Ek Ajab sa haal hai dil ka tere anay k bad

Mil gia hai khoj manzal ka tere anay k bad

Tere aa jane se mehfal ho gai roshan tamam

Be Assar hai Zehr qatal ka tere anay k bad

Tuj se phelay dil main lehroon ka talatum ta bippa

Ab sakoon hasal hai sahal ka tere anay k bad

Khil uthay jaisay kalli ‘Shahzad’ koi Raiet main

Eis tarah tha rang mehfal ka tere anay k bad

Open lobe