GHAZAL

Tujh se dil ki bat

kahon kis trha?

To meri jan hy

tujhe btaon kis trha?

To anjan hy

ya ban raha ha?

Ye andaza lagaon kis trha?

Muqadar se muqadar milna to dor ki bat,

Tere dil se dil milaon kis trha?

To mily na mily ye qismat ki bat hy mgr,

Tujhe chaha hy tujhe bhol jaon kis trha?