Rasoulallah sallallah ho alahy wasallam ne farmaya

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (1 votes, average: 5.00 out of 5)
Loading...
Shared by : On :

Rasoulallah Sallallah Ho Alahy Wasallam Ne Farmaya. ?(CHORI) K Aeytbaar Se Bohat Bura CHOR Logo Mai Wo SHAKS Hai Jo Apni NAMAZ Mai Chori Karta Hai! Puchha Gaya, Kiya Koi Shaks Apni NAMAZ Se Bhi CHORI Kar Sakta Hai? Aap Sallallah Ho Alehy Wasallam Ne Farmaya. ?Jo Apni NAMAZ Ka RUKU or SAJDA Puri Tarha Adda Na Kare. ?(Wo Apni Namaz Ki Chori Karta Hai.) (MUSANAD_E_AHMAD H:21591)…