa nhin ho ga, mery bary men sun […]
Abr-e-baraan k irady b pur-israr sY hian Aj barse gi ghata khul k ye Aasar se hain Log Aate hain thehrate hain chale jate hain Apne halaat b ujrhay hoye bazaar sY hain Wo agar chahe to De Sharf_e_Mulaqat muje Sb Umeedein meri wabsta meri sarkar se hain Ye zaruri to nahi jeet Musarrat bakhshay […]
Muddaton k baad dekha usay badli hoi thi wo… Najane kia hadsa hoa sehmi hoi thi wo… Mujhe dehk kr us ne chehra to chupaa lia… Magr Ankheny bata rahi thi k Roie hoi thi wo…. Us ki ankhon me dekh kr MEHSOS Hoa mujhe jesay us ne mujhe chora wesay chor gaya koi us […]
*’* Mana Nafrat Men Posheeda Hai Muhbt Buht…. *’* Magar Muddat Hoi Woh Meri Taraf Lauta hi Nahi…. *’* Kami Na Thi Wafa Men Meri Bhi, *’* Phir Jane Kyn Us Ne Mera Socha Hi Nhi. *’* Us Ko Thi Khawahsh Ooncha Urne Ki, *’* Tasalsul Uski Parwaz Ka Toota Hi Nhi. *’* Mumkin Hai […]
*’* Hum Apne Ap P Fakhar To Nahi Karte, *’* Dost *’* *’* Magr Itna Bharosa Hai K Hmare Bad Hum Jaisa Tm Paa Nhi Sakte.
BUS AA JAO Kahin wo mile to usay kehna K aa jao, aa jao k koi shiddat se,Barri muddat se, Barri muhabat se Tmhara intizar kar raha hai, aa jao k Kisi ki baatain, Kisi ki yaadain, Kisi ki raatain Tum bin bohat adhuri hain, aa jao k koi tum bin pal pal, Har pal, […]
Main he wafa nibha na saka. Tujhe chaha mger bata na saka Teri judai main subho sham roya bohat. Haan mgr tere samane ansoo baha na saka Tujhe chaha main ne sari duniya se ziyada. Haan mger teri dehliz pe sar juka na saka Uper wale ne likh di thi judai. Judai ki lakir hath […]
Abr Barsa Na Hawa Taiz Chali Hy Ab K,, Kitni Veraan Teri Yadon Ki Gali Hy Ab K, Subha Ki Dhoop Utar Aai Merey Balon Mein, Shab Dhali Hy K Meri Umar Dhali Hy Ab K, Kia Kahoon Kitne Bahaano Se Bhulaya Hy Usey, Ye Qayamat Bari Mushkil Se Tali Hy Ab K, Sehan-e-Gulshan Ki […]
Raat Dehleez Pay Bethi Raheen Ankhen Meri, Tum Na Aye tO kOI kHWAAB hI bHEJA hOTA.
Yun DIL na lagy na dard uthy, mat roz milo to acha hai Na pyar barhy na jhagra ho, tum door baso to acha hai, Kisi phool sy milty chehry ko, meri duniya Dekhna Chahy Gi, Jo Paas Tumhare Kuch Bhi Nahi, Parday Me Raho To Acha Hai, Is Pyar Ki Sunder Bahon Men, Ab […]
‘GAZAL’ Ajab halaat thy yoon dil ka soda ho gaya aakhir, Mohabbat ki haweli jis tarha neelaam ho jaye. Samandar ke safar mein iss tarha Sadaen de hum ko, Hawaayen taiz hon aur kashtiyon mein shaam ho jaye. Mujhe maloom hae us ka thikana phir kahaan ho ga, Parinda Aasman choonay mein jab nakaam ho […]
‘Ghum-o-dukh k ye isharay tm na samjo gay’ ‘Jo din hmne tmharay bin guzaray tm na samjo gay’ ‘Tmhen kesay batayen tm hmaray wastay kya ho’ ‘Samandr ki kahani mein kinaray tm na samjo gay’ ‘Bus itna jan lo ek shakhs say hmne mohobbat ki’ ‘Hmaray tootnay ka khel pyaray tm na samjo gay’ ‘Hazaron […]
TuM Ho HuMari AarZu, TuM Ho HuMari JuStaJu, TuM Se MoHaBBaT Hai HuMaiN, TuM Ho JahaN MaiN Kho0bRu, AhL-E-JahaN ShaiDa Tere, CharChy HaiN Tere Koo-Ba-Koo, HaiN Tere Dam Se MehFiLaiN, TuJh Se Hai RoNaQ Chaar Su, MuKhLiS Mera Koi Nahi, Koi Nahi Hai Chaara Jo, Na JaaM Koi PaaS Hai, Na PaaS Hai Koi SaBu, […]
Tu Ne Jo Chonk Kar Her Jagha Nigah Ki Hogi Mere Hi Dard-e-Mohabbat Ne Sada Di Hogi Ye Jo Moti Baraste Hey, Teri Yaad Mein Aksser Badloon Ne Meri Aankhon Ko Dua Di Hogi Jhilmillati Hooye Ek Baat Jo Sochi Mene Yaser Ne Jaake Ussay Zaroor Bata Di Hogi Zikir Aaya Jo Kabhi Mera Uss […]
Azeem Hai Yeh Qurbat Ki Doooriyaan Sath Reh Ker Bhi Usko Na Pana Kesa Lagta Hai Kismat Main Nahin Phir Bhi Us Ko Chate Hai Yun Samjh Ker Kanto Per Chalna Kesa Lagta Hai Ab To Mehfil Main Bhi Humare Liye Tanhaye Hai Ghum Chupa Ker Mehfil Ko Sajana Kesa Lagta Hai Samjhne Per Bhi […]
Ek Shaks Pas Reh Ke Samjha Nahi Mujhe Is Baat Ka Malal Hai Shikwa Nahi Mujhe Main Us Ko Bewafai Ka Ilzam Kaisay Dou Us Ne To Ibteda Se Hi Chaha Nahi Mujhe Pathar Samajh Kar Paon? Se Thokr Laga Dia Afsos Teri Aankh Ne Parkha Nahi Mujhe Kya Umedein Baandh Kar Aaya Tha Samnay […]
Ham To Bachapan Men Bhii Akele The Sirf Dil Kii Galii Men Khele The Ek Taraf Morche The Palakon Ke Ek Taraf Aansuuon Ke Rele The Thiin Sajii Hasaraten Duukaanon Par Zindagii Ke Ajiib Mele The Aaj Zehan-O-Dil Bhuukon Marate Hain Un Dinon Faake Bhii Ham Ne Jhele The Khud-Kashii Kyaa Gamon Kaa Hal Banatii […]
Other Popular Poetry SMS Messages
Sorry. No data so far.
