Jab bachcha paida hota hai to saray khandaan walay usay daikhnay aatay hain.

Bachchay ka baap kehta hai:

‘meray betay ka chehra to meray pay gya hai.’

Chacha kehta hai:

‘is k hath paon tou bilkul meray par gaey hain.’

Maa kehti hai:

‘iss ki naak meray pay gai hai.’

Mamu kehta hai:

‘is k kaan meray par gaey hain.’

Phir jab wohi bacha thora bara ho k sharartain krta hai tou saray khandan walay kehtay hain:

‘Pata nai haraam da kiday tay gaya a