Waqt kitna badal jata hai. Kal jab hum chotay thay, aur koi hamari baat samajh nahi pata tha, tab sirf ek hasti thi jo hamare tutay phutay alfaz bhi samajh jati thi.

Aur aaj hum usi hasti ko ye kehty hain k:

(ap nai janti)

(ap nai samajh payengi)

(ap ki baten mujhe samajh nai atin)

(hogain ab aap khush)

Respect this honourable personality b4 da companionship ends!

“MAA TUJHE SALAM”…