Har shakh se toote howe patton ko zara dekh

Meri hayat ki misal bhi kuch isi trah se hai

Na ho jis me koi umeed Abr-e-Baran ki wo banjar zamin hon main

K tapti rait hi hai jis me isi sahra ki trah hoon

Ik tmanna thi jo barson pahle hi ik khwab ban gai

Ab to murda jism hon dhanche ki trah hoon

Ab to har bat me har lfaz me bas ik hi sada hai

Mat chairo mjhe main ishq me pagal ki trah hon

K mit jay jese koi bin mqsad k is dunya me ‘AFZAL’

Main manind isi k hon usi zaat ki trah hon