Kitna Ikhtiyar Tha Uss Ko Apni Chahat Pe,
Jab Chaha Yaad Kiya Jab Chaha Bhula Diya…
Janta Tha Wo Mujh Ko Behlanay K Har Andaaz,
Jab Chaha Hansa Diya, Jab Chaha Rula Diya…
Dil Bi Uss Ka Tha Piyar Bi Uss Ka Tha,
Jab Chaha Mera Naam Likha,
Jab Chaha Mita Diya.