Aazmaana hai to ik din aazmaa hi lijye

roz to na yoon humai jee se utara kijye?

pyar bhi karte hain hum se aur milte bhi nahi

phir ye kehta hain abhi yoon hi guzara kijye

meri aankhan, mere aansoo, mera dil ,dharkan meri

aap bhi chaahen to in per haq jamaaya kijye

kyoon saja rakhe hain asif tum ne yoon guldaan mai

khuaab hoon dilkash to jaa kar baich aaya kijye