1 shakhs rozana jab bhi apnay ghar se nikalta to apnay barabar walay shakhs ko salam karta par woh kabhi bhi jawab nahi deta, rozana ici tarha hota woh salam karta aur doosra shakhs jawab na deta, 1 teesra shakhs rozana dekhta k yeh shakhs rozana salam karta he aur ye doosra shakhs kabhi jawab nahi deta to woh teesra shakhs pahlay shakhs se kahta he k yaar jab yeh tumhen salam ka jawab nahi deta to tum q isay rozana salam karte ho, to pahla shakhs jawab deta he k ‘ jab yeh merei waja se apni buri aadat nahi chor sakta to me ic ki waja se apni achchi aadat q choroon’