Ek Qatra-e-Aansu Jo meri Qabar Pay Aa Gira..

Main Sochta Raha, Mera Kon humdum Mera kon Yaar Aaaya..

Us zindagi main koi bhi Humdum Na tha..

Yeh Aaj kisko Achanak mera khayal Aaya..

‘Istanan’ Yeh Waqt Waqt Ki Baat Hai..

Na Tha Jisko Chehra Gawara Aaj Wo Khud Mere Pass Aaya..