*. . .Phool Mehka To Hua Roop Sharaare Jaisa Iss Se Aage Ka Fasaana Hai Hamaare Jaisa Kis Nikalte Huay Sooraj Ki Talab Ki Maine Hashr Mera Jo Hua Subh K Taare Jaisa Tairi Aankhein Mere Afsaana-e-gham Ki Tasveer Maira Daaman Teri Palkon K Kinaare Jaisa Jaise Ik Bhoola Hua Khwaab Nazar Aane Lage Har […]
TAIRAY FIRAK K LAMHAY SHUMAR KRTAY HUAY BIKHER CHALAY HAIN TAIRA INTEZAAR KRTAY HUAY TO MAIN BHI KHUSH HUN KOI US SE JA K KH DAINA AGAR WO KHUSH HAI MUJHE BEQARAR KRTAY HUAY TUMHAIN KHABAR HI NAHIN HAI K KOI TOOT GAYA MAHABATON KO BOHAT PAIDAR KRTAY HUAY MAIN MUSKURATA HUA AAINAY MAIN UBHROON […]
Najane kis bat pa wo hum sa naraz ha…!! faraz Khawab mein be milta hai to baat nahi krta…!!
I see it in your eyes I see it in your face I ask myself is it really there? I ask you and you say nothing at all I wonder have you ever felt this way before? I hear your heart beat and you say nothing at all I see a twinkle in your eyes […]
..GHAZAL… Ye Na Socho K Faqat Naam Liya Karta Hay, Ek Diwana teri Chahat Main Jiya Karta Hay, Wo Janta Hay K Tu Us,K Mukaddar Main Nahi Phir Bhi Har Roz Tujhe Yaad Kiya Karta Hay, Kuch Nahi Mangta Rab Se Kabhi Kuch Apne Liye, Teri Khushiyo Ki Dua Maang Liya Karta Hay, Rat Ko […]
justuju k maaray huay bay,naam loag.. kitnay sitam sahain hum aam loag saza waar hum he aakhir q? kidher gay wo mujrim, tamaam loag behkay hain tou wajah shoak nahi pilla gay hain karrva jaam loag ehad naya hay, haqeeqat chupph gayi kahani suna rahay hain raam loag waqt acha thaa, thaay sab hamaray ub […]
wajood sheshe ka hoto patharun se mhbt nahi kerte ehsaas e chahat na mile to bikhar jata hey wajood
# Aye Chand Suno, Kuch Baat Karo, Teri Baat Chale Meri Raat Katay Tum Baat Karo Us Basti Ki, Badal, Barish Or Masti Ki Ya Baat Karo Us Bandhan Ki, Payal, Choori Or Kangan Ki. Ya Baat Karo Un Sapno Ki, Jinhe Tum Bhi Socha Karte Ho Aye Chand Suno, Kuch Baat Karo Teri Baat […]
yahan to ye bhi mumkin he hm itni dair se bichre kbhi milne milane ko chalain to bhag k koe judai sath hole kbhi bazar ko jain to tanhae lipat jae yahan to ye bhi mumkin he kbhi hm dair se ghr ain to bahr gali mai bherd ho gali mai koe matam, koe kohram […]
Goongi hou gei aaj kuch zuban kehte kehte, Hich’kicha gea mei khud ku Musulmaan kehte kehte Ye baat nehi k mujh ku uss par yaqeen nehi, Bss durr gea khud ku Sahib-e-Imaan kehte kehte Toufeeq na huwei mujhe ek waqt ki namaz ki, Aour chup huwwa Moazzan Aazaan kehte kehte Kesi kafir ne jou pucha […]
teri surat ko nigahun mai basa k rakhun dil ye kehta hey tjhe tjh se chura k rakhun tjhe daikhun tjhe chahun tjh hi se piar karun tere rung roop ko mai sb se chupa k rakhun kr lun qaid apni dil mai tere jevan ko tjhe main ishq ki zanjeer pehna k rakhun koe […]
Sambhala hosh hai jab se Muqaddar sakht tar Nikla, Parha hai waasta jisse Wohi teer-o-tabar Nikla, Sabaq deta raha jo Umar bhar Roshan khayali ka, Usey jab paas se dekha to Khud bhi tang nazar Nikla, Samjha kar Zindagi Jisse Muhabbat kar rahe they hum, Usey jab Chhu kar dekha to Faqat khali Bashar Nikla, […]
*’* Mujhe Aksar Apnon Se Chahat Ka Shikwa Rehta Hai, *’* ALI *’* *’* Kyn K Kabhi Apnon Ne Chaha Nhi Mujhe Apnon Ki Tarah
*’* Tanha Udaas Chand Ko Samjho Na Be Khabr, *’* Hr Baat Sun Rha H Magr Bolta Nhi H, *’* Khamosh Ratjagon Ka Dhuwan Tha Char Soo, *’* Nikla Kb Aaftab Mujhe To Pta Nhi ! *’* ALI wo Aankhen Jheel 2 Gehri To Hen Magr, *’* Un Men Koi Bhi Aks Mry Naam Ka […]
*’* Wo Badshah Ho, Ghorra Ho, Feel Ho K Wazeer, Bisaat E Duhr P Bikhre Huwe Sabhi Muhre, Jo Koi Ghaur Sy Dekhe To Sirf Piyade Hen, Shikast O Fateh K Jhagron S Be Khabr Chup Chap, Saleeb E Wkt P Latke Hwe Irade Hen
*’* Kabhi Kabhi In Habs Bhri Raton Men, Jab, Sab Awazen Sojati Hen, Aadhi Neend Ki Ghail Si Madhoshi Men, Ik Khuwab Anokha Jagta H ! Men Dekhta Hon, Gard Ki Us Chadar S Udhar, JO MERE USKE BEECH TANI H, WO BHI TANHA JAAG RHA H
*’* Jo Be Wafa Ho Usy Be Wafa Kahen Khul Kr, Hadis E Chashm O Lab E Sokhta Kahin Khul Uthen, *’* Kahan Talak Ye Takalam Zamana Sazi K, Pas E Kalam H Jo Kuch Zara Kahin Khul Kr, *’* Khunk Khunk Si Hnsi Hns K Mil Rhy Ho Kyn! lahu H Sard To Aankhen […]
*’* Ru Ba Ru Manzar Na Honge To Aaine Kis Kam K, *’* Hum Nhi Honge To Dunia Gird E Paa Reh Jaegi, *’* Khwab K Nashy Men Jhukti Jaegi Chashm E Qamar, *’* Rat Ki Aankhon Men Phaili Iltija Reh Jaegi, *’* Be Samr Pairron Ko Chumenge Sab K Sabz Lab, *’* Dekh Lena, […]
*’* Khwab Aaina Sifat, Aaine, Seemab Sifat, Aur Seemab Ubharte Hwe Mahtab Sifat, Aks Dar Aks Bhi Hen, Aks S Mehroom Bhi Hen, Aur Dekho To Yehi Zeest Ka Maqsoom Bhi Hen
*’* Itne Masroof Hogae Hen Hm, Waqt Thehra Hwa Sa Lagta H, *’* Aarzu, Mawrae Wakt Nhi, Mil B Jao Agr, To Ab Kya Hai, *’* Kat K Nakhl E Falaq Sy Ay ALI tara Khilta H Ya Bikharta H
bht yad ane lage ho bichardna to milne se bardh kr tmhain mere nazdeek lane laga hey main hr waqt khud ko tumhare haseen bahun main pighalte howey daikhta hun mere hunt ab tk tmhari mhbt se num hain tmhara ye kehna ghalat to na tha k mere lub tumhare labun k sabab hi gulnar […]
waqt baha k lejata hey nam o nishan mgr koe hm main rehjata hey aur kisi main hum
Chalo aisa kren mil k sitaray bant lety hain, Zarurat k mutabiq sub sahary bant lety hain, Mohabat krny walon ki tijarat bhi anokhi hy, Munafa chor dety hain khasaray bant lety hain, Agr milna nhi mumkin to lehron pe qdam rakh kr, Abi dariya-e-Ulfat k kinaray bant lety hain, Meri jholi me jitny bi […]
Akelay tanha jiya na jaye tere bin mujhe tanhaayiyan deke mera jeena kiya mushkil tere sadme ke sadmon se tadapata hai bechaara dil tere saare gunaahon ki sanam tujhko saja dungi muhabbat ki tadap kya hai tujhe bhi main bata dungi sulagati hai meri raatein, sulgate hai mere palchhin, sulgate din akele tanha jiya na […]
yeh yaad nahi kab pyar howa. .,.,bas yaad raha humein pyar huwa. jab pyar huwa sab bhool gaya.. ek yaad raha bas naam us ka. . . . . . main hu gai tha kuch pagal pagal sa. . .. . . . . . . qion k muje mil gai tha ,,pyar.. us ka.. […]
Phir es k baad ye bazr-E-dil nahi lagy ga ‘naZuk jaan’ khareed leejiye saahib, ye ghulam AKHRI hain…!
