K aadmi ka jism kia hai jis pay shaida ya jahan hai

aik mittai ki immrat aik mittai ka makan hai

chand kiylai sannso pay kara hai ya aasman

aur mout ki pur zoor aandhi jab is say takrai gee

ya immrat toot k phir khaak mai mil jay gee

ary tou jo sochta hai farib kiyal-o-hissati hai

takyal k hain karismy na passtti na bulndi hai

wo he hum hain jo raat din pholo mai rehty thay

wo hum hain jo chand pholo ko tarsaty hain

or marny wala kia chain paay baady dafan

mootti mai khak lay k aay dost bady kafan

koi kehtha hay k mittai mai dabo issy

koi kehta hai k aag say jalaoo issay

ya Allah sab hee ka yahi mansha k

duniya say nikalo issay

(¯`v´¯)

`*.¸.*´ Lover

¸.•´¸.•*¨) ¸.•*¨)

(¸.•´ (¸.•´ .•´ ¸¸.•¨¯`•

Prince”