a man has 2

parrots (today)

1 din ik totay ne

dosry ki chumi

lay li…

us admi ne

saza k tor pr

toty ki tind kr

di…

kuch din bad usi

admi k ghar

mehfil-e-nat

hoi…..

to us admi ne

totay ko wellcme

k liye drewazy

pr betah diya….

kuch diar bad

us admi nay

a kr dekha

k sab andr a

gay hain

lekin ganjy

admi bahr hain

to, us admi

nay totay ko

kha k inko

Q nhi aanay

diya….

tota bola:

‘lainiyan

chumiyan tay

aana mehfilan tay’ :))