‘GhAZaL’

Shareek-e-Gum huwa jo mery chot khany k bad,

Kho diya main ne us ko pany k bad,

Mujy naz raha faqat us amal pr sada,

Usny mujy apna mana azmany k bad,

Suna hai tarap rha hai wo meri wafa k liye,

Shayad pachta raha hai mujy thukhrany k bad,

Aj youn he Sar-e-Rah us sy nazr ja mili ‘tahir’

Wo RO DIYA mujsay nazar milany k bad,

Kis ks ko doun ilzam BEWAFAI KA,

Hr koi chor gya mujko apnane k bad.