‘GHAZAL’

‘Wasi Shah’

Kuch Kehna Tha usse b 0r

mujhe b

Usne Ye Chaha

me kuch kahun

:-

Meri Ye zid k baat w0 kare

Yehi s0chte Sochte zamane beet Gaye

:-

Na uski ana to0ti

na meri zid

Uski ana faseel thi to meri zid Chattan

:-

ANAA 0r ZID

k isi taz-zaad men

safar-e-zindgi

Yun he rawan raha

:-

Waqt kat-ta rha

dard barhta raha

Ør Safar ikhtatam k0 P0hncha

:-

Ikhtatam-e-safer Ye raha

meri Ankh0n men

halki C Nami :’Wasi’:

Ør Shayad

Uski zindgi Men

Th0ri C Kami.