Bat aisi ho ke jazbaat kam na ho,

Khayalat aise ho ke kabhi gham na ho,

Dil ke kone mein itni jagah rakhna

Ke khali khali sa lage jab hum na ho.