har sans k sath mujhy socha kary ga too, apne hi aks mai mujhy khoja karey ga too, jab yaad aye gi tujy wafa meri phir har shakhs ko chahat se dakha karey ga too, aaj meri batoun par hans raha hsi too, phir kese marey khayal say daman churrayaga too, jab meri tarha kisi […]
Adhuri Baatein Jo Kar Gye Ho Merey He Dil Mei Utar Gye Ho Kis Ki Chahat Ka Ye Asar Hy Ke Raiza Raiza Bikhar Gye Ho Tum Hi To Ho Jo Hamary Dil Ki HadoN Ko Chu Kr Guzar Gye Ho Hamara Thaamo Ge Haath Kia Tm Abhi Se Dunya Se Dar Gye Ho Chaley […]
Mizaaj Hum Se Ziada Juda Na Tha Uska Jab Apne Tor Yehi The To Kia Gila Uska Wo Apne Zo m Me Tha Bekhabar Raha Mujh Se Usey Gumaa n B Nh Me Nh Raha Uska Wo Barq Ro Tha Magar Reh Gaya Kaha Jane Ab Intazar Kare Ge Shikasta Paa Uska Ye Ahl e […]
Hazar chehr0n me uski mshahibat mili mjhk0.. Par dil ki zid hy,agr wo nai t0 us jesa b nai…
humain na dekh zamane ki gard ankho se Sahir tujhe khabar nahi hum tujhe kitna chahte hain
Sirf Jeena Hi Zindagi Ka Maqsad Nahi Hum Ko Marna Bhi Hai Yaad Rakh, Umda Libas K Shoqeen, Laththay Ka Kafan Bhi Yaad Rakh, Unche Makaan K Shedai, Qabar Ki Gehrai Bhi Yaad Rakh, Lazeez chizao K Dildada, Qabar K Keeray Bhi Yaad Rakh, Burai Kar K Jhoomnay Wale, Maut Ki Sakhti Bhi Yaad Rakh, […]
Tera pichla pyar yad karta hun aksar. Tera hone ki justju karta hun aksar. Ab Aanso bhe meri ankhon me nahe aate, Rone k liye tarsta rehta hun aksar. Koi manata bhe nahe ab to mujhe, Roth kar, khudi man jata hun aksar. Kho chuka hun Apni zindgi k hasil ko, Khaali hatheli ko takta […]
Mohabbat har insaan ko azmaati hai Kisi se rooth jaati hai aur kisi par muskurati hai Mohabbat khel hi aisa hai Kisi ka kuch nahi jaata aur kisi ki jaan chali jaati hai
GHAZAL WO talu.e.aftab se yaad atey hain aksar, unki furqat main hum dil jalate hain aksar, din guzar jata hai yadon main unki, shaam hony se phir ashk bahate hain aksar, sara aalam raat ko so jata hai jab, guzre huwe lamhaat mujh ko sataty hain aksar, jub afsurda hota hai dil ka angan mera, […]
Sakoot-e-Shab Hi Sitam Ho To Hum Uthaaen Bhi Woh Yaad Aaye To Chalne Lagen Hawaa`en Bhi
Mujh Pe Wajib Hai Aansu’on Ki Zakat, Gham Ki Daulat Se Mala’maal Jo Hoon….
AYe chaand Tu dil kash hai yeh manta hoon mein,, magar Tu bhi mery husn-e-jaan se haar jaye ga ??
Mein sar jhooka k kah dunga apny RAB k samny…. k hazaron gunaah hogaey teri rehmat k naaz pey..!
Logon Ne ROz Hi Naya Manga Khuda Se Kuch , Aik Hum Teray Sawaal Sey Aagey Nahi Gaye!
Yeh inayaten ghazab ki, yeh bala ki maharbani, Meri khairiyat bhi poochhi, kisi or ki zubani……..!!
Bichhar Kar Humse Phir Kisi K B na HO Sakogey, Miloge Sabse Magar Hamari Talash me..
Mujhe tum bhool jao gi, Kaha tha aik Din Mai ny, Wo Boli Hop nahi sakta, Tujhe mai kho Nahi Sakti, K Meri Jaan tujh Mai hai, Mera armaan Tujh mai hai, Tujhe Jis din na Mai dekhoon, Mai us Shab So Nahi Sakti, Kabhi ye Hp nahi Sakta, Tujhy Mai Kho NAhi Sakti, Mila […]
Kbi Dard-E-Dil Ki Ilteja Bn Jaty Ho Kbi Labon Pe A K Dua Bn Jaty Ho Kbi Sataty Ho Tum Rat Bhar Yad Bn K Kbi Pas Aa K Sarapa-e-Wafa Bn Jaty Ho Kbi Rehty Ho Tum Meri Roh Mein Shamil Kbi Dor Ja K Saza Bn Jaty Ho Kbi Hathon Ki Lakiron Mein Nazar […]
Jaa Tujhey Tere Haal Par Chora Is Se Behtar Teri Saza Bhi Nahi
Ab K Ek Aisa Ma’amla Rakhna, Paas Rehna Aur Fasila Rakhna, Apny Aansu Chupa K Rakhna Tum, Piyar Karna To Dil Bada Rakhna, In Me Hoti Hen Raaz Ki Baaten, Khat Jalana Nahe Chupa Rakhna, Jab Bhee Tadpai Tum Ko Moasam e Gul, Dil Me Yaaden Meri Basa Rakhna. Jany Kab Ho Farar Ka Moaqa, […]
Masroof rehte hain Din Raat ‘Lahore’ wale, Karte hain Dilon pe raj ‘Lahore’ wale, Betabi-E-Dil ka andaza kisi aur ko hota hi nehin? Samjte hain Dilon k jazbaat ‘Lahore’ wale, Qatil hai Ishq yeh jante huwe bhi? Karte hain us pe Aitbar ‘Lahore’ wale, Duniya lakh Matlab ki sahi phir bhi? Yaron k hain Yaar […]
‘Khizaaon ki udaasi hai jo ab tak DiL pe chaai hai,’ ‘Baharoon ka haseen mosam kahin se sath Lana TUM,’ ‘Ye maana k tum ko bhi Jahaan me hain bohat sy gham,’ ‘Magar dunia k maiLoon me hamain mat BhooL jana TUM,’ ‘Mery ashaar hain Jitny tmhary naam karta hoon,’ ‘GhazaL meri suno Jab bhi […]
Yeh pyar murauvat yeh ekhlaas wafadari Lafzon ki tijarat hai lafzon ki kharidari.
