Jalne lage judaai mein to roo diye,

Dard hua tanhaai mein to roo diye,

Cheher ne us ka roog chupaya hi nahi,

Aankhon ne uski yaad sonayi to roo diye,

…Chaman mein us ki khusboo mehaki jab,

Phoolon ne dastan sonayi to roo diye,

Mehsos kya use hum ne har pal es tarh,

Jab woh door gaya hum se to roo diye,

Yaad ayi uski shab mein es Qadar ‘ARMAN’

Shama jab jali roshni ke liye to roo diye.