Un se dur jane ka irada na tha,

sada sath rehne ka bhi wada na tha,

woh yaad na karenge yeh jante they hum,

Par itni jaldi bhool jayenge andaza na tha.