Har koi pooch raha hai ‘kya karty ho ‘?? Goya kay ISHQ koi kaam he nahi….
Hazaaron Phool Aise Thay, Agar Khilte To Acha Tha, Tumhi Ko Hum Ne Chaha Tha Tumhi Milte To Acha Tha, Hmain To Dukh Hi Milna Tha, K Hum Ne Sabar Khaincha Tha, Tumhare Lab Kisi Lamhay Agar Hilte To Acha Tha, Meri Beemaar Pursi Ko Mere Dushman Chale Aaey, Bilaa Se Zakham Barh Jate Na […]
Mujhe Maloom Na Thhi Hijar Ki Ye Ramz K Tu, Jab Merey Paas Na Ho Ga Tu Har Su Ho Ga !!
chshm-e-bebaak me ik ashk Nidamt ka Nhi, kya qayamt ha k kuch khoaf qyamt ke Nhi.. tere sb jurm-o-khata maf kye jate haN, ye fesla mere dilka hai adalat ka Nhi.. apNe KaNdhe se lipat kar mjhe ro leNe de, ye mere gham ka takaza ha muhabat ka Nhi.. . or shetaN bra khush hua […]
Os Chehrey ki ‘Masoomiyat’ maen etna Asar tha… Khareed li Os ne eak Mulaqaat maen ZINDAGI meri…
Ae Ajnabi Tu Bhi Kabhi Aawaz De Kahin Se Main Yahan Tukdo Mein Jee Raha Hun Tu Kahin Tukdo Mein Jee Rahi Hai Roz Roz Resham Si HawaAate Jate Kehti Hai Bata Resham Si Hawa Kehti Hai Bata Wo Jo Toot Dhu£i Masoom Ka£i Wo Hai Kahan Kahan Hai Wo Roshni Kahan Hai Wo Jaan […]
younhi udaas hai dil beqrar thori hai .. Mujhe kisi ka koi intizaar thori hai .. Nazar mila ke bhi tum se gila karon kaise ,, Tumhare dil pe mera ikhtiyaar thori hai ,, Mujhe bhi neend na aaye tumhein bhi chain na ho . Hamarey beech bhala itna pyaar thori ,, Khizan hi dhondti […]
Ab k tajdeed e wafa ka nahi koi imkaan jana, yaad kia tujh ko dilayn tera peemaan jana, youn hi mosam ki ada daikh k yaad aya hai, kis kdr jald badal jatay hain insaan jana, zindagi teri ata thi so tere naam ki hai. hum ne jaisay b basar ki tera ahsaan jana, dil […]
*’Mere her Ghari k hum’Safar, Meri ULfaton ka Jawab Dy_, Mere Piyar ka, Mere ishQ ka, Sabhi Chahaton ka hisab Dy_, Main Ny Zindagi ki her Ghari, Teri Justuju Mein Guzar Di_, Mujhy Ab Tu Apna Shumaar kar, Mujhy Bewaja Na Aazaab Dy_, Main Bikhar Raha hoon Toot Kar, Teri ULfaton ki TaLaash Mein_, Mere […]
¤¤ Sazaa ¤¤ Hum jo majbøØr ha¡N wafa k £¡ye, Taraste rahe e¡k sada k £¡ye, Tujhko mangu or tu na m¡£ay, Ye soch k hath uthte na¡ dua k £¡ye,, Kha’ak ma¡N kab k m¡£ gaye hote, Z¡Nda ha¡N bus ter¡ raza k £¡ye, MøØhabat yun to koe jurm na¡, Ph¡r bh¡ tayyar ha¡N […]
BAS DUA KARNA MERE LYE, KUCH DIN JEE LON TERE LYE, sans Chaly sath sath, mere Hath me ho tera Hath, meri hr khushi tere Lye, tumhara hr dukh ho mere Lye, mehsos ho yehi tamam Umer, Tum Jee Rahey Ho Mere Lye, mein jee raha hon tere Lye, keh den na Zamany bhar say, […]
Apno ko jb apny kho daity hain Tanhaion mai wo ro daity hain Na jany Q palkon per bithaty hain unko hum Jo in palko ko aksar ansuon se bhigo daity hain
Mujh se bichri to door hat k roi, na jane q wo apnO me palat k roi, yaad aayen us ko jab meri batein, pagli mere khatt se lipat k roi, suna h mehndi laga kr apne haseen hathon pr, saheliyon k bhare jhurmat me roi, wo meri baahon me khush rehne wali, Kal kisi […]
Na jala itne diye meri raah-e-gugar mein Wasi ,, Ke manzil ko bhool ke mujhe raanhon se pyaar ho jae ,,
Es be-naam rishty ko nibhao kisi din ,, Jo mil jae kabi fursat to pas aa jao kisi din ,, Milta hai sabi kuch sabi ko ye suna ke ,, Muj ko to faqat tum he mil jao kisi din ,, Barso se ye dil mera khali hi para hai ,, Tum apne naam ki […]
Kabhi le mujh se mere shab-o-rooz ka hisab… phr dondh apne siwa kuch aur meri zindagi me..
