NABI PAK (S.A.W) Ne Farmaya Ke:

Meri Ummat Main Jab 14 Khaslatain

Paida Hongi, To Un Par Azaab Aaye Ga.

1- Amanat Main Khayanat.

2- Zakat Jurmana Mehsoos Ho.

3- Shohar Biwi Ka Ataat Guzar Ho.

4- Beta Maan Baap Ka Nafarman Ho.

5- Aadmi Doston Ke Sath Bhalayi Aur Baap Par Zulam Kare.

6- Qoam Ka Budtareen Shakhs Us Ka Sarbarah Ban Jaye.

7- Aadmi Ki Izzat Us Ki Burayi Ke Dar Se Ki Jaye.

8- Nasha Aawar Cheezain Khulay Aam Istamaal Hon.

9- Mard Raishmi Labaas Pehnay.

10- Aalaat-Mosiqi Ko Ikhtiyar Kiya Jane Lage.

11- Ruqs-o-Suroor Ki Mehfilain Aam Hon.

12- Logg Apne Buzurgon Par Laan Taan Karain.

13- Mard Aurat Jaisa Huliya Ikhtiyar Kare.

14- Bud Dianati, Gheebat, Chughli, Bukhaili, Zana, Fahashi Aam Ho Jaye.

Iss Waqt Logg Har Waqat Azaab-E-Illahi Kay Muntazir Rahain,

Chahe Wo Surkh Aandhi Ki Surat Main Ho Ya Holnaak Zalzalay Ki Surat Main.

“DO GOOD B4 DIE”…