Mohabat na rahe phir raha kuch b nahi karta,

k itni taiz aandhi mein bacha kuch b nahi karta.

woh mujhko yaad rakhna b ab gawaara he nahi karta,

main jiss ko yaad rakhnay k siwa kuch b nahi karta.

kaha tha tujhse ae Shahi k aksar taiz baarish mein,

siwaa kachay makaano k gira kuch b nahi karta.