Mohabbaton ki ye wardaten koi sune ga to kya kahe ga. . . .? Ye bahki bahki hamari baten koi sune ga to kya kahe ga. . ? Raqabaton ki qayamaton se khandaren tabdeel ho rahi hain Hamari chahat ki kaynaten koi sune ga to kya kahe ga. . . . ? Tumhare Khat se […]
CHIRAGO SE ANDHERE DOOR HO JAATE TO CHAAND KI CHAHAT HAME NAHI HOTI AGAR KAT SAKTI YE ZINDAGI AKELE TO HUMEIN UNKI ZARURAT NAHI HOTI
paas rah ke bhii bohat duur haiN dost apne haalaat se majbuur haiN dost tark-e-ulfat bhii nahiiN kar sakte saath dene se bhii maazuur haiN dost guftguu ke liye unvaaN bhii nahiiN baat karne pe bhii majbuur haiN dost yah chiraaG apne liye rahne de terii raateN bhii to be-nuur haiN dost sabhii pazmurda haiN […]
dukh dard meN hameshaa nikaale tumhaare khat aur mil gayii Khushii to uchhaale tumhaare khat sab chuuDiyaaN tumhaarii samandar ko sauNp diiN aur kar diye havaa ke havaale tumhaare khat mere lahuu meN guuNj rahaa hai har ek lafz maiN ne ragoN ke dasht meN paale tumhaare Khat yuuN to haiN beshumaar vafaa kii nishaaniyaaN […]
jaahil ko agar jahal ka inaam diyaa jaaye is haadsa-e-vaqt ko kyaa naam diyaa jaaye mai-khaane kii tauhiin hai, rindoN kii hatak hai kamzarf ke haathoN meN agar jaam diyaa jaaye hai khuu-e-ayaazii hii sazaavaar-e-malaamat Mahmuud ko kyuuN taana-e-ikraam diyaa jaaye ham maslahat-e-vaqt ke qaayal nahiiN yaaro ilzaam jo denaa hai, sar-e-aam diyaa jaaye behtar […]
zaKhm jhele daaGh bhii khaaye bohat dil lagaa kar ham to pachhtaaye bohat dair se suu-e-haram aaya na Tuk ham mizaaj apnaa idhar laaye bohat phuul, gul, shams-o-qamar saare hii the par hameN unmeN tum hii bhaaye bohat gar bukaa is shor se shab ko hai to rovenge sone ko hamsaaye bohat miir se puuchha […]
Aik bay rang sa manzar hai kahan tak sochon zindagi main terey baray main kahan tak sochon Phenknay walay nay tu door say pathar phenkay aur main sirf paroosi k makaan tak sochon Tera chehra bhi na yaad aye k tu kaisa hai main tujhay sooch k reh jaaon yahan tak sochon Loog jis mor […]
Zamanay ko jalnay do chalo aik sath chalte hain, Nayee duniya basanay ko chalo aik sath chalte hain, Hamain jeevan ka her lamha tumhare naam kerna hai, Yeh waada nibhanay ko chalo aik sath chalte hain, Suna hay mil k chalne se muqaddar jaag uthte hain, Yeh baat aazmanay ko chalo aik sath chaltay hain,
tamaam shab ki dukhan, be-kali, subuk Khwaabhii namuud-e-sub’h ko darmaaN samajh kar kaaTii hai ragoN meN dauRte phirte lahuu kii har aahaT ajal girafta KhayaaloN ko aas detii hai magar voh aaNkh jo sab dekhtii hai–hanstii hai ufaq se sub’h kii pahlii kiran ubhartii hai tamaam raat ki faryaad ek sukuut meN chup tamaam shab […]
Kal Mila Waqt To Zufain Teri Suljha Doonga Aaaj Uljha Hoon Zara Waqt Ke Sulajhne Main Yoon To Sulajh Jatee hain Uljhee Zulfain Umar Kat Jati Hai Waqt Ke Sulajhne Main
Peete Hain Sharaab Haum Jinhe Bhulane Ke Liye, Wo Hi Aa Jaate Hain Yaad Hamen Aur Rulane Ke Liye..!
Ho Gayi Hai Mashoor Bewafai Kuch Is Kadar Unki, Zikar Aaya Mera, Mehfil Main To Jhuk Gayi Nazar Unki..!
ye zindagii aaj jo tumhaare badan kii chhoTii-ba.Dii naso.n me.n machal rahii hai tumhaare pairo.n se chal rahii hai tumhaarii aavaaz me.n Gale se nikal rahii hai tumhaare lafzo.n me.n Dhal rahii hai ye zindagii jaane kitanii sadiyo.n se yuu.N hii shakle.n badal rahii hai badalatii shaklo.n badalate jismo.n me.n chalataa-phirataa ye ik sharaaraa jo […]
Khush Thay Kuch Aisey Teri Rafaaqat Ke Shoq Mein Manzil Ganwa Di Hum Ne Musaafat Ke Shoq Mein Nafrat Hi Pehrey Daar Mili Har Makaam Par Jiss Dar Pey Hum Gaey Hain Muhabbat Ke Shoq Mein Hum Baargah-e-Ishq Mein Maqbool Yoon Huey Khud Say Bicharr Gaey Teri Qurbat Ke Shoq Mein Lotey Hain Abb To […]
Daastaan-e-gham-e-dil unko sunaii na gayi baat bigdii kuchh aisii ki banaii na gayi Sab ko ham bhool gaye josh-e-junoon mein lekin ek teri yaad thi aisi ki bhulaai na gayi Ishq par kuchh na chalaa dida-e-tar ka jaadoo usne jo aag lagaa di woh bujhaai na gayi
Raat bhar neend hi naa aaye to , Ashq aankhon main chhal chhalaaye to, Kyaa hua hai bataaiye kaise, Yaad koi bahot hi aaye to
Is hasrat se mila kya mujhko Ik jhalak mere dildaar ki Is muhabbat se mila kya mujhko Bechaini-o-beqarari yaar ki, Is ashiqui se mila kya mujhko Ik sunahari raah ishq ki, Aur tere pyaar se mila kya mujhko Ik raah jeene ki hamvaar si.
yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaar hota … ager or jeete rehte tu yehi intazar hota kahoon kiss se main k kia hai … shab-e-ghum bori bala hai mujhe kia bora tha marna .. ager aek baar hota yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaa hota .. koei mere dil se poche tere teer […]
Zindagi Ki Raahon Mein Aise Mod Bhi Aate Hain Saawan Ke Saath-Saath Yehan Patjad Bhi Aate Hain Aasuwon Ke Saagar Mein Moti Bhi Milthe Hain Jo Unhe Doond lete hain, Wahi Zindagi Jee Lete Hain.
Ankhain bhi wohi hain dareecha bhi wohi hai aur soch k aangan main utrata bhi wohi hai jis ne mery jazboon ki sadaqat ko naa jana abb meri rafaqat ko tarasta bhi wohi hai
qadam insaaN ka raah-e-dahar meN tharraa hii jaata hai chale kitnaa hii koii bach ke Thokar khaa hii jaataa hai nazar Khwaah kitnii hii haqaaeq aashnaa, phir bhii hujuum-e-kashmkash meN aadmii ghabraa hii jaataa hai khilaaf-e-maslahat maiN bhi samajhta huN, magar vaaez vo aate haiN to chehre pe taGaiyyur aa hii jaataa hai havaaeN zor […]
hamaare shauq kii yah intehaa thii qadam rakhaa ki manzil raastaa thii bichhaD ke Daar se ban ban phiraa voh hiran ko apnii kastuurii sazaa thii kabhii jo Khwaab thaa voh paa liyaa hai magar jo kho gayii voh chiiz kyaa thii maiN bachpan meN khilaune toDtaa thaa mere anjaam kii voh ibtidaa thii mohabbat […]
koi chez be-wafai se barh ker kia hogi, Ghum-e-tanhai judai se barh ker kia hogi, Kisi ko deni ho jawani main saza, to wo saza PARHAI se barh ker kia hogi:-)
Roz dhalta howa suraj yeh kheta hay SAHIL ! Aaj usey bewafa howay aik aur din hua…
Mila wo bnhi karteMila hum bnhi karte Wafa wo bnhi karteWafa hum bnhi karte Unhen tanhai ka dukh haiHumain ruswai ka dukh hai Gila wo bnhi karteGila hum bnhi karte kisi morh prtakraoho jata haiaksr Ruka wo bnhi karteRuka hum bnhi karte Jab b dekhte hain unhenSochte hain kuch kahen un sy Per kaha wo […]
Hazar baar badal gai nigahain us ki, mere wafa ko wohi aytmaad hy ab tak.
Mere dil ka dard kis ne dekha hai..Hamen to tarapta sirf Rab ne hi dekha hai.. Ham tanhai me baith kar rotay hainLogon ne to bs hamen aksar hanstey dekha hai
Hamain hoti hy talaash-e-Mohabbat aksar isliye pyar ki rahon pe safar krty hain jin ki yaadon me guzrta hy sara din unhi k khawabon me raat basar krty hain..
Jb tak biky nhi thy koi pochta na tha, us ny hmy kharid k anmol kr dia…
Jal chuky khwab to phir aag bujhane ayeIk naye dhang sy wo chot lgany aye,Moom k pul sy guzar kr mujy jana tha wahanOr wo soraj ban k mera sath nibhane aye..
Hijar ka tara doob chala hai dhalny lgi hai raat Wasi, Qatra qatra baras rahi hai ashkoun ki barsat Wasi, Yun hi chup ki Mohar laga kar kab tak guMsuM betho ge, KhaMoshi se duM ghut-ta hai chero koi baat Wasi, Aaj to us ka chehra b kuch badla badla lagta hai, MausaM badla duniya […]
Woh to milta hai mehdood Se lamhoon mai muj ko Faraz…. Pher bi dil hai k Kitni Fursat se sochta hai Usey
Dil mra hr lmhay jisy pany ki dua krta hy, Misl e khushbu mri sanson m bsa krta hy, Sochta hun k ek bar bewfai krun, M b to dekhun wo kesy wfa krta hy
chaaNd bhii khoyaa khoyaa saa hai taare bhii Khwaabiidaa haiN aaj fizaa ke bojhalpan se lahje bhii sanjeedaa haiN jaane kin kin logoN se is dard ke kyaa kyaa rishte the hijr kii is aabaad-saraa meN sab chehre naa-diidaa haiN itne barsoN baad bhii donoN kaise TuuT ke milte haiN tuu hai kitnaa saadaa-dil aur […]
sab kahte haiN merii shakl aap se miltii jultii hai merii aaNkheN, merii peshaanii, mere hoNT meraa lahjaa, baateN karne kaa andaaz uThne, baiThne, chalne phirne ka andaaz mere hoNToN kii harkat sab kuchh aap hii jaisaa hai maiNne sunaa hai beTaa baap kii nasl kaa vaaris hotaa hai mere zehn meN ek savaal ubhartaa […]
ek chhoTaa sa laDkaa thaa maiN jin dinoN ek mele meN pohNchaa humaktaa huaa jii machaltaa thaa ek ek shae par magar jeb Khaalii thii kuchh mol le na sakaa lauT aayaa liye hasrateN saikDoN ek chhoTaa sa laDkaa thaa maiN jin dinoN Khair mahruumiyoN ke voh din to gaye aaj melaa lagaa hai usii […]
bas ki dushvaar hai har kaam kaa aasaaN honaa aadmii ko bhii mayassar nahiiN insaaN honaa giryaa, chaahe hai Kharaabii mere kaashaane kii dar-o-diivaar se Tapke hai biyaabaaN honaa vaae-diivaangii-e-shauq ki har dam mujhko aap aa jaanaa idhar, aap hii hairaaN honaa jalvaa az bas ki taqaaza-e-nigaah kartaa hai jauhar-e-aaiinaa bhii chaahe hai mizgaaN honaa […]
CHUPKAY SAY CHAND KI ROSHNI AP KI HO JAEY, DHEERAY SAY HAWA AP SAY KUCH KAH JAEY, DIL SAY JO CHAHTAY HO WO MANG LO KHUDA SAY, HUM DUA KARAINGAY AP KI HER ARZOO PURI HO JAEY!!!
Mohabbat Kar To Li Humne, Mohabbat Paa Nahi Sakte Bhoot Kheney Ki Khuwahish Hai, Magar Bata Nahi Sakte Teri Batein,Teri Yadain, Hamara Dil Dukhati Hai Bhoot Takleef Hoti Hai,Tujhe Suna Nahi Sakte Tere Sath Chalna Hai, Teri Manzil Bhi Banna Hai Bhoot Thak Gaye Hai Hum, Ab Aage Ja Nahi Sakte Suno Hum Toot Jayenge, […]
jub guzar jaegi bahaar to kiya karo gy yaad ayega mera piyar to kiya karo gy sattaty ho ease jaise ajnabi ho mai jub ruth jaega tum se yar to kiya karo gy aapnaogy kisi aur ko mujhe tanha chor kar usey hoga na tumse piyar to kiya karo gy aakhir lot k aaogy tum […]
DIL Behel jaye to log chor dete hain Koi aur mil jaye to log chor dete hain Chaar Din ki chandni ka kya karna Chandni Dhal jaye to log chor dete hain Kasam to khate hain sada sath jeene ki Zehn badal jaye to log chor Dete hain Aaj kal k logon ka Bharosa kya […]
Ye zindagi bari ajeb c kabi gulzar c kabi bezar c kabi khushi hamare sath sath kabi ghamon ke brsat c kabi tufan main b hai raste kabi manzilon ka pata nahi kabi do kadam pe hai zindagi kabi sadyon tk intezar hai kabhi har pal imtehan hai kabi bin mange inam hai ye zindagi […]
ashkon me jaise dhul gaye sab muskurate rang, raste me thak ke so gayi masoom si umang, dil hai ki phir bhi khwab sajane ka shouk hai, pathar pe bhi gulaab ugaane ka shouk hai, barso se toh yu toh ek amavas ki raat hai, ab isko hausla kahu ke zid ki baat hai, dil […]
sun kr tamam raat meri dastan e ghum wo muskura k boley bht bolti ho tum
Tumhe bichry zamana ho gaya janaa! Magar ab bhi Kabhi subhein, kabhi shaamein, Tumhari yaad ki khushbu mei khoi si mehsos hoti hain.
vo kahate hai.n ranjish kii baate.n bhulaa de.n muhabbat kare.n Khush rahe.n muskuraa de.n javaanii ho gar jaavidaanii to yaa rab terii saadaa duniyaa ko jannat banaa de.n shab-e-vasl kii beKhudii chhaa rahii hai kaho to sitaaro.n kii shamae.N bujhaa de.n tum afsaanaa-e-qais kyaa puuchhate ho idhar aao ham tum ko lailaa banaa de.n bahaare.n […]
Silsila Torr Dia us ne to Ye Sadaen Kesi? Ab jo Milna He Nahi, Phir ye Wafaen Kesi? Mene Chaha tha Sab Shikwe Giley Door Karna, Us ne Zehmat hi na ki Sunne ki; To Ye Aahen Kesi? Ley Lo Wapas Wo Aansu, Wo Tarap or Wo Yaaden Sari. Nahi Koi Jurm Mera to Phir […]
ye bhi nahin bimaar na the itane junuun aasar na the logon ka kya zikr karen ham bhi kam ayyar na the ghar men aur bahut kuch tha sirf dar-o-diivar na the sab par hansana shevaah tha jab tak Khud us par na the terii Khabar mil jatii thi shahar men jab aKhbaar na the […]
nik_hat-e-zulf se niindo.n ko basaa de aakar merii jaagii huii raato.n ko sulaa de aakar kis qadar tiiraa-o-taariik hai duniyaa merii jalvaa-e-husn kii ik shamaa jalaa de aakar ishq kii chaa.Ndanii raate.n mujhe yaad aatii hai.n umr-e-raftaa ko merii mujh se milaa de aakar zauq-e-naadiid me.n lazzat to hai magar naaz nahii.n aa mere ishq […]
Meri zindgi ka tasawar meray hath ki lakiren Inhain kash tum bdaltay to kuch or bat hoti Ye khulay khulay se gesoo inhain lakh tum sanwaro Meray hath se sanwartay to kuch or bat hoti Main tera aaina tha main tera aaina hon Meray samnay sanwartay to kuch or bat hoti Abhi aankh he lari […]
Kuch door hamare saath chalo Hum dil ki kahani kehdein ge Samjhe na tum jisse aankhon se Woh baat zubaani kehdein ge Jo pyar karein ge jaanein ge Har baat hamari maanein ge Jo jaley na hon khudh ulfat mein Woh aag ko paani kehdein ge Jab pyaas jawan ho jaye gi Ehsaas ki manzil […]
Merey sabar ka na ley Imtehaan Meri khaamoshi ko sada na dey Jo terey baghair na jee sakey Usey jeeney ki to duaa na dey Tu azeez Dil-o-nazar sey hai Tu qareeb Rag-o-jaan sey hai Merey Jissm-o-jaan ka yeh faisla Kaheen waqat aur barha na dey Tujhe bool ke bhi na bulaa sakoon Tujhe chah […]
pehlay barri rghbat thi tere naam say mujh ko ab sun kay tere naam main kuch soch raha hon
Aankhain khuab dekhti hain Kisi say mil janey ka Ya khud ko kho denay ka Tanha reh janay ka Khud ko aar denay ka, Chahat haar denay ka Aankhain khuab dekhti hain Bichray huye lamhon ka Kisi raastay per mil janay ka Zakhmon kay sil janey ka.
Kisne meri kabar par aake diya jala diya Bijli kadak ke gir padi sara chaman jala diya Chain se so raha tha main odhe kafan majar par Yahan bhi satane aa gaye, kisne pata bata diya
Bri Muddat se koi khwab n¿hi Dekha.. * * *f a i z* * * Hath rakh do meri aankho. py k neend aa jaye..!!
~~ EiD kA cHaNd ~~ Eid Ka chand dekha to Meri Tanha Hatalioun Per Aanso Se Ek Dua Nikli Ke Ay KHUDA…… Agle baras Meri Zindagi Mein Ya to Ye Tanha Eidain Baqi Na Rahain Ya Phir Zindagi K Ye Sisaktey Lamhe Saath Chor Jayen…..!
tOo Ney tO Aey Rafeeq e jAan Kuch Aur Hi gUll Khila DiyeBakhiya Garii Key ShOuq Mein Zakhm Naye Laga Diye Dast e Hawa Ney Rait Par Pehlay Banaye RaasteyPhir Meray Ghar Key RaaStey Ghar Sey Teray Mila Diye Kitnii Thii Ajnabii Fiza Pehlay Pehal Firaaq MeindArd Key Ishtiraak Ney Kaii dOst Naye Bana Diye […]
Sono Chanda Tum Kiun Satatay Ho Mujhe Kitna Rulatay Ho Muijhe Tumse Muhabbat Hai Mujhe Kiun Aazmatay Ho Tumhi Ko Yaad Karte Hain Tumhi Ko Pyar Karte Hain Meri To Zindagi Tum Ho Samaj Tum Kiun Na Patay Ho Meri To Her Khushi Tum Se Meri To Zindagi Tum Se Meri Her Aarzo Tum Se […]
Zindagi Tujhse Har Ik Sans Pe Samajhuta Karun. . Shauq Jine Ka Hai Mujhko Magar Itaa To Nahi
Is say pehlay k dasht e imkaan mein Wasl e janaa ki aarzoo na rahay Is say pehlay k baar e gam say kahin Tujhko paanay ki justuju na rahay Is say pehly k dash e kaahish mein Farsh e afsurdagi bichay sar e raah Laut aaou k muntazir hay nigah Is say pehlay k […]
Ise Ajnabi shehar main ye pather kahan se a lga ‘Sagar’ Logoon ke ise bheer main kooi ‘APNA’ zaroor hai..
Aay dost tum bhi ajeeb ho. Meray dil k kitnay qareeb ho. Na miltay ho na SMS kertay ho. kia tum mujh say bhi ziyadah gharib ho.
daiyaa-e-ashk chashm se jis an bah gaya sun lijiyo ke arsh ka aivan bah gaya zahid sharab pine se kaafir hua main kyun kya dedh chuluu pani men imaan bah gaya yuun roye phuy phut ke paanvon ke abale naala saa ek suu-e-biyaban bah gaya kashti savaar-e-umr huun bahr-e-fana men main jis dam bahaa ke […]
terii ha.Nsii bebaak hai terii nigaah chaalaak hai uff kis qadar dil-soz hai taqariir baazaarii terii kitanii havas aamez hai ye saadaa purkaarii terii sharm aur izzat vaaliyaa.N hotii hai.n iffat vaaliyaa.N vo husn kii shahzaadiyaa.N parde kii hai.n aabaadiyaa.n chashm-e-falak ne aaj tak dekhii nahii.n un kii jhalak
Jissa chahte ho tum dil se Milna, vo Ashiq ka ghar tha, Hum samajte rahe jissa Abhi talak apna, VO bohut pehle se Pa’raya tha…..
Aashna Hote Huwe B Aashna Koi Nahi Jante Sb Hen Mujhe,Pehchanta Koi Nahi Khud-Kushi B Jurm Hy Or Me-Kashi B Jurm Kon Kis Mushkil Men He Ye,Dekhta Koi Nahi Mukhtasar Lafzon Men Hy Ye Ab Mizaaj-e-Dosti Rabte Beshak Hen Sb Se Wasta Koi Nahi (¯`v´¯) `*.¸.*´ Lover ¸.•´¸.•*¨) ¸.•*¨) (¸.•´ (¸.•´ .•´ ¸¸.•¨¯`• Princeâ€
Ab K Hum Bichry To Shaid Kabhi Khwabon Main Milain, Jis Tarah Sokhy Huy Phool Kitaboon Main Milain . Dhond Ujry Huy Logon Main Wafa K Moti, Ye Khazany Tujhy Mumkin Hy Khraboon Main Milain . Gham-E-Dunia B Gham-E-Yar Main Shamil Kar Lo ! Nashaa Barhta Hy Sharabain Jo Sharaboon Main Milain . Tu KHUDA […]
muhabbat ke saaGar chhalakane lage hain vo dil ban ke dil men dhaDakane lage hain ye kaisii vafaaon kii ritu aa gaii hai Khayaalon men ek beKhudii chhaa gaii hai qadam zindagii ke bahakane lage hain umangon ke phuulon se daaman bharaa hai meraa Khvaab kaise haqiiqat banaa hai nigaahon men juganuu jhamakane lage hain […]
Na abr he na hawa, Neend Q nahi aati ! Baras chuki he ghatta, neend Q nahi aati ! Naye naye they judai k din to baat bhi thi Woh daur beet chuka, Neend Q nahi aati ! Bichar hi jatey hain duniya mei chahney waley Chalo huwa so huwa, Neend Q nahi aati ! […]
‘Tum Rehti Ho !!!!’ itni bari in dunyaaon main apne naam ki takhti waali aik imaarat kitnay dukhon ki eenten chun kar ghar banti hain……. pathar pathar jorr k dekho mai ne bhi ik ghar hai banaya rangon,phoolon,tasve eron se iss ko sajaya darwaaze ki loh per apna naam likhaaya lekin iss k har kamray […]
Dil Ke Sawaal.. Khabhi Socha Hai Tu Nay Dil Kia Kheta Hai? Khabhi Socha Hai Kia Hota Jab Dil Toot ta Hai? Kitna Dard HotaHai … Jab Aapnoo Say Khauff Hota Hai … Woh Manzar Bhi Kia Manzar Hota Hai .. Jab Tu Kareeb Reh kar Bhi Door Hota Hai … Kitna Kamzor Vo Shakhs […]
is shahar-e-kharabi mein gam-e-ishq k mare zinda hain yahi bat bari bat hai pyare ye hansta hua chand ye purnur sitare tabinda-o-painda hain zarron k sahare hasrat hai koi guncha hamein pyar se dekhe arman hai koi phul hamein dil se pukare har subah meri subah pe roti rahi shabnam har rat meri rat pe […]
Is Soch Mai Is soch mai hoon aaj k tum koun ho, kia ho, Ik khuwab ho, khusboo ho, merey dil ki sada ho, main iske ilawah tumhey kuch keh nahi sakti, tum meri mannat ho,tum meri dua ho, ye silsula-e-shoq kahin toot na jaye, tum karb ho,tum dard ho aur tum he dawa ho
Dil tujhe apne se zyada chahta he Dil dua me sirf teri khushi chahta he Gam tere mujh ko mil jaye mere khuda Apni har khushi tere nam chahte hei Mot aye mujhe banhon me teri Ye dua har pal rab se mangte hei Tu he meri sanso me mere dil me Aakhri sans me […]
Khuaab ki tarha baso jab khuuab ki tarha baso jab tum kisi ki aankh mai khuaabon ke phir tootne ka hosla bhi jorrna aankhon ke raste dil se bhi nikal jaate hain log magar!! tum ye pehle sochna….. khuaab ki tarha baso jab tum kisi ki aankh mai
Khvaabo.n me.n tere gar merii Khvaahish nahii.n hogii mujhase terii aa.Nkho.n kii parastish nahii.n hogii aavaaz merii baiTh to sakatii hai thakan se lahaje me.n agar mere guzaarish nahii.n hogii ho fikr jise Khud vo meraa haal parakh le mujhase to mere Gam kii numaaish nahii.n hogii maane ke na maane mujhe ‘Shehzaad’ zamaanaa ye […]
tum chup rahe payaam-e-muhabbat yahii to hai aankhen jhukiin nazar kii qayaamat yahii to hai mahafil men log chauNk paDe mere naam par tum muskuraa diye merii qiimat yahii to hai tum puchhate ho tumane shikaayat bhii kii kabhii sach puuchhiye to mujahko shikaayat yahii to hai vaade the beshumaar magar ai mizaaj-e-yaar ham yaad […]
ye piinevaale bahut hii ajiib hote hain jahaaN se duur ye Khud ke kariib hote hain kisii ko pyaar mile aur kisii ko rusvaaii mohabbaton ke safar bhii ajiib hote hain milaa kisii ko hai kyaa sochiye amiirii se dilon ke shaah to aksar Gariib hote hain yahaaN ke logon kii hai khaasiyat ye sab […]
kal gaye the tum jise biimaar-e-hijaraaN chhoD kar chal basaa vo aaj sab hastii kaa saamaaN chhoD kar tifl-e-ashk aisaa giraa daaman-e-mizshagaaN chhoD kar phir na uTThaa kuuchaa-e-chaak-e-garebaaN chhoD kar sard-meharii se kisii kii aag se dil sard hai yaaN se haT jaa dhuup ai abr-e-bahaaraaN chhoD kar gar Khudaa deve qana’at maah-e-yak-haftaa kii tarah […]
besabab baat baDhaane kii zaruurat kyaa hai ham Khafaa kab the manaane kii zaruurat kyaa hai aap ke dam se to duniyaa kaa bharam hai qaayam aap jab hain to Thikaane kii zaruurat kyaa hai teraa kuuchaa, teraa dar, terii galii kaafii hai beThikaano ko Thikaane kii zaruurat kyaa hai dil se milane kii tamannaa […]
ab to kuchh aur bhii andheraa hai ye merii raat kaa saveraa hai rahazanon se to bhaag nikalaa thaa ab mujhe rahabaron ne gheraa hai aage aage chalo tabar vaalo abhii jangal bahut ghaneraa hai qaafilaa kis kii pairavii men chale kaun sab se baDaa luTeraa hai so raho ab ‘Hafeez’jii tum bhii ye naii […]
Dor ja kar be us se dor ja na saky^”^ kitne rohey kise ko bata na sakay^”^ dard ya nahi k wo mojhe mila nahi dard ye ha k ham un ko bola na sakay^”^ k,k
araa saa dil dukhaa hai magar nafrat nahiiN hotii teri zulmat se a jaana mujhe hairat nahiiN hotii !!!!
rahii hai daad talab unakii shoKhiyaaN hamase adaa shanaas to bahut hain magar kahaaN hamase sunaa diye the kabhii kuchh galat-salat qisse vo aaj tak hain usii tarah badagumaaN hamase ye kunj kyuuN naa ziaarat gahe muhabbat ho mile the vo inhiin peDon ke darmiyaaN hamase hamiin ko fursat-e-nazzaaragii nahiin varanaa ishaare aaj bhii karatii […]